Chapter 4.4 //:// Hassena loves Anubhav

1.2K 113 17
                                    

Anubhav was discharged from hospital after a month. Everything was going normal except for Anubhav, Hassena and Karishma. Anubhav was then able to recognise everyone. But, still he hadn't remembered Mission Jeet details nor Karishma being his cousin sister. He was still on leave. Nalini had requested Commissioner not to replace Anubhav as DSP. She was managing his duties too.

Hassena entered MPT and saw everyone Working too seriously. This was the usual scenario for her since last one month. Karishma had left fighting with Pushpa ji. Santosh, Cheeta and Billu had stopped doing timepass and lost their cheerful nature. They were badly missing their three usual seniors. Hassena was very much worried for her team, especially Karishma. She hardly smiled once in a month.

Hassena saw Karishma, when Pushpa ji noticed Hassena.

Pushpa ji: Jai Hind Madam sir!

Santosh, Cheeta, Karishma: Jai Hind Madam sir!

Hassena: Jai Hind! Santosh Sharma koi naya case aya kya?

Santosh: No madam.

Hassena: Thik hai hum aapne cabin main baithe hai, koi case aye then inform. Karishma Singh, jara hamare cabin mein aaye...

Karishma: Kuch hua hai kya madam sir?

Hassena: Hume kaam hai aapse. Jara aye.

Karishma: Ji!

In cabin,

Karishma: Ji madam. Kya kaam tha aapko?

Hassena: Karishma Singh, hum jaante hai ki aap bohot pareshan hai aapke bhaiya ko lekar, sach pucho toh aapki jagah koi bhi hota toh pareshan hi hota. Par Karishma Singh aapki iss pareshani ke vajah se aapki sehat par asar ho raha hai. Aapke Anu Bhaiya ki yaddasht jab vapas aa jayengi tab unhe kitna bura lagega ki unki behen unki hi vajah se itni pareshan thi.

Karishma took a deep breath and closed her eyes.

Karishma ( emotional ): Madam sir, hum kaise na ho Pareshan? Hamare bhaiya aapni behen ko bhul gaye. Unhe yeh yaad tha ki Nalini unki behen hai, aur hum yaad nahi the. Sagi na sahi par hum unki behen hai. Hume aaj bhi yaad hai Madam ki Anu Bhaiya ne hamesha aapni sagi behen se jyada pyaar hume diya hai, aur aaj usse behen ko bhul gaye voh?

Hassena ( consoling ): Sab thik ho jayega. Dekhna aapke bhaiya aapko jaroor pehchan lenge. Hume yakin hai.

Karishma: Yaad toh unhe aapki yaadein bhi nahi hai na Madam sir?

Hassena: Ji?

Karishma: Hume pata hai ki Anu bhaiya ko Mission Jeet ya phir voh aapse kitna pyaar karte hai, sab bhool gaye hai voh. Vaise sach puchen toh hum bohot khush hai ki voh uss dard ko toh bhul gaye honge.

Hassena: Karishma Singh yeh aap kya keh rahi hai? Aapko khushi ho rahi hai ki Anubhav Mission Jeet ya unhone hume jo dokha diya voh bhul gaye. Karishma Singh, dard sirf voh hi nahi hum bhi sahen kar rahe hai, unse dur rehne ka.

Karishma ( little bit excited ): Matlab aap abhi bhi unse unta hi pyaar karti hai na Madam sir? Boliye Madam sir, aap karti hai na unse pyaar? Boliye na?

Hassena ( gave up): ( loudly ) Ha karte hai hum unse pyaar! Kal bhi karte the, aaj bhi karte hai, aur humesha karte rahenge! Hum jaante hai ki voh humse pyaar karte the. Hum unki ankhein padna chahte the, unki aankhon mein dekhna chahte the uss pyaar ko jo humne unse kiya tha, jo voh humse karte hai. Par shayad aab voh din kabhi nahi ayega!

Karishma came forward to her and held her shoulders.

Karishma ( smiling excitingly ): Hoga madam sir. Jarur hoga. Humne aapne bhaiya ke ankhon mein aapke liya Saccha pyaar dekha hai madam sir. Unhe jarur sab kuch yaad ayega. Voh aapse apne pyaar ka ijhar bhi karenge. Baas aap ki anumati ka intezar hai.

Hassena ( smiling ): Ha Karishma Singh. Hum jaante hai.

Both were smiling after a long period.

"Hum bhi hai saath Mein", both looked in the direction out of the cabin where every MPT and Nalini were standing.

Hassena, Karishma: Jai Hind Ma'am.

Nalini: Jai Hind!

Hassena: Aap kab ayi? Aur aap sab ne hamari saari baatein sun li kya?

"Ha!"

Santosh: Madam, hum sab ne aap dono ko kitne time baad smile karte hue dekha. Aap dono sach mein bohot sweet ho.

Hassena and Karishma looked down and we're avoiding any eye contact with all.

Nalini: Meri baat suniye. Aaj sab Anu bhaiya ke ghar dinner ke liye chal rahe hai. Actually, Maa ka phone aya tha, unhone aap sab ko invite kiya hai. Bhaiya ke thik hone ke khushi mein. Aur..

Karishma ( cut off Nalini's sentence ): Bhaiya abhi tak thik nahi hue Hai madam. ( A bit rudely ) Aur vaise bhi aap kahe samjhengi? Bhaiya aapko bhule nahi hai na. Aur humko bhul gaye isiliye aapko bohot khushi ho rahi hogi na?

Nalini ( sadly ): Karishma Singh, afsos pata hai kis baat ka hai ki aapne kabhi hume samjhne ki koshish hi nahi ki.

Karishma ( sternly ): Hum samajhna bhi nahi chahte aapko madam. Hume aapko jitna samajhna tha humne issi din samajh liya jis din aapke Karan humari chachiji hospital pohoch gayi.

Nalini ( let out a painful Chuckle ): Aapko abhi bhi lagta hai ki hum ne jaan bujhkar kiya voh sab kuch. Karishma Singh, aap kabhi nahi samajh sakti hum kis halat mein the.

Hassena understood that the matter between them is very serious. Hassena was a bit confused too. What did Karishma meant that because of Nalini, Nalini's mother was hospitalized? What was their past?

Hassena ( diverting topic ): aap yaha kisi kaam se ayi thi kya Ma'am?

Nalini ( getting out of thoughts ): Ha voh, hum baas yaha routine visit ke liye aye the. Voh ho chuki hai toh hum chalte hai, Jai Hind!

"Jai Hind!"

Karishma: Hum bhi chalte hai Madam. Bohot kaam hai. Sham ko phir ghar jaldi jana hai na! Jai Hind!

Karishma left. Pushpa ji, Santosh, Cheeta and Billu too left.

Hassena sat on the chair completing the pending files. Suddenly, her mobile beeped. It was a notification, of a message.

'Mission DSP sir's memory on'

It was Karishma's message. The same message was sent from all other MPT members. Hassena smiled. She felt blessed to have such a family.

****************************

Sorry for late update! By the way yesterday's episode clearly showed that Anubhav really love Hassena so much. Their is surely some mystery. The envelope, then senior's call. The makers are planning to kill us with suspence. ( I think me too do the same 😅 ) I just can't wait for upcoming track. What are your views on this chapter and upcoming track?



Understanding and Trust ( Maddam Sir FF ) ✓Tahanan ng mga kuwento. Tumuklas ngayon