Chapter 1.2 //:// Drug Case

1.8K 107 5
                                    

Two days earlier,

Hassena was in MPT with Pushpa ji and Santosh. Karishma and Cheeta were on field duty.

Mahila Police Thaana,

Hassena was working on a file when her mobile phone rang, it was her informer. She received the call.

Hassena: ha bolo Vikas, kaise phone kiya?

Vikas: madam, mein yaha pe Krishna industries ke paas hi hun. Yaha pe muzhe Suraj dekha hai.

Hassena: Suraj? Vahi Suraj jo ek drug gang ke kaam karta hai?

Vikas: ha madam!

Hassena: dekho agar tum koi mazak kar rahe ho to bohot ghatiya mazak hai. Suraj jaisa chalak aadmi aaise khule mein kyu ghumega. Use kya pata nahi hai ki police uske piche paadi hui hai?

Vikas: main jaanta hun ki voh bohot chalak hai lekin madam, chalak aadmi bhi kabhi kabhi galti karta hai, aur yahi voh pal hai. Aab jyada vakt nahi hai jaldi aaiye varna voh yaha se chala jayega.

Hassena: thik hai hum karte hain kuch, tum uspe Nazar rakhna.

She disconnected the call.

*************

Let's see what's Karishma and Cheeta are doing on the field duty.

Karishma: ae Cheeta barabar baith na.

Karishma was telling him to sit properly on bike.

Cheeta: ha madam chaliye.

She was going to start the bike but her phone rang.

Cheeta: madam, iss vakt kon phone kar raha hai, jara dekhiye toh.

Karishma: ha abe dekh rahe hai.

She checks the phone and it was Hassena.

Hassena: Karishma Singh, aap Krishna Industries ke paas hai na?

Karishma: ha madam hum vahi hai, kuch kaam tha?

Hassena: aap Suraj ko toh jaanti hi hogi na? Voh drug gang ka member. Voh vahi Krishna industries ke pass dekha gaya hai. Hamare khabri Vikas ne dekha hai use. Haam vaha pohach hi rahe hai par aap please vaha jakar check kijiye ki kya matter hai.

Karishma: lekin madam hume kaise pata chalega ki voh exact konsi location pe hai?

Hassena: hum aapko Vikas ka number de rahe hai, aap use call kijiye aur uske regular touch mein rahiye. Jai Hind!

Karishma: Jai Hind!

She disconnected the call.

Karishma does according to what Hassena says.

*************

Hassena: yeh Karishma Singh ka phone kyu nahi lag raha Santosh.

Santosh: Shayad vaha network nehi hoga isliye phone nahi lag raha.

Hassena: ha. I hope so ki aaisa hi ho.

Hassena called Santosh were heading towards Krishna industries. Santosh was driving and Hassena was continuosly calling Karishma but she was not receiving her calls.

Hassena: yeh Cheeta ka bhi phone nahi lag raha? Pata nahi kya hua hoga? Aadha ghanta ho gaya!

Santosh: aap tension mat lijiye madam. Kuch nahi hoga.

Hassena: hum ek kaam karte hai, DSP sir ko bhi vaha bula lete hai.

Hassena called Anubhav.

Hassena: Jai Hind sir!

Understanding and Trust ( Maddam Sir FF ) ✓Where stories live. Discover now