promo.

2.3K 175 22
                                    


Manik _ ye contract paper hai iss par sign karo abhi isi waqt.

Nandani _ ye blank paper hai main main kyu sign karo in par.

Manik _ mat karo phir main jaa raha hon.

Nandani _ what jaa raha hon dimag thik hai tumhara aise kaise jaa sakta hon tum.

Manik _ kyu nahi jaa sakta mairi marji jaa sakta hon koun roke ga mughe.

Nandani _ main rokongi aur koun roke ga.

Manik _ to sign kar rahi ho phir iss blank paper par smirk karke bolta hai aur.

Nandani _ such a selfish person you are rote hue bolti hai aur sign kardeti, hai aur.

Manik _ thanku would be Mrs malhotra ab dekho main iss correct main kya likhta hon aur tumhe woh sab manna hoga chahe tum chaho ya na Chaho oske cheek curse karke bolta hai aur.

Nandani _ don't tuch me Mr malhotra jaao ab jaldi se.

Manik _ ya ya jata hon pareshan kyu horahi ho main hon na kuchh nahi hoga Aarav ko.

innocent Manan ka cute love. (Complite)Where stories live. Discover now