RAVAN THREATENS SITA

361 31 21
                                    

□□ LANKA □□

Ravan was sending all sorts of jewels, golds, luxurious clothes to Mata Sita, so he can lure her to his bed.

But being the Pativrata she is, didn't accept or payed heed to any of it. And due to this the patience of Lankesh was running thin.

"Subdari, uss vanvasi ke swapn dekhna chod de, woh tujhe bachane nahi aayenge. Tujhe shayad Trilokadi-pati Dashanan Lankesh Ravan ki shaktiyo ka pata nahi." Ravan said.

"Jis shaktiyo ka tum ghamand kar rahe ho Ravan, woh shaktiya tumhare paap karmo ke karan kalankit aur bhrasht ho chuki hai. Yaha tak ki uss shaktiyo ka vardaan dene wale Brahmadev aur Mahadev bhi kalankit ho chuke hai. Aur jab shaktiya aur unhe ka pradaan karne wale devta kalankit ho jaye toh unn shaktiyo mai bal nahi rehta." Sita said.

"Swayam ko bhagywaan samjho Sita, jo sar Trilok mai kisi se samne nahi jhookta hai woh tere aage jhooka hai. Bhagyashali samjho ki teeno loko ki sundariya juske prem ko paane ke liye Atul hai woh tumhare saamne prem ki bhiksha maang raha hai. Tum Lanka ki Samragyi ban sakti ho ! Teeno loko ka vaibhav tumhara ho sakta hai. Socho Sita Socho." Ravan said.

"Vaibhav, shakti aur sampatti ke moh mai jo stree apna pati-vrat dharm bhul jaye usse neech aur koi nahi ho sakta. Mere liye toh mere vanvasi veer hi teeno loko ki sampatti hai. Aur unke saamne tum ek neech aur Kayar pratit hote ho, jo choro ki bhati mera haran kar laye." Sita said.

"SITA ! ITNA GHAMAND APNE ISS PATI-VRAT DHARM KA !? MAI AAJ ISSE TOD DUNGA !" Ravan roared.

He was about take a step towards Devi Sita but she picked a grass leaf and puts it in front of Ravan.

"Iss tinke to paar karne ka sahas na karna Ravan ! Yadi mera pati-vrat dharm satya hai toh iss tinke ko paar karte hi bhasm ho jayoge." Sita warned.

"SITA !" Ravan roared and was about to step on the grass leaf, but his wives Mandodari and Dhanyamalini came at the right time.

"Rukiye Swami !" Mandodari stopped him. Ravan turned around to look at them.

"Yeh aap kya karne jaa rahe the swami ? Aap kya Nalkuber ka shraap bhul gaye ?" Dhanyamalini reminded him.

"Ravan ! Tune meri hone wali dharmpatni Rambha ke saath durachar kiya hai ! Mai tujhe shraap dete hu yadi tune kisi parayi stree ko uski iccha ke virudh chhuya aur uska sheel bhang kiya toh tere sar ke saikdo tukde hojayenge !" Nalkuber's curse ringed in Ravan's head. He quickly backed away, at least six feet away from Sita, afraid of the curse.

"Jise mujhe Lanka ki Samragyi banana hai uss par hum haath nahi utha sakte. Sita humne tumhe ek varsh ka samay diya tha, aur ab usse poorn hone mai 2 hi maas baki hai. Anyatha, humare rasoiye tumhare tukde tukde kar, savere ka kaleva taiyyar karenge. Kintu tab tak hum tumhe upgar bhejte rahenge, aur tumhe humari baat maanni padegi." Ravan said and walked out, and his queens followed him behind.

"Hey Raghunandan !" Sita started crying.

"Woh awashya aayenge Putri Sita, tum dheeraj rakho." Trijata consoled.

□□□□□□□□□□□□
A/N

KYA RAVAN....SAKSHAT MATA LAXMI KO DHAN AUR VAIBHAV KA LOBH DE RAHE HO ?

OKAY SO I WAS TOO LAZY TO WRITE SUGREEV BEING LAZY.....SEE THE IRONY ?

FUN FACT : IN LATER ADAPTATIONS OF RAMAYAN TRIJATA IS SAID TO BE THE DAUGHTER OF VIBHISHAN AND SARMA.

NOW IF YOU DIDN'T KNOW, DHANYAMALINI WAS THE SECOND WIFE OF RAVAN. SHE ISN'T MENTIONED MUCH IN THE EPIC THUS NOT ALL KNOW ABOUT HER BUT SHE WAS A GENTLE AND CARING WOMAN LIKE MANDODARI. WE DON'T KNOW MUCH OF HER IDENTITY, BUT SOME VERSIONS OF RAMAYAN SAY THAT SHE WAS THE SISTER OF MANDODARI.

NOW RAVAN HAD MANY WOMEN IN HIS HAREM. AND ALL OF THEM WERE VERY DEVOTED TO HIM, AND MANY WERE SATI.

REMEMBER HOW VALI, COULDN'T BE KILLED BECAUSE PROTECTION OF JUST ONE SATI, HIS WIFE TARA.

NOW IMAGINE THE PROTECTION OF SO MANY SATIS THAT RAVAN HAD. THEN HIS DEATH SHOULD HAVE BEEN IMPOSSIBLE, SO HOW WAS HE KILLED ? ANSWER : BECAUSE OF HANUMAN JI.

HOW ? I WILL SHOW IN THE NEXT CHAPTER.

SURYAVANSHIOù les histoires vivent. Découvrez maintenant