Part 29

455 38 63
                                    

Aarushi was trying her hard to hide the marks which were clearly visible. She touched there and hissed in pain. Her neck was a bad victim of Sumedh's desperation. She rubbed an ice cube on marks and felt some relif.

Sumedh was silently watching her struggle while sitting on bed. He wore a gold chain around his neck and stood up.

"Sameeksha ke sath meeting hai meri.. Main nikalta hoon.. " He said to Aarushi.

Aarushi silently nodded. He went.

"Kaisa insan hai.. Kuch baat bhi nai ki kal ke bareme.. " Aarushi became sad.

She came down.

"Aarushi. Sumedh nashta kiye bager chala gaya.. Tabiyat thik hai na uski ? " Nilima asked.

"Haan.. Uski koi meeting thi " Aarushi answered.

"Itni subah subah.? " Bandana suddenly asked.

Nilima gave a glare to her. She kept quiet. Aarushi looked towards clock. It was 6:45 in morning. She felt weird.

Devaki patted on her back.

"Kya hua ? " She asked .

"Nai .. Kuch nai. " Aarushi replied.

"Devaki.. Idhar ka sab dekh lo.. Main aaj aangan saaf karwaungi.. " Nilima said.

Devaki nodded.

Aarushi was still lost in her thoughts. She remembered her cold war with Sameeksha

'Kahi Sumedh mujhse badla lene ke liye Sameeksha ko use karne ka toh nai soch raha.. ' She thought.

*******

"So.. Miss Sameeksha... Sambhal raha hai Mahila morcha.? " Sumedh asked while entering in her house.

"Haan.. Abhi abhi in charge bani hoon.. Sambhal hi loongi.. " She smiled.

"Yes.. Tum deserving ho.. Isliye yaha ho.. " He said.

"No.. " She suddenly said.

"Why" He asked.

"Tum apni biwi ko utna deserving nai samjhte isliye main yaha hoon.. Agar Aarushi rajneeti se door nai jati toh main yaha nai hoti.. " She said.

"Oh.. U r being so honest.. Kya jaroorat hai.? " He asked.

"Chhodo.. Chai pioge.? Ya phir wo bhi apni biwi ke hath ki pike aaye ho.? " She asked..

"Nai.. Kuch pike nai aya main.. Tum banaogi toh piunga... Chai.. " He said while putting excessive pressure on last word.

She rolled her eyes.

"Btw.. Tumne Aarushi ko bola ki mere sath meeting hai.. Aur wo maan bhi gayi ? " Sameeksha asked.

"Mani nai hogi toh bhi kya fark padta hai.? " He replied disparagingly.

"Itna gussa kyu karte hai uspe.? " She asked.

"Ek reason ho toh batau.. Mere gusse ka.. " He said.

"Ok.. List bana ke do. " Sameeksha said.

He chuckled.

"Kaise manage kar leti ho itne lame jokes.. " He asked.

"Tumhari hi sangat ka asar hai.. Mr Mudgalkar.. " She came back with a tray in her hands.

"Meri sangat ka asar toh abhi abhi shuru hua hai.. Aur bahot kuch karna hai hame.. Sathme.. " He said.

Sameeksha cocked her eyebrow.

Against All Odds Where stories live. Discover now