past truth revel manik fill happiness

2.8K 222 20
                                    


Mukti _ what bhai ki shadi ho chuki thi childhood main it's ameging excited hokar bolti hai aur

Dadu  han pehli shadi bachpan main tumhare papa ne apni dost ki beti ke sath ki thi kyunki pandit Ji ne kaha tha woh ladki tumhari zindagi ki life line hogi woh jab bhi tumhare sath hogi tum par koi khtra nahi aayega aur 17 sal ke jab tum ho jaoge tum par ek bar aur khtra aayega agar woh ladki tumhare sath hogi tum Bach jaoge bas ye hi oss letter main likha tha tere papa ne aur aakhri letter main ye kaha tha oske dost aur oski bivi accident main Mar gaye hai aur onki beti aur mairi bahu apni dadi ke sath rehti hai woh onse mile jakar or onhe bataye han ek baat aur batayi thi tere papa ne.

Manik _ kya dadu.

Dadu _ woh apni maa ko amms bolaya karta tha.

Manik amms sunkar shoked reh jata hai aur.

Manik _ kya kaha aapne dadu amms.

Dadu _ han beta amms.

Manik _ nandani ki dadi ko bhi sab amms bolte hai dadu oske bhi maa baba accident main khatam hue the.

Dadu _ kya bol raha hai manik tu ye to kya oss din jab tum ghum ne gaye the nandani tere sath thi kya.

Manik _ han dadu maire sath thi aur kuchh logon ne mughe marne ki bhi koshish ki thi par main Bach gaya tha.

Dadu _ sirf nandani ki wajha se kyunki wahi Teri bivi hai aur dosri shadi bhi bhgvan ne dekho tum dono ki ek dosre ke sath karwa di aur ose tumhari jaan bachane ke liye tumhare sath kar diya pandit Ji ki sari baat Sach hogayi aur main tumhari jaan bachane ke liye tumhe yahan lekar aaya tha.

Manik _ nandani mairi wife bachpan main hi ban chuki thi dadu.

Dadu _ han beta woh ladki tere liye bahut bhgvan hai woh tughe se aaj bhi jodi hai isliye tum yahan bhi do bar accident se bach chuke ho mahesh beta hum wese bhi yahan se waps India jane ka souch rahe the na to bas ab jaldi se jaldi Hume apne ganv jana hoga aur apni bahu se Milna hoga aur ose apne pass lana hoga apne manik ke pass.

Chachu _ thik hai papa main intejam karta hon Mumbai main ghar to dekh hi liya hai humne sidha shift ho jayenge waha par business wind up ho gaya hai manik ka BBa bhi pora hogaya hai hum naye sire se business set karenge jakar ke but sab se pehle hamari bahu ko sarch karenge pata nahi waha hogi ya kahin aur chali gayi ho woh log.

Phir dhere se manik ke pass jakar.

Chachu _ yar itna kuchh kar liya tumne kya oske sath husband wife wali relestion ship bhi maintain kar li thi kya.

Manik _ aapko kaise pata chachu.

Chachu _ wah maire sher matlab Sab kuchh kar chuka hai tu to waqt se pehle han.

Manik _ chachu aap bhi na.

Mukti _ so aaj Hume Hamara beta bhai waps mila hai to cake cut to banta hai na chalo bhai cake cut karo 12 bajne wale hai aur phir manik cake cut karta hai aur.

Dadu _ bahu ki picture hai tere pass dikha mughe kaisi lagti hai.

Manik _ woh school dress wali hai aur koi si bhi nahi hai dadu.

Dadu _ wahi dikha de beta dekh to lo kaisi dekhti hai mairi bahu.

Manik jaldi se picture lekar sab ko dikhata hai aur.

Dadu _ ye to bahut sohni hai re chhoti si gudiya lag rahi hai.

Mukti _ ya dadu she is so prity dono ki jodi bahut pyari lagegi.

Aur manik ye sunkar man hi man khush hota hai aur.

Manik pov so Mrs nandani manik malhotra I am coming.

innocent Manan ka cute love. (Complite)Where stories live. Discover now