Part 25

512 41 105
                                    

Rohit was still very disturbed.

"Bhauji.. Kya hua hai..? " Devaki asked.

"Vahini.. Amit dada kab wapis aa raha hai..? " Rohit asked.

"Aa jayenge 2 din me.. Kya hua.? " She asked.

"Kuch nai.. " He looked away.

"Baba bhi nai aye aaj breakfast ke liye.. Kuch toh hua hai.. " Devaki said.

Suddenly Narayan came down. He was looking tensed.

"Rohit.. Chalo mere sath.. " Narayan said.

"Nahi Baba.. Uss sight ke engineer ko apne sath le jaiye.. " Rohit replied.

"Tum bhi chal sakte ho.. Chalo.. " Narayan said.

"Aa raha hoon.. " Rohit nodded. "Bandana upar hai.. Use batake ata hoon.. "

Narayan made a face.

"Amit jaisi bate kyu kar rahe ho..? Use batane ki kya jaroorat hai.? " He asked.

Devaki felt awkward. Bandana herself came down.

"Main bahar ja raha hoon Baba ke sath.. " Rohit told

Bandana nodded. They went.

Bandana and Devaki went in kitchen.

"Kya hua hai.? Ajib nai laga tumhe..? " Devaki asked.

Aarushi was peeling potatoes. She looked up.

"Jo nayi construction sight hai.. Waha pe construction ka ek part gir gya.. 2 labours ki maut hui hai.. " Aarushi told.

"Kya .? " Both Devaki and Bandana shouted in unison.

"Haan.. Usi ki wajah se sab tension me hai.. Sight hamari thi.. Toh baba pe aayega na.. " Aarushi said.

"Par uss construction pe toh Rohit Engineer nai hai.. Hai na.? " Bandana asked.

"Nahi.. Koi aur hai. " Aarushi replied.

Bandana sighed.

A servent came in.

"Aarushi Vahini ko Sumedh Saheb ne bulaya hai.. " He told.

Aarushi nodded.

"Main dekh ke aati hoon.. " She said & went.

*******

Aarushi went in her room. Sumedh was also looking tensed.

"Kya hua ? " She asked.

"Pata nai.. Kaise ho gaya.. " He suddenly said.

"Engineer kaun hai.. Usko pakdenge.. Don't worry.. " Aarushi patted on his back.

"Par.. Pata nai kaise ho gya yr.. " Sumedh said.

"Kisiki sajish ho sakti hai.. Tum thoda socho na.. Kaun kar sakta hai.. Kisi ka koi toh motive hoga.. " Aarushi was lost in her thoughts when Sumedh grabbed her hair from back. She shouted.

"Apna dimag tum ghar ke kamo me lagao.. Main nai chahta ki kahi bhi . kisi bhi Rajnitik baat pe tum apna opinion do.. U get that straight ok.. " He gritted his teeth.

"Sumedh chhodo mujhe.. " She shouted in pain.

"Maine jo kaha wo dimag me rahega na..?? " He asked.

"Haan.. " She replied.

"Good.. " He left her with jerk.

Some tears rolled on her cheeks. She wiped them. Sumedh went in bathroom.

Against All Odds Where stories live. Discover now