Chapter 5:- Encounter

29 9 0
                                    

Natasha-Roohi reached home and saw that there dad is waiting for them at the dinning table.

Vijay:- aa gaya tum dono. Acha sunna mujhe kuch baat karni hai aur tum nhi, nhi bolo ga.

Natasha-Roohi:- OK dad tell.

Vijay:- kal sham ko hum sab ne ek party mein jana. Woh meri business party hai upar se kal Sunday hai tum dono free hi hoga if I am not wrong.

Natasha:- mai free toh hu par mujhe yeh parties bilkul nhi pasand kitni boring hoti hai.

Vijay:- mai tumhari baat samjh rha hu par humari family ke liya yeh bohut important hai.

Roohi:- ha Natasha chl na mera career ke liya aisi parties bohut important hai.

Gayatri:' vaise bhi tum dono ki shadi ki unar ho gayi kya pata koi ladka mil jaya.

Natasha-Roohi:- not interested.

Gayatri:- boring people kaha interested hota hai.

Everybody went to their respective rooms for sleeping. Natasha wasn't able to sleep so she came in the living room.
Natasha was walking in the living room and suddenly stopped.

Natasha:- mai aapke bara mein janke rahugi akhir aap ho kon. Mai aapko janti toh nhi hu par aisa lag raha na janke bhi bohut acha se janti. Mai janna chahti hu aap ho kon aur apka mera mom dad se kya rishta hai.

Natasha Pov.

Yeh pehli baar nhi mai inki photo se baat kar rahi hu. Inki photo se baat karke mujhe acha lagta hai. Yeh ajnaabi hoka bhi aapni se lagti hai. Inka saach toh mai Jankar rahugi.

Natasha:- Arre bewakoff kal ke liya dad ko ha toh kha diya par koi party wear dress toh hai hi nhi. Ab kal shopping par jana padega. Aab ja kar soo jati hu phir.

Next day Gayatri and Natasha went to buy a dress for Natasha. Roohi didn't join them because she was sleepy. Gayatri went to ladies section and selected few dress. Natasha was on a call so she went outside. Natasha was on her phone and banged into a person. The person hold Natasha by waist and prevent her from falling. They both were completely lost in each other's eyes. The person broke the eye contact.

Person:- mujhe lagta tha hospital mein hi takrati ho par tumne toh mall mein bhi nhi choda. Yaha par bhi girta hua chl rahi ho. For your kind information madam chalna nhi aata toh ghr par rehna seekho.

Natasha:- toh tum chup raha seekho. Jab dekho chilana lag jata ho. Senior ho toh kuch bhi kahoga. Itna pyara moment kharab kar diya. BTW sorry Veer sir.

Veer:- ek minute kya kaha tumne itna pyara what.....

Natasha:- kuch nhi sir, I am sorry mai aap se takra gayi.

Veer:- No problem par dekh kar chalna seekho.

They both greeted each other and went to their respective paths. After doing shopping they decided have lunch in the mall itself. As they reached their they saw a girl crying. She was hurted and a person was treating her with patience. Natasha mother, Gayatri, was impress by him.

Gayatri:- Natasha dekh usse kitna pyar se bacha ko treat kar raha hai.

Natasha:- He is one of the best doctor.

Gayatri(going towards the man):- I really liked the way you were treating the child .

Person:' thank you so much ma'am.

Gayatri:- I am Gayatri and she is my daughter Natasha.

Natasha:- really impressed by you Veer sir. You were so patient with that girl.

Veer:' it's my duty dr. Natasha.

Gayatri;- wait you both know each other.

Natasha:- Actually he is my senior dr. I the hospital.

Gayatri:- Oh wow that's great. Nice meeting you.

Veer:- me too ma'am. I may leave Actually I need to go somewhere and I am getting late. Please excuse me.

Natasha:- Bye sir, have a great day.

Veer:- You too.

Words:- 638

"Unexpected Destiny: Threads Of Fate"Hikayelerin yaşadığı yer. Şimdi keşfedin