Stop me if you can..

Start from the beginning
                                    

Naina..... Tum..? Yaha?... Itni raat??
Woh...
He  fumbeled to complete his sentence as not even in his dreams he thought  that he would get to see a glance of her before he leaves..

Sir.... Aap kyu kar rahe hai Aisa? Kyu Jaa rahe hain??? Comes her broken voice.....

That's none of your business Cadet Singh...... He answers being a little rude..... Aap jaiye... Lights out hogaya hai... Aapka yaha Rehna theek nahi hai...... He turns back... Just to avoid her gaze......

Naina.... Kyu aayi ho tum yaha? Aise waqt par Mai kamzor nahi padhna chahta....
Tumhari haar ek labz mujhe kamzor Bana degi Naina... Plz jao yahase... a lone tear escapes his eyes....

Sir... Aap kaha ja rahe ho?? Naina asks as she gets into his room....

Ek waqt tha jab Mai Bina pooche is room mein aati thi... Jab bhi mera man Kare... Jab bhi mujhe unki zaroorat Hoti.... Aur ab is ghadi me mujhe unse poochna path Raha hai sab...
Kyu na ho?
Wajah bhi Mai khood hoon.....
Tears escape her eyes too... Afterall there's a huge rift in between them now...
Rift created by immense love... hatered...and love again...

Kyu pooch Rahi ho cadet Singh? He tries to be harsh...

Kyuki Mai aapki protege hoon... Aur mera yeh Haq Banta hai.... Replies Naina looking directly into his eyes....

Nahi cadet Singh... Mai ab kisika mentor nahi hoon.... Woh kabiliyat shyed ab mujhme Raha nahi... He says as he tries to avoid her gaze..

Theek hai sir... Aapke best friend ke behen hone k naate toh Mai pooch Sakti hoon.... Naveen bhaiyya agar AK yaha hote toh woh bhi aapse yehi poochte...... Comes her stern voice...

Naveen..... Haahahah... Naveen... Mera woh Sahara jisko maine Apne in haatho se maara...

Sir pls mat jaiye... Please... We all need you... KMA needs you...
Please sir...she urges...

Naina... Koi bhi kaam kisike liye parha nahi raheta... Koi Naya strategy and communication teacher ayega....
Aur agar Mai Bach Gaya to Syed Mai wapis aajaun.... He smiles looking heavenward....

Kyu mujhe kamzor Bana Rahi ho Naina? Man karta hai Maan lu tumhari baat..... mat karo Naina.... Mat jagao mere andar woh Swapne phirse... He sighs!

Meri zaroorat Syed khatam ho Gaya hai yaha Naina.. KMA ya kisiko ab meri zaroorat nahi... Aur Naina.. tum Syed bhool Rahi ho Mai ek sipahi hoon... Aur ek sipahi k liye uska Desh Sabse ahem aur aage hai... Tum ek sipahi Ko apna kartavya nibhane se kaise rok Sakti ho? He asks looking towards her now.. aur waise bhi mera ab yaha rehne ka koi wajah nahi hai... He says again looking away from her..

Sir... Agar Mai aapko wajah Doon to? She comes in front of him looking into his eyes...

Kya? Tum mujhe wajah dogi???  Hahhahahha.... He laughs.... Naina mujhe pata hai... Naveen ki begunahi ki saboot chahye tumhe... I promise you Naina, jab bhi koi saboot mere haat lagega, Mai kaise bhi karke tum tak woh bhej Dunga... Safely... I promise Naina... Believe me please...  He walks to the kitchen counter to fetch a glass of water....

Naveen bhaiya ke begunahi k saboot... Kya ab yeh sirf reh Gaya hai mere aur aapke beech sir?  She raises her voice... walking towards him and snatching the glass of water away from his hand she shouts.... Kya aapne kabhi yeh Janne ki koshish ki ke mujhe meri zindagi me aapki zaroorat hai ki nahi... Kya aapne yeh Janne ki koshish ki ke Maa Baba Ko bhi aapki zaroorat ho Sakti hai?

Ehsaas - The Feeling...Where stories live. Discover now