Prologue

6.5K 150 2
                                    

The story revolves around Kareenav's and MPT members' bitter sweet relationship.

What if two new characters enter their lives and change their relationships forever? What if this characters are related to Anubhav and Karishma?

What if this new character will help in Hassena realising his love for Anubhav or Anuseena will be separated forever?

Let's see what happens.

************

Hassena and Karishma were in Commissioner's cabin with IG for discussing new case related to drug peddling. Anubhav enters,

Anu: Jai Hind!

Haseena, Karishma: Jai Hind sir!

Hassena: Sir, aab toh DSP sir bhi aa gaye. Aab toh bata dijiye aapne hame itne urgently kyu Bulaya?

Commissioner: ha. Actually you know Central City Club. Hamare network ke hisab se shayad us club me illegal activities hoti hai. Aur jis drug peddler ko maara gaya hai jiski lash aapko Mili hai voh bhi usi club se kaam kar raha tha.

Karishma: to sir der kis baat ka? Jate hai ek ek ko ghasit te hue leke ate hai.

IG: Karishma Singh, yeh itna asan nahi hai. Jis gang ko haam khoj rahe hai uski shakal taak pata nahi hai hame. Aab aap hi bataeye ki haam aise kaise direct attack kar sakte hai?

Anubhav: ha Karishma Singh. Hame puri yojana ke saat vaha jana hoga.

Hassena: lekin...

( Hassena was cut off by one lady officer who entered and saluted,)

Lady Officer: Jai Hind sir!

IG: aau Aarti Shukla.

Hassena: aare Aarti tum!

Aarti: Jai Hind Hassena madam. Vaise aapke darshan bohot din baad hue hai.

Commissioner: Aap log ek dusre ko jante hai?

Hassena: ji sir, voh haam pehle ek sath ek mission mein kaam kar chuke hai.

IG: oh so. May we continue with the plan? So, aagle hafte, us club mein ek party hone vali hai. Sayad usi samay vaha voh log aane vale hain. Hamne hamare khabriyon kon activate kar diya hai us ilake mein. Jaise hi koi information milte hai, haam aapko inform karenge.

Anubhav: and till then aap Hassena Malik, MPT ke saare members ko training dengi iss mission ke silsile mein aur Aarti aapki sahayata karengi.

Karishma: ka! Aarti hamari madam ki madad karengi. Hamko training dene ke liye.

IG: itna chaukane ki jarurat nahin hai Karishma Singh. Actually, Aarti ek under cover cop ke taur par kaam kar chuki hai. Bhes badalne mein mahir aur aise missions mein kya karna uska pura Anubhav hai use. Aapke bhaiya ne khud training di hai ise.

Hassena: sir, matlab aap bhi ise jaante hai?

Anubhav: ji Miss Malik.

Hassena: lekin sir uss drug gang ke leader ka naam kya hai?

Aarti: KDX

Karishma: KDX?

IG: actually, uska asli naam aur chehra koi nahi janta, pata hai toh sirf yeh KDX.

Hassena: lekin sir agar hame sirf uske iss underworld naam KDX ke alava kuch pata hi nahi hai, toh hum use pakdenge kaise? Matlab kuch toh clue hona chahiye na!

Aarti: madam, hamare log lage hue hai. Kuch din mein hi pakka kisi na kisi clue ke bare mein pata chal hi jayega.

Hassena: thik hai toh sir ham nikle? Vase bhi abhi bhi hamne mission ke bare mein baaki ke members ko bataya nahi hai. Aur hame training bhi shuru karni hai.

Commissioner: thik hai, Miss Malik. Aap ja sakti hai.

Hassena, Karishma: Jai Hind!

Hassena, Karishma and Aarti left the cabin.

Anubhav: Sir, haam kya keh rehe the ki hame Hassena Malik ko pura plan bata dena chahiye.

IG: nahi Anubhav isse uski Jaan khatre mein pad jayegi. Please try to understand. I know tum unhe leker.. leave it. Aab tumhe chalna chahiye.

Anubhav: Jai Hind!

Anubhav leaves the cabin. He was walking through the corridor but stopped when he saw Hassena and Karishma with Aarti. Aarti saw him and smiled.

They discussed and Aarti left after sometime. As soon as Aarti left Hassena and Karishma were again arguing over something.

Anubhav felt guilty. As he felt that this is happening because of him.

Meanwhile here Hassena and Karishma were arguing over the matter.

Karishma: lekin madam hame yeh Aarti kuch sahi nahi lagi. Hame toh kuch gadbad lag raha hai. Hamko toh yakin hi nahi ho raha hai ki Commissioner sir ne itni kam umar ki ladki ko iss mission ke liye kahe bheja hai?

Hassena: Karishma Singh baat umar ki nahi hai. Aur hum Aarti ke hunar se vakif hai. Aur dusri baat Karishma Singh, voh aisa kuch nahi karenge jisse hamara bharosa uspar se uth jaye.(taunting) voh kya hai na voh apki tarah nahi hai.

Hassena tells this and left. Karishma looks on. Her heart was piercing now.

Karishma: (in mind) 'Kya itna bada jurm kar diya hamne ki aap humko aab tak maaf nahi kar payi.'

Aarti: Are Karishma Madam aap aab tak gayi nahi?

Karishma: nahi voh ham bas ja hi rahe the! Tum yaha? Kuch kaam tha ka?

Aarti: Are nahi madam. Kuch kaam nahi tha. Baas dekhne aai thi ki aap log gaye ya nahi. Hassena madam shaayad chali gayi. Voh unse keh dijiye ki hum sham ko 6.00 baje nahi 5.30 baje hi aa jayenge. Voh time aaj kal bahut hai isiliye. Okay bye.

Aarti left.

Karishma: iska naukar hai ka hum. Khud nahi bata sakti hai. Iska vajehsehse hamara madam sir se phir tu tu mein mein ho gayi.

***********

Understanding and Trust ( Maddam Sir FF ) ✓Where stories live. Discover now