13. Haseena's Gharparvesh

998 208 30
                                    

Lets start


Because of Hm sudden question Ks looked at her who was already looking at her. KS opened her mouth to say but after seeing Hm face she didn’t able to say anything and turned other side closing her eyes rubbing her forehead her another hand on her waist.

Hm again asked but Ks remained silent.

Hm with an unknown hope in her eyes : Boliye nah...

Ks turned to Hm and said : Toh aap ye janna chahati hein Aap kpn hain?

Hm nodded her head slightly.

Ks : Thik hein phir sunn lijye Aap hamari senior hein madam sir hein Aur kuch bhi nahi ". Ks said with an expressionless face.

Hm looked at her with blank expression she felt a tug on her heart and the hope vanished.

Ks looking at Hm : Aur ek baat yaad rakhiyega hum iss shadi ko nahi mante aur nah hein apko apni wife...uss ghar mein aap sirf hamari Amma ki Bahu banke ja rahi hein aur kuch bhi nahi hamare liye aap wohi MS Haseena Malik hamari senior rahengi....toh humse koi bhi matlab koi bhi expectations maat rakhiyega...

Hm was listening Ks every word silently.

Ks turned other side & said : Nah toh hum iss Rishte ko maante hain Aur nah hein iss Shadi ko Nah toh hum apse Pyar karte hain Nahi Nafrat Aap Singh Khandan ki Aur Hamari Amma ki Bahu bann sakhti hain Lekin Hamari wife....Kabhi nhi....Aap Kal bhi hamare liye Haseena Malik thi Aur Aaj bhi wohi hain Haseena Karishma Singh kabhi nhi baan sakhti. Senior hain aap hamari Izaat karte hain hum apki ek Dost ke naate fikar hain apki bass...Kuch nahi badla hamare darmiyaan aur nhi kabhi badle ga

Hm Just looked at Ks back with a straight face without any emotion on her face and stands there quietly without uttering any word she felt like her throat dried listening Ks every bit of word unknown to Hm her eyes became teary. When Hm saw Ks about to turn she looked other side while wiping her unshed tears.

Hm composed herself and looked at Ks & said : Thank you hume ye baat clear kar dene ke liye hum hein kon...

Hm turned her back towards Ks and started to pack her thing then further continued.

Hm : Aap fikar maat kariye Hume bhi aap se koi expectation nahi hein toh iss baat se aap befikar rahiye...

Ks just looked Hm then nodded her head : Bahut accha hain phir...

Hm Then turned towards Ks and said while looking into Ks eyes : Befikar rahiye aap kuch nahi badlega...

Ks with fake smile : Kaise befikar rahe Sar dard jo leke ja rahe hein sath mein jo 24 ghanta bass jajbaaton ki been bajati rahegi...

Hm fumes : Nikliye hamare room se iss se phele saach mein hum apka sar phod de ". Hm said  Pointing at the door.

Ks looked at the door &  murmurs : Humko apni room se nikal ke khud hamari ghar mein entry karengi uska kya....

Hm raised her brows : Ha toh uska kya? Hum waha koi bin bulai mehmaan banke nhi jarahe hein samjhe aap...

Ks narrowed her eyes : Ha ha samajh gyi aur bolne ka jaruraat nhi hein apko

Ks said while walking out from Hm room.

Hm twisting her lips : Hmmm...

Hm then got busy packing her staffs.

Ks blabbering to herself while coming in the hall : Hamari toh din hei kharab hein...heyy uparwale kyu kyi kiya apne aisa hamare sath". Ks said while looking at the roof.

Ammi and Ps saw Ks and shared a look.

Ps : Krish tum akeli kyu aayi Haseena kaha hein.

Ks in sarcasm : Arahe hein apne sath pura room leke...

Kareena - Tu Meri Mohabaat Where stories live. Discover now