Part 40

406 26 15
                                    

Short update

News channels flashed news of Rohit's bail and Nilima became happy. Devaki was sitting besides her she smiled looking towards Bandana  who was still in shock and wasn't saying anything.

"Maine bola tha tumse ki sab thik hoga.." Devaki said to Bandana.

Bandana nodded. "Amit bhauji ne karwai na bail.. Janti hoon main.."

"Aur tumhe khamkha lag raha tha ki ghar me se koi tumhari madat nai karega.." Nilima taunted.

Bandana looked down. "Main bas khush hoon ki wo wapis aa rahe hai.."

"Aaj khane me sab uski pasand ka banega.. Kitne dino baad mera baccha ghar aa raha hai.." Nilima was extremely happy.

Aarushi was also happy. She was sitting in her cabin.

"Finally Bhauji wapis aa rahe hai.. Sabko thodi shanti milegi" She said.

"Haan.. Amit ne bahot kuch kiya hai Rohit ko bahar nikalne ke liye" Sameeksha said.

"Sumedh ka kya reaction hai yeh dekhna padega" Aarushi said.

"Khush nai hoga wo.. Yeh toh janti hoon main.." Sameeksha chuckled.

Aarushi looked out from window and saw angry Sumedh walking towards her cabin.

"Think of the devil.." Sameeksha stood up. "Main nikalti hoon.. Tum log baat karo.."

Aarushi nodded. "Tum mere sath rally me ho na.. Jaldi aana"

Sameeksha nodded and went. Sumedh saw her leaving and entered in cabin.

"Tumne bhi madad ki na Amit dada ko.." Sumedh shouted.

"Sumedh.. Scene mat karo." Aarushi looked everywhere. She went and closed the window.

"Main janta hoon Aarushi.. Tumne aur Amit dada ne milke yeh sab kiya.. Tum janti thi ki Rohit bahar aayega toh hamara nuksan hoga.." Sumedh said.

"Maine Amit ko madad nai ki hai.. Bilkul bhi nai.. Uske bail ki news mere liye bhi utni hi shocking thi.." Aarushi tried to clear her point.

"U knw what.. I don't trust you.. Main yeh manana hi nai chahta ki tum mere sath ho aur Amit dada ke sath nai.. Tumpe bharosa karke galati kar di maine.." Sumedh said.

Aarushi was very angry.

"Main kuch bhi karu tumhe mujhpe bharosa karna hi nai hota hai Sumedh.. Maine tumse shaadi ki.. Tumhari ghar aayi.. Tumne jaisa kaha jo kaha sab kiya maine.. Politics chhod diya.. Apna career khatam kiya.. Tum jaise bhi ho maine dil se tumhe accept kiya.. Itna hi nai mujhe tumse pyaar tak ho gaya.. Aur badle me kya milta hai mujhe har baar? Ek pal ke liye bhi khush nai dekh sakte mujhe tum hai na..? " Aarushi screamed.

" Nahi dekh sakta.. Tumhara attitude pasand hi nai hai mujhe.. Bilkul bhi.. Galati ki hai maine tumhe politics join karne ki permission deke.. Tum aurato ko yeh sab karne dena hi nai chahiye.. "Sumedh said.

Aarushi felt her blood boiling. Her eyes were red and tears were rolling on her cheeks.

"Mujhe kisike permission ki jaroorat nai.. Tumhe MMS leak karna hai? Karo.. Tumhe mere bhai ko kisi racket me atkana hai.. Wo bhi karo.. Main ab tumse nai darti.. Meri candidacy declare ho chuki hai.. Aur main jeet ke dikhaungi tumhe Sumedh.. Itne votes se jitungi jitne votes se aaj tak baba bhi nai jite honge.. "Aarushi said.

Sumedh scoffed.

" Dekhenge.. Main tumhare against prachar karunga Aarushi.. Ek seat kam hone se koi farak nai padega.. Itni obvious jagah se harogi toh career toh waise bhi khatam ho jayega tumhara.. "He said.

" Dekhenge.. Waise bhi ab poora mahina hum nai milenge ek dusre se.. Accha hai.. "She said.

" Sahi me accha hai.. Tum apna kaam karo aur main apna karunga.. " Sumedh gritted his teeth.

" Thik hai.. Nikal jao yaha se.. " She said.

" Milte hai ghar pe.. Tumhari haar ke baad.. "Sumedh smiled cunningly and left.

******

"Sumedh.. Jo bhi hua jane do.. Party ke khilaf prachar karna sahi nai.. News agar fail gayi toh accha nai hoga.." Narayan told him.

"Par Baba wo aisa kaise keh sakti hai." Sumedh was angry.

"Wo waise bhi harne ke chances bahot hai Sumedh.. Jyada mat socho.. Direct uske khilaf prachar karne ki jaroorat nai.. Hum kuch aur sochenge." Narayan said.

"Par Baba Rohit dada bahar aa gaya hai.. Hum nai chahte the aisa ho." Sumedh said.

"Aa gaya hai toh aane do.. Kya kar lega.. Shanti se ghar baithega.. Ab uske hath me kuch nai hai.." Narayan said.

"Wo bhi hai.. Par Amit Dada ka kya.? " Sumedh wasn't ready to accept his defeat.

"Hum dekhenge Sumedh.. Itna extreme react mat ho tum.. Tumhara bhai jail se lauta hai.. Khushi se usko milo.. Jao.."Narayan smiled.

Sumedh rolled his eyes and went to meet Rohit.

*****

" Vahini main bahot khush hoon.. Agar mujhpe yeh sab allegations nai hote toh aapka bahot acche se prachar karta main.. "Rohit said.

"Koi baat nai.. Aap aise bhi prachar kariye.. Aapki bahot jaan pehchan hai.. Sab log dost hai aapke.. Aap prachar karenge toh positive hi effect hoga.." Aarushi said.

Rohit smiled.

"Aapko pasand hai isliye Aarushi ne fried rice banaya hai.." Bandana said.

"Haan.. Aur wo bhi bina aloo ke.. Aapko pasand nai isliye ek bhi cheez me aloo nai hai.." Devaki said.

Everyone chuckled.

Rohit felt someone hitting him hard on back. Spoon and rice fell down from his hand.

"Sumedh.. Khana kha raha hoon na..," Rohit shouted.

"Aise kaise mujhse mile bager bas khana khane lag gaye.." Sumedh made him stand up and hugged him.

"I missed you" Rohit smiled.

"We missed you too." Somewhere deep in his heart Sumedh felt really good after meeting Rohit.

"Chalo baitho tum khane ko.." Rohit said.

"Nai tum khao.. Mujhe thoda kaam hai kar ke aata hoon." Sumedh smiled.

Rohit nodded. Aarushi rolled her eyes after watching the scene.

Against All Odds Where stories live. Discover now