chapter 102

88 9 4
                                    

Chapter 102 :-
Ayan :- nahi isko main apne saath lekar jaaunga warna sir gussa ho jaayenge.

Aaru :- Ayan please sir se kaho ki vivaan abhi washroom mein hai. He will come soon.

Ayan :- *SIGH* keh bhi kya sakta hun main? Theek hai keh du ga sir se.

With Vivi
Vivi :- lekin aisa koun kar sakta hai? Mujhe jaake debu bhaiyya se madad maangni hogi.

Girl (in mind) :- ab ye phasega mere jaal mein or phir bade balveer ko iske naam par kamzor karungi.

Vivi :- aap chinta mat kijiye main aapki sister ko dhundh kar laaunga. Waise kya aap bata sakti hain ki kis taraf gaye the wo kidnapper?

Girl :- wo uss taraf gaye the. (Pointing aat sunsaan jagah)

Vivi (to himself) :- uss jagah? Mujhe sach mein kuch gadbad lag rahi hai. (To her) aap ghar jayiye main aapki behen ko jald hi le aaunga.

Girl :- hmm ji!!! (To herself) chote bvr tum ab timnasa ke jaal mein phas chuke ho😈.

And Vivi veerlok jaata hai wahan usko debu or Ray dono dikhte hain.

Vivi :- bhaiyya!! Mujhe help chahiye

Debu :- vivaan tum yahan iswakt kyun aaye ho? Tumhara college nahi hai kya?

Vivi :- wo dooba-dooba meri jagah gaya hua hai, and abhi ye sab chhodo or meri help karo.

Ray :- kaisi help vivaan?

Vivi then told full story to devray.

Shaurya :- vivaan mujhe isme kuch chaal lag rahi hai, toh main kehta hun ki tumhe wahan nahi jaana chahiye.

Vivi :- ye aap kya baat kar rahe ho shaurya? Main kyun na jaaun wahan dekhne?

Debu :- vivaan shaurya bilkul sahi bol rahe hain, mujhe bhi kuch gadbad lag rahi hai.

Ray :- mere pass ek idea hai.

Devansh :- kya idea hai?

Ray :- hum agar vivaan ka duplicate banake wahan bhejen or dekhen ki kuch gadbad hai bhi ya nahi.

Shaurya :- mujhe Ray ka sujhaav achcha laga.

Debu :- toh ye lo vivaan ka duplicate.

At college
Aaru :- tum chinta mat karo kuch nahi hoga.

Vivi :- dooba-dooba tum wapis chale jaao, main aa gaya hun.

Aaru :- tum kahan gaye the?

Vivi :- wo dil se bulaya gaya tha toh ialoye bvr ko jaana pada.

At ground
Vivaan wahan aa gaya or unhone practice karli.

At competition day
Both the teams are ready for the match.

Raghav :- hume is saal kisi bhi tarah se jeetna hai.

Glimpse :-
Match complete + Monti vivaan friendship begins!!!!!

Glimpse :- Match complete + Monti vivaan friendship begins!!!!!

Ups! Gambar ini tidak mengikuti Pedoman Konten kami. Untuk melanjutkan publikasi, hapuslah gambar ini atau unggah gambar lain.

New cover made by me!!! How is it?

Childhood Love (Virohi Fanfic)Tempat cerita menjadi hidup. Temukan sekarang