RAM-HANUMAN MILAN

438 30 11
                                    

Shri Ram, Laxman, Aahana and Aarashi reached the mountains but were confused over which one was Rishyamukh and which was Malyadri.

"Dono parvat shikhar toh yahi hai, kintu pehle kis par chandhe ?" Laxman asked.

"Koi saral maarg awashya hoga, jaha se Mahabali Sugreev aur unke 4 mantri aaya-jaya karte honge." Aahana said.

Suddenly Shri Ram smiled knowingly seeing a disguised as a sage, hiding his true identity.

"Chalo unse maarg puchte hai." Shri Ram said pointing at the sage.

"Mujhe toh yeh koi paath-shashtri pandit jaan padte hai." Aarashi said.

"Kintu iss durgam sthan par kyu ?" Aahana said.

"Dekho woh humari taraf hi aa rahe hai." Laxman ji said.

The sage approached them and all four of them joined their hands and bowed.

"Pranam, Pandit Mahashay." They greeted.

"Kalyanamastu ! Aap charo path-bhranth pathit jaan pad rahe hai. " The Pandit said.

"Ha, Pandit Mahashay aapka anuman satya hai. Kya aap hume Rishyamukh Parvat par jaane chahte hai." Laxman ji said.

"Mumanumanam satyam asti !" The Pandit said.

"Agar aap hume Rishyamukh parvat tak ka maarg bata denge toh bahut kripa hogi." Aarashi asked.

"Aap sabhi shurveer pratit hote hai, jo kisi raj mahal ki shobha badhaye. Toh fir aap yaha kyu ? Kim prayojanam ?" The Pandit asked.

"Hey Brahman dev, chaturai ke saath shrishtachar yukt madhur vaani se jo aap humare parichaye ke liye itne Atul hai. Mai toh soch mai pad gaya ki aap wahi hai jo pratit hote hai ?" Shri Ram asked.

"Arthat ?" The Pandit asked.

"Arthat aapne humare chhote se prashn ka uttar na de kar keval humara bhed jaanna chahte hai ? Mahanubhav aap prasthan kijiye, hum swayam maarg dhundh lenge." Laxman said.

"Rosham karoti dosham. Rosh tyag ke itna bataye ki aapko Rishyamukh Parvat par kisse milna hai ? Varsho beet gaye kintu yaha koi aaya nahi." The Pandit said.

"Hume Mahabali Sugreev ke paas jana hai." Aahana said.

"Maharaj Sugreev kisi se nahi milte." The Pandit said.

"Aap unhe jaante hai ?" Aarashi asked.

"Sugreevo naamum dharmatma ko awashya jaante hai. Hum hai unke kul-purohit, Pandit Kesari-nandan." He said.

"Kul-purohit ?" Laxman asked.

"Ha Kul-purohit, humari mantrana ke bina woh kisi se nahi milte. Ab batayiye ki Rishyamukh Parvat ka pata kisne diya hai aapko ?" Kesari nandan asked.

"Mata Shabri ne." Shri Ram said.

"Huh ? Maa tapasvini Shabri ? Kim karanam ? Kim abhiprayam ?" Kesari-nandan asked.

"Phir se prashn ! Aap keval prashn karne mai hi nipoorn hai !" Laxman exclaimed.

"Aur aap keval rosh karne mai hi praveen hai." He said to Laxman and then turned to Shri Ram.

"Aur aap shantakaram, dhir-gambhir hai. Veer manushyo dev roopino kripya karke apna mantavya prakat kijiye." Kesari-nandan said to Shri Ram.

"Mata Shabri ne kaha hai ki iss samay Sugreev se milna humare liye Kalyan kari hoga. Yadi Sugreev se bhet nahi ho sakti toh unke mantri Hanuman se hi bhet kara dijiye." Shri Ram said smiling.

"Aap Hanuman se milenge ?" He asked.

"Agar Hanuman se milan ho jaye toh Sugreev se milne ka maarg sugam ho jayega." Shri Ram said.

"Agar aap charo apna Vastavik parichaye dede toh mai Hanuman ko yu bula dunga, iss hi shan." Kesari-nandan said.

"Uchit hai, hum hai Suryanagar ke Maharaj Vishwaroop ki putriya, mai Aahana hu aur yeh Aarashi. Aur yeh dono Ayodhya ke swargiye Maharaj Dashrath ke putra hai, Sumitra-nandan Laxman aur Kaushalya-nandan Shri Ram." Aahana said.

"Shri Ram ? A-aap swayam Shri Ram hai ?" The Pandit frowned.

"Ha swayam Shri Ram yaha hai, ab bulayiye Hanuman ko." Laxman said.

Shri Ram gave Kesari-nandan a smile of assurance and understanding.

"Prabhu aapne apne iss anadi bhakt Hanuman ko pehechanne mai itni der kaise kar li ?" Kesari-nandan asked.

"Hanuman !?" Laxman, Aahana and Aarashi exclaimed.

"Ha, mai hi Hanuman hu." Kesari-nandan said dropping his disguise of sage and showing his true Vanar form.

"Prabhu aap mujhe pehechan na paye, isme meri hi bhul hogi." Hanuman said.

"Tumhari bhul nahi, tum itne bade bade sanskrit ke mantro se jo tum apne Panditya ka prabhav hum par jama rahe the....hum toh usi se dar gaye." Shri Ram said.

"Shri Ram !" Hanuman bent down to touch his feet, but Shri Ram stopped him, making him stand tall.

Both bhakt and bhagwan then embraced each other. Something one has to wait many yugas to see.

□□□□□□□□□□□□□□□□□A/NParakram se gunje tribhuvan dharati patal dusht bhanjan

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

□□□□□□□□□□□□□□□□□
A/N
Parakram se gunje tribhuvan dharati patal dusht bhanjan.
Jal sagar kare parajay krandan trikal nirantar lok vandan.
Mahabali maha rudra maha vajra shauryavan veer Hanuman

BOLO RAM-DOOT HANUMAN KI JAY !!!

FUN FACT : EVER WONDERED WHY SUGREEV ONLY CHOSE RISHYAMUKH PARVAT TO TAKE REFUGE FROM VALI ? AND IF VALI WAS SO THRISTY FOR SUGREEV'S BLOOD THEN WHY DIDN'T HE HIMSELF WENT TO RISHYAMUKH ? NOT ONLY BECAUSE VALI GAVE PROMISE TO TARA NOT TO KILL SUGREEV, AS IT WAS GIVEN MUCH LATER.

HERE'S THE STORY : Once a demon named Dundubhi, challenged Vali for a duel. Vali won and then he threw Dundubhi's head away. It fell miles away in Rishyamukh Parvat, right on the yagya kund of Maharishi Matang. Angry that his yagya was tarnished, he cursed that whosoever has thrown this head, shall die whenever he or she steps on the Rishyamukh Parvat.

This was informed to Vali and Sugreev by Indradev and thus Sugreev knew he would be safe in Rishyamukh Parvat only.

SURYAVANSHIWhere stories live. Discover now