chapter 29

175 9 0
                                    

Chapter 29 :-
Anayal :- theek hai balveer/dabbu.

At hospital
Karuna ji, khushi, Neeti or devray turant city hospital pohochte hain or operation theatre ke saamne khade hote hain or bohot hi zyada ro rahe hote hain.

Karuna ji unke pass jaati hai or puchti hain.

Karuna :- Aarohi sutli kahan hai hai mera beta? Kya hua usko?

Devray and Neeshi :- haan kahan hai hamara Bhai?

Sulti (crying) :- wo abhi operation theatre mein hai. Doctor ne bola hai ki uska bohot zyada blood loss hua hai and if he didn't get blood on time then maybe he will die.

Aaru :- isliye doctor uska operation kar rhe hain or keh rhe the ki agar wo Bach jaaye toh usko blood drip lagegi kyunki uske andar khoon ki kami hai.

Karuna jab ye sunti hai toh wo apne pairon par khadi nahi ho paati or neeche gir jaati hain.

Devray and Neeshi :- maa/mom/mummy. Sambhalkar.

Karuna (crying) :- nHi aisa nahi ho sakta. Usko mere liye bachna hoga nahi toh main Jaan de dungi.

All :- nahii!!! Aunty/maa/mom/mummy aap aisa kuch nahi karengi.

Debu :- haan or vivaan ko bhi kuch nahi hoga, ye mera aapse waada hai.

Karuna :- tum kya karoge debu? Tum balveer ho kya?

Debu (in mind) :- ji maa main balveer hun lekin aapko nahi bata sakta.

Debu :- ji maa main balveer hun. Or ye baat sach hai. Or main kya yahan par sab balveer hain.

Karuna :- achcha.

After 3 hours
Doctor came out of the operation theatre. Sab unko dekhte hain or unke pass jaate hain.

Dr :- vivaan Joshi family?

Karuna :- ji main uska mummy hun.

Dr :- achcha, aapko ab tention leni ki koi zaroorat nahi hai kyunki vivaan ab danger se bahar hai. Usko hum abhi thodi der mein room mein shift kar dena. Aap aake saare forms fill kar dijiye or main aapko amount bhi bata dunga.

Karuna :- ji chaliye doctor.

Everyone :- thank god Vivi bilkul theek hai.

Aaru and sutli :- ye hamari galti hai. Agar hum dhyaan dete toh vivi ke saath aisa kuch nahi hota.

Nurse :- hum logon ne vivaan ko room mein shift kar diya hai. Aap log jaake mil sakte hain lekin dhyaan rakhna ki shor na ho kyunki patient abhi so raha hai.

Ray :- ji shukriya, thank you.

Other side
Ananya or Pani pari dono bharat nagar jaate hain.

Childhood Love (Virohi Fanfic)Where stories live. Discover now