flashback

2.1K 186 21
                                    

Five yers back.

One day mornig nandani ki tabiyat thik nahi hoti hai aur amms tai ko ghar bola leti hai aur.

Amms _ tai dekho na nandani ki tabiyat thik nahi horahi hai kitni KAMJOR horahi hai woh aaj kal.

Tai _ amms kya kaho ab tumse main.
Amms _ kya matlab hai tumhara kya hua hai nandani ko.

Nandani ke pass beth kar bolti hai jo khud bhi bed par beth gayi thi tai ko seriuse dekh kar ke.

Tai _ amms janti ho tum bahut strong ho hamesha har halat main khadi rahi ho isliye ab bhi himmat se kaam logi 

Amns _ tai bolo kya bolna hai maira dil betha jaa raha hai.

Tai _ amms nandani maa banne wali hai aur ye iska pehla marina hai.

Amms ye sunkar shoked si bethi reh jati hai aur nandani ki body ye sunkar shivring karne lagti hai aur.

Amms _ kya bakwas kar rahi ho tai mairi nandani pregnant hai one month ki.

Tai _ han mughe osi din paya chal gaya tha jab tum ise maire pass lekar aayi thi.

Amms _ phir tumne mughe oss din kyu nahi batya aaj bata rahi ho gusse main shivring karti nandani ko dekh kar bolti hai jo Headown kiye bethi ro rahi hoti hai. .

Tai _ main oss ladke ko sarch kar rahi thi par woh ladka apne dada ke sath pata nahi kaha chala gaya hai ghar bech karke.

Amms _ koun ladka.

Tai _ iss bachche ka bap manik.

Amns _ manik woh nandani ki class main padta tha oske sath.

Tai _ han.

Amms _ ye bachcha oska hai.

Tai _ han amms ye bachcha nandani ke pati ka hai kisi ajnabi insan ka nahi.

Amms _ kya kaha pati.

Tai _ han pati nandani aur manik ne shadi kar li thi aur kahin na kahin onki shadi ki jimnedar main ho.

Amms _ tum ho kya bole jaa rahi saf saf batao mughe.

Phir tai sab kuchh bata deti hai aur amms shoked si sar pakde betho reh jati hai aur nandani osi waqt bed par be hosh hokar gir jati hai aur.

Amns _ nandani kanna jaldi se oske pass jati hai aur.

Tai _ ye Dar gayi hai tumse amms bachchi hai aur bachpana kar gayi aur ye sab hogaya dono hi chhote the dono hi nahi jante the iska ye result niklega.

Amms _ par ab main kya karo tai ise yahan kaise rakho main batao .

Tai _ tum ab yahan nahi rahogi nandani ke sath mari behan ke ghar chennai chali jaao yahan nahi rehna hai tumhe abhi.

Amms _ par waha kaise.

Tai _ mairi sister hai woh apne bahu bete ke sath rehti hai dono noukri karte hai main baat karleti ho onse tum dono waha chali jaao waha ye batana ki nandani ka pati yahan nahi rehta hai bahar gaya hai aur nandani ki tabiyat kharab rehne lagi thi isliye tum yahan aagayi ab nandani ko saree wear karwana start karo aur iske gale main mangalsutr aur mang main sindor lagana start karde sab ko ye lagta chahiye ki ye marid hai samgh rahi hai na kya bol rahi ho.

Amms _ han samgh rahi ho main jo tu bol rahi hai iss bachche ko ab iss duniya main lana hai ise kuchh nahi hone dongi isme iski koi galti nahi hai aur mairi bachchi innocent thi galti kar gayi oske liye main ab ise kya bolo manik agar iske na sib main hoga to waps aayega nahi aaya to main iski dosri shadi kar dongi par ab isse koi baat nahi karongi.

innocent Manan ka cute love. (Complite)Where stories live. Discover now