nandani decion every one shoked.

2.4K 213 26
                                    

Next mornig.

Nandani so kar oth jati hai aur amms ose Brakfast karwati hai oske mana karne ke baad bhi aur phir nandani jab chup chap bethi hoti hai apne bed par amms waha par aati hai aur

Amms _ nandani nandani.

Nandani _ kya hai amms plese mugh se koi baat nahi kare jab tak maira Aarav nahi mil jaye tab tak.

Amms _ mil jayega woh bhi dekho aaditye kitni mehnat kar raha hai osko sarch karne ke liye just like a father.

Nandani _ woh Aarav ka father nahi hai amms.

Amms _ to ab souchna start kardo nandani.

Nandani _ what no way amms.

Amms _ kyu kya borayi hai isme manik tumhara past tha aaditye future hai tumhara ab tak tumhari har zidd ko mana maine par ab nahi Aarav ke aane ke baad dosre din tum dono ki engagement karke shadi ki date rakh dongi main main kab tak tumhare sath rahongi koi to ho tum dono ke sath rehne ke liye maire jane ke baad 

Nandani _ amms bekar mat bole.

Amms _ isme bekar kya hai nandani manik waps nahi aayega gaya woh tumhari zindagi se bhol jao ose na osse pyar ka rishta rakho na nafrat ka beta woh kaha hai kya karta hai Hume nahi pata shadi hogayi hogi aur woh bhi set hogaya hoga to tum aage kyu nahi jaati osse nafrat karke ab kya hoga bolo sari galti osi ki tha dono innocent the isliye ye galti kar bethe dono ek bhol thi bhol jao ise aur aaditye ke liye dil main sapce banao beta bahut achha ladka hai woh tumhe bahut pyar karta hai aur Aarav se bhi ab agar tumne mana kiya maira mara mond ek hogi tum yad rakhna kanna main iss bar seriuse hon main bahut.

Nandani _ amms.

Amms _ jo kaha hai oss par souchna start kardo kanna ye hi tumhare liye achha hai manik past hai tumhara waps nahi aayega woh lout karke.

Tab hi gate par knok hoti hai aur amms gate kholti hai aur samne khade person ko dekh kar pehle amms aur baad main nandani shoked reh jati hai aur.

Nandani _ aap yahan par kaise cabir bhai.

Cabir _ ander to aane do mughe ya bahar se hi chala jao main.

Nandani _ sorry bhai aao ander osko liye ander aati hai aur.

Cabir _ ye leg main kya hua hai nandani.

Nandani _ sleep hogaya hai bhai.

Cabir _ Dr ko dikhaya .

Nandani _ han aur phir jor shor se rone lagti hai couch par beth karke.

Cabir _ are are pain ho raha hai kya jyada.

Nandani _ bhai woh Aarav.

Cabir _ kya hua Aarav ko batao mughe.

Nandani _ woh kidnap hogaya hai.

Cabir _ what kidnap hogaya aur tumne mughe batana jarori nahi samgha nandani how careless you are.

Nandani _ sorry bhai woh achanak ye sab hua ki dimag kaam nahi kiya maira.

Cabir _ police main report karwayi.

Amms _ karwa di aaditye ke sath karwa kar aayi hai nandani bahut achha ladka hai woh.

Cabir _  oh kya kaha police ne.

Nandani _ bas ye hi ke sarch kar rahe hai.

Nandani _ aap achanak kaise aaye bhai.

Cabir _ bahut important news dene ke liye.

Nandani _ kya news bhai.

Cabir _ manik waps aagaya hai.

Nandani _ what bethe se oth jati hai seat se.

Amms _ kya bol rahe ho manik waps aagaya hai kaha hai woh.

Cabir _ Mumbai main ab yahin rahega woh hamesha ke liye .

Nandani ki ek Hart beat miss hoti hai ye sunkar ke ki woh hamesha ke liye aa gaya hai.

Nandani _ hum kya kare aagaya hai to rahe jaise rehna hai.

Cabir _ woh nandani tumhe lene aaya tha apne dadu ke sath apni bivi aur bahu ki hesiyat se aur jab pata chala tumhara koi pata nahi hai bahut hurt hua tha woh aankho main aanson the oske jo maine dekhe oski aankho main par osne onhe bahar aane nahi diya tha aur bahut jyada dukhi hokar gaya tha woh .maine amms se tumse Vada kiya tha ki kabhi tumhara pata kisi ko bhi nahi bataonga isliye maine osko saf jhot bol diya tha ki mughe pata nahi hai tum dono kaha ho par ek galti hogayi mugh se.

Nandani _ kya galti.

Cabir _ maine osko bata diya ki tum bhi pregnant thi jab yahan se gayi thi.

Nandani _ what kyu batya ose ye tumne koi nahi hai woh maire Aarav ka jab mughe chhod kar gaya woh osi din oska rishta mugh se maire bete se khatam hogaya tha aur ab main aaditye se shadi karne jaa rahi ho kyu amms ye hi chahti thi na aap to le main ready ho shadi ke liye aaditye se.

Amms aur cabir nandani ke mon se ye sunkar shoked reh jate hai aur gate par khada aaditye ye sunkar pehle shoked hota hai phir behad khush hota hai 

innocent Manan ka cute love. (Complite)Where stories live. Discover now