Chapter - 25 : The Sisters

827 48 148
                                    

Outside Akshara's Udaipur Residence:

Arohi and Dheeren were seated in their car and were waiting outside Akshara's house. On Dheeren's insistence, Arohi reached out to Akshara after 8 long years. They have lost touch ever since Akshara shifted to Mumbai. Arohi held her responsible for little Abhir's struggles. Back then, she had strongly advocated against a custody battle but the kidnapping stunt drove a wedge between Akshara and Arohi as well. Arohi had found love in Dheeren and she was happily married to him for 3 years already at that time. 


She was in India as she was pregnant with Viren at that time. She was a changed woman after she fell in love with Dheeren and Akshara couldn't handle that change well. Arohi tried to understand her pain and advised her to co-parent Abhir because he will need the love of both his parents. She told her that even Abhir was wanting the same, but Akshara stuck to her guns and went ahead with the custody battle. 


Arohi, in that condition, couldn't handle the negativity, the sadness and the scheming anymore because it was causing her a lot of stress. Seeing her state, Dheeren urged her to come back to London for the sake of their baby's health. He didn't want to be so away from his wife when she was in so much stress. That way, he was not of much help. He worried for his baby's and his pregnant wife's health. Arohi then had a big fight with Akshara when she was about to leave for the airport. She could still remember the day and the argument very clearly.


Akshara: Zindagi bhar maine teri har zid poori ki Aru! Tujhe sabse uper rakha aur aaj jab mujhe teri sabse zyada zarurat hain, tu chodke jaa rahi hai. Maine tujhe Abhimanyu ke uper chuna, uska pyaar main teri jholi mein dal hi chuki thi almost, tera ilzaam meine apne uper liya. Itna ehsaan faramosh kaise hosakti hain tu? Maa ban ne wali ho na. Meri tadap nahi samajh sakti tu? Zindagi bhar meri haar ki kaamna karti ayi hain. Tu aaj bhi nahi badli na? Abhi bhi mere hi khilaf khadi hain tu.


Arohi: Akshu! I am sorry ki maine tujhe bahut hurt kiya. Ek sorry se sab theek nahi hojayega main janti hoon but main bhi tab immature thi. I was just 20. Nahin pata tha pyaar kya hota hain tab. Ab mujhe pata hai pyaar kya hai, relations kaise nibhte hain. Mujhe apni galtiyon ka ehsaas hai. Isliye main, tujhe galti karne se rok rahi hoon. Regrets are very painful. Don't do this. Abhir ko itni choti umar mein itna trauma mat do. Just come to an understanding out of court.


Akshara: Agar main apne bache ko khud se door nahi hone dena chahti toh mujhe ladna padega Aru. Us insaan ki meri zindagi mein koi jagah nahi hai nahi mere bache se uska koi lena dena kabhi hoga. Uske father Abhinav hain aur wahin rahenge. Yeh sab chodo. Maine har baar apne aagey tujhe rakha aur tu ek baar keliye mujhe aagey nahi rakh sakti?


Arohi: Baat priority ki ya past ki sacrifices ki duhaai dene ki nahi hain Akshu. Baat Abhir ki hain. Woh already apne Docman se bahut attached hain. Uska health ka socho. Abhimanyu uski zarurat hain. Kya use apne baap ka naam aur pyaar pe koi haq nahi hain? Sach jaan ne ka koi haq nahi hain? Tune hamesha se mujhe aagey rakha na, aaj ek baar aur meri baat sunke Abhir ko apney se aagey rakh le.


Akshara: Galat kiya maine. Tujhe Abhimanyu se agey rakh ke, khud se aagey rakh ke, itna ehsaan karke galat kiya maine. Ab main woh galti phir se nahi dohraungi. 

Main bhi kis se ummeed lagake baithi hoon. Jin jin se maine rishta nibhaya.... unhone hi mujhe sabse zyada chot pahunchayi. Pehle tu, phir Abhimanyu aur jab hamare beech sab sahi ho gaya, tune phir se uski waqalat karke mujhe dard dediya Aru! 

The Birlas' - IKSHANAWhere stories live. Discover now