promo.

2.1K 181 17
                                    

Dadu _ manik.

Manik _ Ji dadu I am 100 % sure ki Aarav tumhara beta hai.

Manik _ what kya bole jaa rahe ho aap dadu Aarav maira beta hai how is this pocibal dadu woh mandir main mila hum ghar lekar aagaye kal polic station chhod aayenge ose bas.

Dadu _ tumhe osse jara  bhi attachment fill nahi horaha manik jaise mughe horaha hai oski aankhe bilkul tumhari tarha hai aur oski smile bhi tumhare jaisi hai oske back par wahi par black mark hai Jahan tumhari back par hai aur sabse bada profe ye raha.

Manik _ kya dadu.

Dadu_ tumhari bachpan ki picture dekho jara Aarav ko aur tumhe nahi lagte same to same.

Manik picture dekh kar Sach main shoked hota hai aur.

Manik _ dadu ye to Sach main maire jaisa lagta hai.

Scene change.

Boss oss bachche ke pass ye picture mili hai jo iske bag se gir gayi aur ye oss bachche ka father hai.

Boss _ ye school dress ki picture hai yar kaha se sarch karenge hum isko.

Kidneper _  hum oss ladke ki maa ke pass jakar baat karenge.

Boss _kya baat karenge.

Kidneper _ ke iss picture wale insan ne aapke bachche ko kidnap kiya hai

innocent Manan ka cute love. (Complite)Where stories live. Discover now