Robbed My Heart (5.5)

Start from the beginning
                                    

Suddenly Sid spread his arm behind and fired. A man who was coming to kill them, fell on the ground.

Dil se re, dil se re

Some more goons started approaching towards them and they again started running.

Ooo....
Do Patte Patjhad Ke Pedon Se Utrey Thay
Pedon Ki Shaakhon Se Utrey Thay

They hid behind a rock and Sid started firing.

Phir Utne Mausam Guzre Vo Patte Do Bechaare
Phir Ugne Ki Chaahat Mein Vo Sehraon Se Guzre

The goons also hid behind another rock and both kept firing.

Vo Patte Dil Dil Dil Thay
Vo Dil Thay Dil Dil Dil Thay

Sana closed her eyes as she got scared seeing all this. She was not used to this. Many times she faced police's bullets but this was more dangerous.

Sid noticed her getting scared and hugged her with one hand to give her comfort. She buried her face in his chest.

Dil Hai To Phir Dard Hoga
Dard Hai To Dil Bhi Hoga
Mausam Guzarte Rehte Hain
Dil Hai To Phir Dard Hoga
Dard Hai To Dil Bhi Hoga
Mausam Guzarte Rehte Hain
Dil Se Dil Se Dil Se Dil Se
Dil Se Re

Soon all the bullets were over. Realising that, the goons also didn't have bullets, he threw his gun and again started running with Sana while the goons started following them.

Dil To Aakhir Dil Hai Na
Meethi Si Mushkil Hai Na
Piya Piya
Piya Piya
Piya Na Piya
Jiya Jiya
Jiya Na Jiya
Dil Se Re

After sometime the goons blocked their ways. Sid and Sana prepared themselves to face them.

Ooo...
Bandhan Hai Rishton Mein
Kaaton Ki Taarein Hain
Patthar Ke Darwaaze Deewaarein

A goon came towards them and Sid kicked his stomach while Sana punched the another goon. She understood that now she had to fight bravely.

Belein Phir Bhi Ugti Hain
Aur Guchchhe Bhi Khilte Hain
Aur Chalte Hain Afsaane
Kirdaar Bhi Milte Hain

They both were fighting with the goons. Suddenly Sid carried Sana a little and she kicked the goons one by one.

Vo Rishtey Dil Dil Dil Thay
Vo Dil Thay Dil Dil Dil Thay

Sid took Sana down and they smiled looking at each other.

Gam Dil Ke Pak Chulbule Hain
Paani Ke Ye Bulbule Hain
Bujhte Hain Bante Rehte Hain

Suddenly a man tried to attack Sid with stick but Sana hold the stick with her hand and kicked the goon. She snatched the stick and started beating other goons with it.

Gam Dil Ke Pak Chulbule Hain
Paani Ke Ye Bulbule Hain
Bujhte Hain Bante Rehte Hain
Dil Se Dil Se Dil Se Dil Se

Like this they kept fighting until all the goons got injured and ran away.

After the goons left, Sana left the stick and hugged Sid tightly. Sid gave a sigh of relief and hugged her back.

Dil Se Re
Dil Se Re Dil Se Re
Dil Se Re

Later That Day...

Sana rubbing ice on the injuries they got during the fight.

"Jab accident mein Aai ke dono paao chale gaye, main bilkool bebas hogaya tha. Jagah jagah madad maangi lekin sab hi ne muh mod liya. Raat ko bhukh ke maare rota tha. Phir ekdin Ranga Bhai se meri mulakat hui."

Sana stopped suddenly and asked, "Tera matlab Ranga Don?"

Sid nodded in yes and said, "Mumbai ka sabse bada Don. Unhone mere ko sahara diya. Badle mein main unke liye kaam karta tha, kuch chhoti moti information wagera deta tha. Meri Aai ko nahi paata tha ki main kaha se paise le kar aata tha. Phir jab woh chali gayi toh main puri tarah se gang mein shaamil hogaya. Ranga Bhai ka right-hand ban gaya. Unke dhande mein sirf loot paat hi nahi, drug dealings, logo ko maarna sab kuch hota hai. Kisi ka khoon karna unke liye koi badi baat nahi hai. Police bhi unka kuch nahi bigad paati. Koi shaabut ich nahi hai unke khilaf. Lekin kuch saalo se ek gang ne Boss ke naako par dam kar ke rakh diya tha. Woh tha tera gang."

"Itne bade Don ko humare chhote se gang se problem thi?" She asked with disbelief.

"Haan. Kuch saalo se unka saara consignment tum log le kar jaa rahe the. Boss ko yeh baat jam nahi rahi thi. Phir ek din unhe khabar mila ki Jagdish Seth India mein aa rahe hai, apni antique murthi ke exhibition ke liye. Foreign country ke saath unka contact hai isliye unhe pehle hi khabar mil gaya tha. Unko malum tha ki tum log uss Murthi ko churane ki koshish karoge. Isliye unhone mere ko bheja tere gang mein. Police mein jo tum logo ka informer hai unn se jhut bulwaya ki main do saal jail mein tha. Woh chahte the ki murthi main chura loon aur tum logo ko Police ko pakadwa doon. Lekin idhar sab kuch ulta ich hogaya. Hum murthi le kar jungle mein aa gaye aur......"

"Aur tere gang ne mere ko maarne ne ka order diya." Said Sana before he could complete.

Sid sighed.

"Phir mere ko bachaya kahe ko?" Asked Sana.

Sid smiled and said, "Tu jaan ban chuki hai meri. Tere ko nahi bachata?"

"Apne gang ke saath gaddari karega?"

"Mere ko uss se fark nahi padta. Sirf tere se fark padhta hai."

"Accha? Main chahu toh Mustafa Bhai ko sab kuch baata sakti hai. Phir woh khud tere ko khatam kar denge. Lekin main aisa nahi karegi kyu ki tune aaj meri jaan bachai hai. Isliye tujhe akhri mauka de rahi hai, bhag jaa yaaha se."

Said Sana keeping the bowl of ice on the floor.

"Main nahi jaa raha kahi. Tere ko jaana hai toh jaa." Said Sid being stubborn.

"Sid pagal mat ban woh Ranga Don maar daalega tere ko." Said Sana angrily.

"Maut se darr nahi lagta mere ko. Lekin ab agar jeena hai toh tere saath ich jeena hai." Said Sid smiling like a crazy lover.

"Thik hai. Marr tu idhar. Main murthi le kar jaa rahi hai."

Sana stood up and started leaving.

"Soch le Sana. Tu jis Mustafa Bhai ke liye yeh sab kar rahi hai, unke liye tere jaan ki koi keemat nahi hai, thik jaise Ranga Bhai ke liye mere jaan ki koi keemat nahi hai. Unhone hum ko sahara diya kyu ki hum unke kaam aa sakte the. Koi lagav nahi hai unko humse. Isliye mere ko abhi inn sab se bahar nikal ne ka hai. Nahi chahiye yeh khoon kharaba. Normal zindagi chahiye mere ko. Aur tere paas bhi do ich option hai. Ek tu Mustafa Bhai ke paas chali jaa Murthi le ke. Phir idhar mera kya hoga yeh uparwala jane. Aur dusra, mere saath chal Sana. Waada karta hoon saari zindagi tere ko itna pyaar karunga ki kabhi tere ko pyaar ki kami mehsoos nahi hogi. Ab faisla tere haathon mein hai." Said Sid.

Sana closed her eyes and tears rolled down her cheeks. Now she had to take the toughest decision of her life. Her mind was forcing her to leave but heart was telling her to stay with her love. She took a step ahead and the next moment took two steps back. She was grateful to Mustafa Bhai, she didn't want to betray the person who gave her shelter. But her love for Sid was way more than that. Now she couldn't imagine her life without him. Finally she gave up to her heart.

She turned and ran towards Sid. She hugged him tightly and whispered near his ears, "I love you!"

Sid smiled and hugged her back. Now he had no fear. He wanted to live with her and he would do everything for that. After breaking the hug they kissed each other's lips.
______________________________________

Next chapter will be the last.

Stay tuned...

Also vote if you liked this chapter.

DM for plot suggestions.

SidNaaz Ki Duniya: Collection of Short Stories and OS Where stories live. Discover now