Gadbad ho gyi

4.8K 258 90
                                    

{ Special thanks to madhusmitapatnaik for this beautiful cover❤️ }


He was bored because no one was in home.

AS(to his self)- Anubhav kya kiya jaye... kaash maa aur ammi nhi gyi hoti hum unse baate karte par ab kya kar sakte hai Haseena ji ko aane mein bhi samay lagega... chalo durdarshan(T.V.) dekha jaiye sayad kuch achha aa rha ho...

After 15 minutes he got bored again and he started changing the channel restlessly, suddenly he stop and looked at  television something strike his mind.

Haseena came about seven o'clock, he open the door with a big smile.

HM- kaise hai aap bore toh nhi huye...

AS- nhi bilkul nhi...

HM- hum abhi change karke aate hai phir dinner bana dete hai....

AS- uski koi avashyakata nhi hai maine bana diya hai....

HM-appne...aur itni jaldi kyu...?

AS- aap woh sab chodiye aap jakar maa ke kamare mein fresh ho jaiye aapke vastr bhi wahi rakh diye hai maine....

HM-kyu...?

AS- kyu kya aap upar jaati phir neeche aati phir upar jaati toh thak jaati isliye...

HM- Aww.... pulling his cheeks..

AS- Haseena ji...

HM-Anubhav ji..

AS- jaiye...
She comes to change clothes.

AS-chaliye...

HM- kahan?

AS- apne kamare mein aur kahan...

HM- abhi toh aapne kaha ki hum upar jayenge phir neeche aayenge toh thak jayenge phir ab kya hua...

AS-kitne sawal karti hai aap bina sawal ke meri baat nhi man sakti please chaliye na...with puppy eyes.

HM-hum sawal karte hai thik hai hum ab bilkul bhi jayenge...she said angrily and sit on sofa.

AS- aap aise krodhit kyu ho rahi hai....

HM- ab hum gussa bhi na ho...

AS-Haseena ji... (no reply)

AS-aap aise nhi chalengi...

HM(angrily)- aise kya kaise bhi nhi chalenge hum aur aaj yahi sofe par hi soyenge...huh!

AS(in his mind)- hey bholenath kya kare hum kaise manaye inhe...
(Bholenath ji- tumhari patni tum jano mujhe apni vyaktigat mamlon se dur rakho waise bhi mere paas manane ke liye meri khud ki patni hai)

AS-soch lijiye Haseena ji...

HM- soch liya...

He picked up her in his arms and moved towards room.

HM-Anubhav chodiye hume...

AS- chhoda toh gir jayengi...

HM-hamara matalab hai neeche utariye...

AS- bilkul nhi...

HM- aapke kaandhe par goli lagi hai..

AS-koi farak nhi padta... darwaza kholiye

HM- main nhi khol rhi...

AS- Haseena chup chap dwaar khol dijiye warna hum aapko aise hi uthaiye rahenge phir chahe hamare kandhe mein dard ho ya ghaav se rakta nikalne lage...

HM-aap...she opened it.

She was surprised to see their room. Its beautiful decorated with butterfly light and  fragrance candles. The aura of room is romantic. He takes her off his arms.

AS- kaisa laga...

HM-bahut khubsurat, yeh sab aapne kiya..

AS- nhi Nathulaal halwai  ne kiya aapko kya lagta hai hum yeh sab nhi kar sakte...

HM- nhi hume laga ki....

AS- kya laga...

HM- woh kya hai na jis insaan ko ek kiss karna nhi aata ho woh achanak se itna romantic surprise de sakta hai hum ne kabhi socha nhi tha..

AS- hume sirf French kiss karna nhi aata baaki hum kya kar sakte aap achhe se janti hai....

HM(surprisingly)- aaj toh kiss ka naam bhi muh se nikal gya french kiss warna us din toh "Haseena ji hume woh wali kiss karni nhi aati"( she mimics him) yahi bola tha na..

AS-kya Haseena ji itni  mehnat se maine yeh sab kiya aur aap hai ki hamara mazak udda rhi hai..

HM-sorry...par yeh toh bataiye yeh idea kahan se aaya...

AS- Durdarshan se....

HM- T.V. se aapne yeh sab tv se dekhkar kiya hai...

AS- nhi..bas yojana mili  baaki toh maine khud kiya...

HM- bahut sundar hai...

AS- chaliye bhojan karte hai bahut bhookh lagi hai..

HM-ji..

He has arranged for dinner in the balcony. After enjoying their dinner the came in room.

HM-bahut hi tasty khana banaya tha...

AS- aapko achha laga...

HM- bahut achha laga...

AS- toh hamara inaam.....

HM- bataiye kya chahiye...

AS-pakka bata de...
He slowly moves towards her and she steps backwards  she collides with the side table and she cagged between him and table.

(Toh twist yeh hai ki Anubhav ne bade pyaar se side table par candle laga rakhi thi jo Haseena ke takarane se bed par gir gayi)

AS- ab kaha jayengi...

HM-Anubhav...
He held her waist and pulling into him and turn her she stand on his feet. She kissed his mole on neck lightning flashed through his body. She moved up a bit her lips touches his ears.

HM(in husky voice)- aap iss red shirt mein(her eyes fell on the fire) aag...

AS- main aapko aag lag rha hu...

HM-aap nhi pichhe aag lag gyi hai...
He turn.

AS-yeh aag kaise lag gyi...

HM- hume kya pata....jaldi isse bhujhaiye...

AS-paani...
He goes to the bathroom and brings a bucket half full of water and throw on bed,at last the fire is extinguished.

AS- haash! bujh gya...

HM- yeh kya kiya..?

AS-aag bujha diya...

HM- woh toh thik hai par bura bistar gila ho gya ab soyenge kahan...

AS-hamari toh kismat hi kharaab hai itni mehanat se sab kuch kiya aur sab gabad ho gya...

HM- ab kya kare....

To be continue.....

___________________________________
Kya karenge Anubhav aur Haseena janane ke liye jude rahiye aur dekhte rahiye
Maddam Sir
Monday to Friday at 10 pm
Only On Sony Sab

Sorry for grammatical errors🙏
Suggestions are always welcome so please give your review and please comment.
Galti ke liye maafi chahte hai🙏

Dhyanwaad❤️❤️

Arranged Marriage (Anuseena)✔Where stories live. Discover now