Don't Want Dahej

725 55 9
                                    

Mini - beta magar tumhe jane ki kya zarurat?

Pramod - maa Susheela gayi kaha hai apne ghar.. Aur agar vo ab jati hai to kya hi ho jaega... Vo bhot pareshan hai...

Jay - theek hai... Tu use le ja aur agar koi bhi baat ho to mughe bata dena...

Jay didn't wanted to stop them as he has seen Susheela never pleased for anything from the day she came in his house.. So there is no issue if they she wants to meet her parents.

Susheela just changed her sari and Garima came into her room.

Garima - ja rahi ho..

Susheela - ha bhabhi...

Garima - aacha.. Vaha kisi bhi cheez ki zarurat ho to mughe bata dena..

Susheela - ji bhabhi..

Garima - aur lo...

She put some cash in her hand.

Susheela - bhabhi ye kyo?

Garima - are... Rakh lo...

Susheela - nahi bhabhi aise Accha nahi lagta...

Garima - are rakho... Vaha kaam aaenge... Aur kuch bhi ho... Zara si bhi zarurat ho to mughe bata dena... Aur ghabrana mat.

Susheela hugged her immediately..

Susheela - bhot darr lag raha hai bhabhi.......

Garima - kuch nahi hoga....

She backed off and wiped her tears.

Garima - aur rote hue mat jana unhe Accha nahi lagega...

She nodded...

Riya and Aryan came inside.

Aryan - chachi aap ja rahe ho..

Susheela - ha baccha... Chachi ko jana padega...

Riya - ye lo aap meri chocolate le lo...

Aryan - aap chocolate kha lo... Par aap rona mat... Okay.

Susheela - theek hai nahi roungi...

Riya - ab aap jane se pehle mughe pucchi do...

Susheela bends and kissed her cheeks.

Aryan - mughe bhi please..

She kissed his cheeks too.

Pramod - chale...

She nodded.

Sumod left from house.

The driver was driving and Susheela was lost in her thoughts. Pramod brings her closer and she rested her head at his shoulder. He rubbed his fingers on her arms and kissed on her forehead. She was restless to meet her parents.

With in 40 mins they reached her home.

She rushed out of the car and knocked on the door. Kusum opened the door Susheela hugged her immediately.

Kusum - are kya hua bittu...

Susheela - mummy...... Papa....

Kusum - papa?

Susheela - kya hua hai papa ko?

Kusum - vo... Unki tabiyat zara kharab hai... Lekin tu fikar mat kar... Itni darne ki baat nahi hai beta...

She backed off crying.

She looked at pramod.

Kusum - are damad ji aap... Aaiye na. 

He first touched her feet and joined his hand.

Kusum - aap aaiye na.

The came inside and went to Dp's room.

Dp - are bittu beta tu kab aai...

Susheela - aapne mughe bataya kyo nahi ki aap theek nahi ho.

Dp - mai theek hu beta.. Mughe kya hoga... Vo to aaj bukhar tha thoda sa...

Susheela - mai darr gayi thi papa.

Dp - are darne ki kya baat aur mughe kuch nahi hoga.

Susheela hugged him.

Pramod - Namaste papa..

Dp - are aaiye beta...

Pramod - vo Susheela to kuch theek nahi laga tha isliye mai milane le aaya...

Dp - are tu kyo dar gayi thi beta...

She sobbed to it.

Dp - mai theek hu beta.. Halka sa hi bukhar hai.

Kusum brought water for them.

Kusum - beta tu itni pareshan mat hau kar...

Pramod - inko dara hua dekh kar mughe khud lagne laga...

Dp - tu meri itni fikar mat kar bittu... Mai to theek rehta hu beta...

Kusum - ab chal aae ho to khana kha lo... Pehle bata dete to kuch Accha bana deti... Tune to bataya bhi nahi... Ab damad ji kya khaenge...

Pramod - aap mughe to damad ki tarah nahi bete ki tarah mante ho na.... To beta to apni maa ke hath ka khana khaega.... Aapne jo banaya hai mughe vo bhi de dengi to mai khushi se kha lunga.

Susheela smiled wholeheartedly feeling that he never demands for anything. He has a pure and simple gesture that suits him and makes him perfect.

After dinner.

Susheela was sitting along with her father for sometime, she came back to her room.

Pramod was sitting on the bed simply reading a magazine's article.

Pramod - kya bol rahe the papa...

Susheela - bol rahe the... Ki yaha sab theek hai.. Mai unki fikar na karu.. Agar kuch hoga to vo mughe bata denge.
She sits next to him. He kept the magazine aside and hugged her.

She closed her eyes feeling secured into that hug.

Pramod - kal aapko mughse ek baat kehni thi na. 

Susheela - ha....

He backed off.

Pramod - batao na kya baat hai?

Susheela - vo... Mughe... Maa ne bataya aapne dahej ke sath ek car ki maangi thi..  Mai mana nahi kar rahi hu magar... Abhi car papa ke budget me nahi hai...

Pramod - kaun sa dahej... Aur kaun si car... Maine to pehle hi mana kar diya tha na.

Susheela - aap kya bol rahe ho?..... Dahej me sone ke zevar aur chandi bhi to di hai papa me aapko.

Pramod - kab di aur kise di... Mughe nahi pata.... Are maine jab dekhne aaya tha Tabhi bol diya tha... Ki mughe koi dahej nahi chaiye.... Phir papa ne dahej kise diya...

Susheela - maa ne mughe bataya papa ne kaha tha ki aapke car chaiye......

Pramod - ek min.... Kya papa ne dahej diya hai?

Susheela - ha diya hai... Sona aur chandi... Mai sach bol rahi hu....

Pramod - kya zarurat thi dene ki...

Susheela - jb sabne demand ki thi to...

Pramod - mughe kuch nahi chaiye tha aur na hi maine kuch demand kiya..... Aur papa ne itna kuch de diya... Sab hota raha aur mughe kuch pata bhi nahi chala.........Khair.... Kise diya dahej....

Susheela - maa ko...

Pramod - mai vo nahi le Sakta... Kal ke kal vapas karunga sab kuch...

Susheela - magar..

Pramod - are kya magar.... Kisi ne mughe apni ek iklauti beti ek haa me dedi aur ulta unki zindgi bhar ki mehnat ki kamai rakh lu... Lekin mai itna Matlabi nahi hu..... Agar meri koi behen hoti aur agar uske sath bhi aisa hota to mere upar kya beet ti... Mughe life me jo bhi chaiye mai apne khud ki mehnat par lunga....mughe kisi ki mehnat ki kamai nahi chaiye.

Vote - 20

Thankyou 🙂

Life of Her.Where stories live. Discover now