Part 30

411 40 27
                                    

*Short Update*

Sumedh entered in room. Aarushi was sitting in front of mirror. She looked towards watch. It was 6 pm. He sat on bed & sighed. He stretched his arms.

"Bahot thake hue lag rahe ho. " Aarushi said.

He didn't answered. Aarushi also kept quiet. After some time he himself said.

"Party ki meeting hai.. Construction site pe jo hua uske regarding. "

She hummed.

"Tumhe toh pata hi hoga. " He said.

"Nahi.. Aaj kal mujhe party ki bate pata nai hoti.. " She said.

Sumedh laughed cunningly.

"I am so sry.. Main toh bhool hi gya tha.. Tumhe kaise pata hoga ab. " He taunted.

Aarushi found his behavior very insensitive.

"Kya ho gya hai achanak tumhe.. Kal tak toh thik the " She asked.

"None of ur buisness.. " He stood up & went in bathroom.

Aarushi made a face behind him & decided to ignore.

******

" Hum jante hai.. Kai baar durghatna ho jati hai.. Par Narayan saheb pe log sidhe sidhe aarop laga rahe hai.. Kya karenge hum.? " A senior leader asked.

"Dekhiye aap thoda samajhiye.. Waha pe jo hua.. Usme baba ki galati nai thi.. " Sumedh said.

"Sumedh sahi keh rahe hai.. Narayan Saheb bahot bade neta hai hamare party ke.. Aise waqt pe agar hum unke sath nai khade rahenge toh kaise chalega.. " Avdhoot said in support of his son in law.

"Par Avdhoot ji hamare party ki reputation ke bareme sochna padega.. Elections honge agle saal.. Hame jitne hai.. Itna sab kiya hai election jitne ke liye.. Iss baat se uspe koi galat asar nai hona chahiye.. " Suraj Nigam , A senior leader said.

Amit was silently sitting there. Sumedh was continuously trying to convince everyone & suraj Nigam was speaking against him.

"Bahot ho gya. " Suraj shouted. "Yeh kal paida hua baccha mujhe sikhayega.. Na baat karne ki tamij hai na bado ka lihaj karne ka salikha.. Yeh.. Isko bheja hai Narayan ji ne.. Min poochta hoon agar kuch galat nai kiya.. Toh samne kyu nai aaye wo.? "

"Dekhiye main tamij se hi baat kar raha tha.. Par aap mujhe badtameej hone pe majboor kar rahe hai. " Sumedh retorted.

"Dekha.. Juban chala raha hai mere samne.. Beta main tumhare pitaji se bhi bada hoon umar me.. Unhone bhi aaj tak mujhse aise baat nai ki hai.. Aur tum kar rahe ho. " Suraj said.

Sameeksha signalled Sumedh to calm down. He sighed.

"I am sorry.. Main mafi chahta hoon ki maine badtameeji se baat ki. " He looked down.

Suraj angrily went from there. Amit made an irritated face looking towards Sumedh.

****

"Par baba wo bahot jyada baat kar rahe the.. Aapke against koi bole mujhe pasand nai ata. " He justified.

"Ab yeh aisa hua hai na Sumedh.. Log bate banayenge.. Sunani padegi.. Sab pe aise ukhad nai sakte beta.  " Narayan said.

Rohit was concentrating on food. Amit wasn't eating perfectly. He was trying his best to ignore the conversation. Aarushi , Devaki & Bandana were silently listening while serving food.

"Tum bhi toh the na Amit meeting me.. Kuch bole kyu nai waha.  ? " Narayan asked.

"Baba.. Maine aapko bola tha.. Aapko khud ko waha chalna chahiye tha.. Yeh jo bhi hua.. Wo hota hi nai.. Upar se aisa aarop bhi nai lagta ki aap khud nai aaye matlab kuch galat hai. " Amit calmly said.

"Par tum mere bete ho.. Jahir si baat hai sabne yeh chaha hoga ki tum kuch bologe jab suraj Nigam aarop laga rahe the.. Jitni beijjati aaj Sumedh ne meri ki hai na.. Usse kai jyada tumne ki hai.. " Narayan was angry.

"Thank you. " Amit said sarcastically while eating.

Sumedh became angry and was about to say something when narayan stopped him. Sumedh clenched his fist and decided to ignore.

******

"Aho.. Aapko baba se aise baat nai karni chahiye thi. " Devaki said..

"Honestly saying.. I don't care now." Amit retorted.

" par baba se direct apko aise dushmani nai leni chahiye...." Devaki advised.

"Accha..? Toh aaj kal bahot rajneeti me interest ho raha hai.?" Amit pulled her closed.

"Haan.. Pehle se hi hai.. Par shadi ke baad.." Devaki stopped.

Amit sighed.

"Koi baat nai.. Meri salahgar ban jao.. Mujhe rajneetik salahgar ki jaroorat hai.." Amit kissed her on neck.

Devaki giggled.

"Sach me Devaki.. I need u in my life.. " Amit caressed her hair.

"I am always there fr u.." Devaki smiled.

"Hum sath me yeh sab badal ke dikhayenge Devaki.." Amit said.

"Haan.. Sab thik kar denge hum.. " Devaki said determinantly.

Against All Odds Where stories live. Discover now