Ahmedabad Mein Dareya

483 59 20
                                    

This is continued after Ahmedabad Mein Daya Faraar : 

After the case, Ashish was arrested while Shreya grandparents thanks everyone and ask them to say with them for one day

К сожалению, это изображение не соответствует нашим правилам. Чтобы продолжить публикацию, пожалуйста, удалите изображение или загрузите другое.

After the case, Ashish was arrested while Shreya grandparents thanks everyone and ask them to say with them for one day. As it was weekend all agreed and were staying at Shreya Grandparents place.

All throught the day they visit various places and enjoy it. Shreya stayed with her grandparents. Late in evening everyone were back to shreya place sitting, chatting excahnging stories excitedly and having alot of Guju food with having good time. She was happy finally seeing her family happy and Daya was happy seeing shreya smiling while Abhijeet looked at Daya looking at shreya with curiosity.

Daya Grandfather : Thankyou Daya, agar tum nahi hote to aaj na hum nahi shreya..

Daya :Ye.. (he walks to shreya GF and sit on his knees holding his hand)Ismein kya badi baat hain, bas ye case solve hogaya aur kya chaiye. Waise mere yaha aane ki wajha se mujhe Ashish ke baremein pata chala warna main to yahi dhoke mein rehta ki wo sahi hain.

Acp : Daya ne jo kaha sahi kaha, aap log ko kabhi bhi koi bhi pareshani hain to apni poti hi nahi humse se kisiko bhi call kar sakte hain.

They node, daya phone ring and he walks out followed by Abhijeet slowly. Inside everyone were chatting and Shreya gets dry snacks for everyone. 

Daya complete his talk and turn around to find Abhi waiting for him a little far, Daya smiles approaching Abhi.

Daya: Boss, Kya baat hain nayi jagha achi nahi lagi.

Abhi : Nahi yaar, jagha to bohut achi hain aur kitna sukoon hain, humari mumbai mein to hamesha bhag dhod sab shamil rehta hain, (he sit on near by stone chair outside the house)lekin yaha sukoon hain shanti hain. 

Daya : (settling down beside Abhi)Mujhe nahi pata tha ki tumhe aise shanti wali jagha khas hain.

Abhi : Aur mujhe ye nahi pata tha ki tumhare liye shreya itni khas hain.

Daya :(expressions changes)Kya? aisi koi baat nahi ha..

Abhi :(interpreting) Abh ye bakwas maat karna ki shreya ki jagha koi bhi hota to main yahi karta wagera wagera, (Daya nodes in no)Haa tum kisi ke liye bhi apni jaan ki parhwa nahi karte lekin ye bhi sach hain ki Jis tarha se tum shreya ke liye pareshan the, jiss tarha se uski chot ko dekhke uski halat dekhke tum pareshan hua ho usse saaf saaf zahir hota hain ki tum iss case ko solve karne mein apni purvi jaan laga di isliye nahi ki tumhe isse piche jo hain usse pakadna tha lekin isliye kyu ki tumhe shreya ko bachana tha.

Daya : Abhijeet tumbhi na.. aisa kuch bhi nahi hain yakeen mano mera.

Abhi : Tum mera yakeen karo, agar baat shreya ki nahi hoti to tum mujhse kabhi ye baat nahi chupate. (daya gets surprised that abhi was right)Aur Acp sir ne bhi mujhse pucha tha jab hum wo bat dhund rahe the, (daya again gets shock)maine unse kaha ki aisi koi baat nahi hain lekin abh lag raha hain ki aishi hi baat hain.

Dareya - Love Aaj Kal (Completed)Место, где живут истории. Откройте их для себя