Part - 65

852 145 7
                                    

Time passed. It's time for her Vidayi. She was crying silently. RM and RD came to her.

RD : beta hume maaf kar de.. aaj tak tujhe jo bhi mehsoos hua usse hum anjan the.. hum sahi tareeke se tujh pe dhyaan nahi de paye.. par hum bohot proud hai tujhpe.. tune almost apne parents ke bina hi sab kuch saha hai zindagi mein ..

RM : han aur moral support ke bina bhi.. tu aaj jo bhi hai apne dam pe hai..

Ragini hugged both of them and cried a little.

RM : bas bas aab ro mat zyada.. teri sehad ke liye achi nahi hai..

They wiped Ragini's tears.

RM : ache se rahena.. kisiko zyada tang mat karna.. wo log tujhse bohot pyar karte hai.. uss pyar ka kabhi galat fayeda mat uthana.

RD : aur kabhi taken for granted mat lena..

Ragini nodded in Yes.

RD : meri bachi itni badi ho gayi pata hi nahi chala.. hum sirf paisa kamane ke piche lage the.. 🥺

RM : chaliye abhi beeti baatein choriye.. beti ko vidah karna hai..

They took her outside and gave her hands to Veer.

RD folded his hand.

RD : yeh toh nahi kahunga ki maine isse princess ki tarha rakkha tha.. par isse abhi tumhe saup rahi hu.. mujhe pata hai tum iska humse zyada aur bahetar khayal rakkhoge.. par kabhi usse kuch galti ho jaye toh usse maaf kar dena..

Veer held RD's hand and kept it over his own head.

V : Papa! Aap please haath maat jodiye.. aapka hath uthega sirf mujhe ashirwad dene ke liye. Aap sirf hume ashirwad dijiye..

RM : humara ashirwad humesha tum dono ke sath hai beta..

Ragini called Swara and hugged her.

R : I will miss you.. Maa, Papa ke khayal rakhna.. 🥺

S : jhut .!! Aap abhi yahan se nikloge toh khusi se uchal padoge .. wahan jaake mujhe bhul bhi jaoge.. waha Veer bhai hai na.. (she pouted like a kid) toh aap yeh jhut mut ka rona dhona bandh karo..

R whinned : Sunnnyyy!! Main sacchi mein ro rahi hu yaar..

S : dekha dekha!! Abhi yahan se nikle bhi nahi .. inka sunny Sunny start ho gaya..

All chuckled at their cute nok-jhok.

VD : chalo chalo bacho.. baatein bohot ho gayi hai.. hume abhi nikalna chahiye..

Then Ragini threw the rice backwards to complete the vidayi rituals. And Prince held her and made her sit in the car.

P : waise to kahene ki zaroorat hai nahi. Par phir bhi, meri choti bahen ka khayal rakhna.. warna uske bade bhai se samna karne ke liye ready rahena..

He said to Veer who nodded like a kid. Ragini chuckled with teary eyes.

Then they bid bye and headed towards Oberoi mansion.

Oberoi mansion,

The mansion is decorated like a palace. A decorated Rolls Royce came and stopped in front of the main door. Yes, our just married couple is in this car.

Veer came out of the car and went to Dhara's side and helped her to come out of the car.

V softly : will you be able to walk baby?

Ragini nodded in yes. He held her hand and shoulder with his both hand and walked towards the main door where VM was all ready to welcome them.

VM did aarti and Yuvi put the kalash filled with rice and plate full of aalta and milk.

Kuch kahena thaWhere stories live. Discover now