manik Aarav meat.

2.6K 225 26
                                    

Oss rat ke baad Aarav nandani ke pass hi sone lagta hai aur nandani bhi ose ab neglet karna band kardeti hai aur oski cute cute bato ko sunkar amms ke sath khud bhi smile karne lagti hai aur amms barso ke baad nandani ko smile karte dekh khud bhi behad khush hoti hai aur phir ek rat jab Aarav ko soya Jan kar nandani manik ki picture se baat karke roti rehti hai aur Aarav ki aankh khol jati hai aur.

Nandani _ I hate you tumhe kabhi maf nahi karongi main tum kahin bhi raho jo tumne maire sath kiya hai na oski koi mafi nahi hai mughe maire bete de tum kabhi nahi mil paoge dekh lena tum aur picture waps rakh kar bed par Aarav ke pass so jati hai.

Aarav pov ye papa ki picture se baat kar rahi thi mom agar papa Hamare pass aa jayenge to mom khush hojayegi ab main papa ko thond kar laao nga phir mom mughe aur pyar karegi pov end phir nandani ko hug karke so jata hai.

At mornig.

Nandani ka leg sleep hota hai aur nandani ke leg par swelling aajati hai aur.

Aarav _ mom don't cry thik hojayega main aur blow karo is par pain horaha hai aapko.

Nandani oski bast sunkar rote se hansne lag jati hai aur.

Nandani _ no beta I am fine don't worry about it aap khelo jakar ke
Aarav _ ok mom.

Phir Aarav khelne lagta hai amms room main hoti hai aur nandani store room main jati hai aur Aarav room main jakar beg main manik ki picture lekar aur ek suit lekar sidha gate se bahar jata hai aur jab nandani bahar aati hai Aarav waha nahi hota hai aur woh dono room dekh ne ke baad
Nandani _ amms Aarav ghar main nahi hai.

Amms _ kya bol rahi ho nandani kaha jayega woh dekho yahin kahin hoga.

Nandani _ no amms maine har jagha dekh liya ose ghar par kahin nahi hai woh pareshan si aankho main aanson liye bolti hai aur amms khud bhi ose pareshan dekh kar pareshan ho jati hai aur.

Amms _ bahar dekho bahar chala gaya hoga bachcho ke sath khelne ke liye.

Nandani _ nahi hai koi bahar dekh liya maine ose bahar bhi.

Amms _ aise kaha chala gaya woh oth kar bahar aati hai aur samne rehne wale gupta Ji se Aarav ka pochhti hai.

Gupta Ji _ han dekha to tha half an hour pehle maine Aarav ko gate ke bahar khada hua tha woh ek chhota sa bag bhi tha oske pass phir main ander chala gaya tha.

Nandani _ bag tha oske pass kaha jaa raha tha woh amms kaha gaya maira Aarav rone lagti hai aur amms khud bhi ose rote dekh pareshan hoti hai tab hi.

Amms nandani kya hua han.

Nandani _ a Aditya maira Aarav kahin nahi hai pata nahi kaha chala gaya hai woh.

A Aditya _ kya bol rahi ho nandani woh itna sa bachcha kaha jayega tum ander jao main dekh kar aata hon ose yahin kahin hoga woh.

Nandani _ nahi tum dekh kar aao main yahin hon.

A Aditya _ nandani leg main pain hojayega tumhare pehle hi lagi hui hai.

Nandani _ hone do tum lekar aao maire Aarav ko jakar ke wahi gate par beth jati hai rote hue aur amms heran hokar nandani ko dekhti hai jo achanak itna pyar kab se karne lagi thi Aarav se.

Phir Aditya khali hath waps aata hai aur 

Nandani _ kaha hai Aarav mila kya.

Aditya _ nahi nandani woh nahi hai kahin bhi maine sabse pochha kisi ne bhi ose nahi dekha.

Nandani _ amms Aarav nahi mila ab main ose kaha sarch karongi bhgvan ne mughe punish kiya hai maine apne bete ke sath jo bihave kiya ek maa kabhi nahi karti hai apne bachche ke sath maira beta pata nahi kaha chala gaya.

innocent Manan ka cute love. (Complite)Where stories live. Discover now