Part 9

292 14 0
                                    

Abhijeet said in teary tone: main...Main tumhe shuru se batata hun.

Kevin said while focusing properly: Haan bolo, main sun raha hun.

Abhijeet started the conversation trying to find proper and clear words: jis din main tum se mila usi din ke kuch din baad main school se ghar a raha tha. Tujhe shaid yaad hi ho ga ke us din ham sab ko pehle chutti mil gayi thi?

Kevin nodded his head and agreed with his conversation while saying: Haan bilkul, us din ham sab ko jaldi chutti mil gayi thi. Maybe half day tha sirf. Lekin hua kya Abhijeet?

Abhijeet again tried to start conversation while saying: us din main school se wapas ghar ja raha tha. Tujhe to pata hi hai ke main walk kiya karta tha. Haan to main us din walk kar ke ghar ja raha tha...

Flashback

Abhijeet who was 15 years old at that time was walking to his home. That day, it was too hot. Abhijeet was sweating fully because of extreme heat.

Abhijeet started talking to himself while cursing himself: uff mere khuda. Itni garmi. Aur abhi to mujhe bohat saari walk karni hai, kaise ho ga? Ya rabba, is garmi se jaan chutaane ka koi to raasta nikaal.

Suddenly, Abhijeet saw a kulfi stand.

Abhijeet murmured to himself in happy tone: oh Yes! God ji ne meri dua Kitni jaldi poori kar di. Wo mene dua ki aur wo aya kulfi wala. Ab pahunche gi dil ko aur maide ko thandak.

Abhijeet ran towards kulfi stand while shouting loudly: kulfi waale Uncle. Kulfi waale Uncle, zara rukna.

The kulfi Uncle stopped listening Abhijeet's voice. He came near Abhijeet and asked: ji beta?

Abhijeet said excitedly while pointing towards the orange colour kulfi: Uncle, ye orange waali kulfi kitne ki hai?

Kulfi Uncle replied casually: beta, ye waali kulfi 10 rupees ki hai. Tumhe chahiye?

Abhijeet nodded his head in agreement and said yes while giving kulfi uncle 10 rupees. Kulfi Uncle gave Abhijeet the orange kulfi. As soon as Kulfi Uncle gave Abhijeet kulfi, Abhijeet started to eat because of extreme hotness. After eating the kulfi, Abhijeet felt dizzy and he fell on the ground unconcious before he could understood anything.

Flashback End

Kevin asked in a shocking state: tum..tum behosh ho gaye the Abhijeet? Acha..phir kya Hua?

Abhijeet replied to Kevin while seeing in Kevin's eyes: phir jab hosh aya to apne ap ko aik veeraane mein paaya

Flashback

Slowly slowly, Abhijeet started to open his eyes. He saw himself in a dark place where no one was there. Abhijeet tried to move but was not able because his hands and foots were tied with a rope. Abhijeet got extremely worried and tensed. He never ever faced a situation like that. He was so much confused. He started screaming: koi hai? Koi hai? Kholo mujhe. Koi bachao mujhe.

One man came inside the room where Abhijeet was tied: shor mat machao

Abhijeet screamed loudly while tears were falling from his eyes: kon ho tum? Kya chahte ho mujh se?

The man was about to answer when a voice escaped through Abhijeet's ears: Kuch nahi bohat kuch chahtey hain hum tum se.

And the very next moment Abhijeet saw a Man who was wearing black pent coat and hat. He was probably looking in between 45 and 50.

Abhijeet shouted very next moment: kon ho tum?

Man said in cruel tone: is waqt tumhaare liye ye janna zaroori nahi ke main kon hun balke ye janne ki zaroorat hai ke main kya chahta hun aur agar wo na hua to kya ho ga.

Abhijeet shouted out of patience and in worried and tensed situation: batao, kya chahtey ho tum mujh se?

Man said in cruel tone: Abhijeet, lakhon logon ki jaan tumhaare haath mein hai is liye tumhe manna hi pare ga.

Abhijeet said in shocked state: kya, lakhon logon ki jaan mere haath mein, lekin kese?

Man started to say: Abhijeet, tumhe badalna ho ga. Tum bindaas ban jao Abhijeet. Mein chahta hun ke tumhare family mein sukoon na rahe.

Abhijeet said in angry tone: kya matlab hai tumhara? Mein pagal hun kya? Mein hargiz apni family ko hurt nahi karunga.

Man said while emotionally blackmailing Abhijeet: agar tum ne meri baat na mani to tumhaara apna hi bhai is shahar ko tabah karne par majboor ho jaye ga aur tum to ye bilkul nahi chahoge na. Tum aik Cid officer ke bete ho, kuch to sikhaya hi hoga tumhe tumhaare baap ne ke doosron ki jaan Kitni keemti hoti hai sur khud qurbaan ho jao lekin doosrey pe aanch bhi na ane de.

Abhijeet asked in angry tone: tum kehna kya chahte ho? Mere Daya bhaiya shahar ko barbaad karne ka soch bhi nahi sakte aur main tumhaari ye baat kabhi nahi manun ga. Mujhe koi bhi apne Daya bhaiya se nafrat karne pe majboor nahi kar sakta. Samjhe tum?

Man said in cruel tone: tumhe badalna hoga Abhijeet aur tum sab ko jitao ge ke tum Daya ki waja se aise ho gaye ho.

Abhijeet said in most extreme angry tone: main aisa nahi karunga. Samjhe tum? Tum mujhe maar bhi do na tab bhi main ye nahi karunga.

Flashback End

Kevin asked in shocking state: kya, kisi ne tumhe majboor kiya is tarah rehne ke liye, is tarah react karne ke liye, is tarah sab se nafrat karne ke liye takkay wo tumhaari family se sukoon cheen sake?

Abhijeet nodded his head in yes while tears were forming in his eyes

Kevin asked in confused state: lekin tum ne ye kyun kiya? Aisi kya majboori thi tumhaari?

To be continued

dependent on youWhere stories live. Discover now