chapter 58 C

150 10 4
                                    

Chapter 58 C :-
Lekin wo dono ek dusre se nazre chura rahe the, you know why.

Yesha :- bachchon tum dono yahan akele kya kar rahe the??

Vivi :- uh didi main-main-main toh ananya or payal didi ko dekhne aaya tha, maa ne bola tha ki unko dekhkar aao ki wo dono ready hue hain ya nahi.

Avni :- tum wapis jaao hum dono dekh lenge.

Yesha :- haan or megha,vidhi,dikhsha or jiya se bhi keh denge ki hamari madad Kara den.

Virohi :- ji didi.

Yesha :- Avneet ye photo na tum bvr or Ray ko bhejdo. Un dono ko toh pata chale ki unka Bhai kya karne mein busy rehta hai🤭.

Avni :- hmm.

After 5 minutes
Now it's time to bring the grooms and brides for haldi ceremony.

Karuna :- vivaan jaake apne bhaiyon ko lekar aao.

Vivi :- ji maa, rinkoo tu bhi chal mere saath

Rinkoo :- main kyun tu akela jaa

Vivi :-😒😒 haan jaa raha, tujhse bura dost nahi dekha maine.

Rinkoo :- don't care ab jaa jaldi jaake bhaiyya ko lekar aa.

Then Vivi goes.

Inside the house
Vivi :- bhaiyya kya aap dono ready hain??

Devray :- haan aajaa andar, bahar kyun khada hai.

Vivi :- waah bhaiyya aap dono toh bilkul salman bhai jaise lag rahe ho. (Do his style)

Devray :- thanx

Debu :- lekin bhai tu bhi kam nahi lag raha tha salman bhai jaisa jab tune Aarohi ko apni baahon mein pakad rakha tha.

Vivi :- kya bhaiyya??? M....maine kab Aarohi ko pakad rakha tha??

Ray :- zyada drama mat kar, hume sab pata hai.

Vivi :- kya??

Debu then shows photo of him and Aarohi

Debu :- ye, ab bol kya bol raha tha tu?

Vivi :- ab ab ab --- bhaiyya ye sab chodiye or chaliye aapki haldi ka wakt ho raha hai. Agar muhrat nikal gaya toh problem ho jayegi na.

Vivaan quickly changes the topic and dragged both of them outside.

Ray :- bhai ruk bhi jaa, aise leke jayega hum dono ko?? Thoda band baaja bhi toh hona chahiye na.

Vivi :- band baaja chahiye?? Toh ye lo.

He do a pinch or band baaja bajna shuru.

Debu :- waah chhote samajhdar ho gaye.

Vivi :- 😒😒 chhota nahi hun, and main samajhdar toh bachpan se hi hun, and ab toh akele mujhe hi sab kuch sambhalna padega na kyunki ab aap dono toh apni biwiyon ke saath hi wakt bitaoge ki duty na bhool jaao🤭🤭.

Ray :- achcha beta aisi baat???

Part 4 coming soon!!

Childhood Love (Virohi Fanfic)Opowieści tętniące życiem. Odkryj je teraz