Part 3

481 47 92
                                    

Belated Merry Christmas and Happy new year in advance..... 

Thanks for your patience.... 

Haseena woke up only to find herself in a hospital room with lots of machines attached to her body..... 

Pushpa ji: (Joined her hands) Bhagwaan ka laakh laakh shukra hai ki aapko hosh aa gaya madam sir.... Santu jao jake doctor sahab ko bulao....

Karishma and Amar too were standing in the room

Karishma (with heavy voice): Madam sir aap....

Haseena (interrupted): Hum thik hai Karishma Singh.... (Haseena spread her uninjured arm and Karishma gladly came and gave her a side hugged her)

Soon Kareena broke their hug..... Amar and Pushpa ji were adoring the duo.... 

Karishma: Aapne hume dara diya tha madam sir....

Haseena (In Urmila's style): Ae chatak chandni agar yeh baat iss kamre se bahar gayi toh tere bhaukal ka kya hoga?? 

Haseena did this to lighten everybody's mood but Amar was shocked to see Haseena talking in this style....

Haseena: But on a serious note.... Hume hua kya tha???

Doctor came inside followed by Santu....

Doctor: Aapka kafi blood loss ho chuka tha aur pichle 24 ghante se aap behosh thi.... Voh toh shukra hai uss bhale aadmi ka jisne aapke kandhe se goli nikal di nahi toh metal poisoning bhi ho sakti thi..... 

All this while Haseena's eyes were roaming around..... As if trying to find somebody.... Doctor noticed this....

Doctor: Voh bas abhi paach minute pehele hi gaye hai..... He was there the whole night.... Aaj ke jamane mein bhala kaun anjaan aadmi kisi ki iss tarah kisi ke hosh mein aane kathodi intezaar karta hai..... 

Haseena nodded.... But before Haseena can thank the doctor Santosh spoke....

Santosh: doctor voh koi anjaan aadmi nahi the balki voh madam sir ke.....

Pushpa ji (interrupting): aur hum sab ke senior hai.... Haina Santu (Pushpa ji asked doing her world-famous acting.... Karishma shook her head in disbelief)....

Santosh: Ha.... 

Doctor: Oh... Goli zayada andar taq nahi gayi thi.... Ik do din mein aapke kandhe ka zakm thik ho jayega.... Par aapke right abdomen pe jo chot hai voh geheri hai usse thik hone mein hafta bhar lag sakta hai..... Rest there are some minor injuries on your arms and head, but they will be alright soon.... I have prescribed the medicines and aap mein se koi bhi inhe hospital ke medical store se kharid sakta hai.... Aur discharge formalities bhi puri kar sakta hai....

Santosh: Mai jaati hu.... (She took the prescription and went away)

Doctor: Thode din jitna ho sake utna rest kijiye aur ha apne kandhe ko kam se kam movement dijiyega.... (Doctor removed the IV and other machines)

Haseena: Ji doctor.... Thank you....

Doctor went away..... Suddenly Pushpa ji's phone rang....

Pushpa ji (On call): Ha cheeteh...... Ik minute aawaz nahi aarahi..... Hello.... (Pushpa ji went out searching for network)

Karishma: Madam sir hum abhi aaye.... (Haseena nodded and Karishma went away)

Amar sat beside Haseena....

Amar: Haseena ji aapne sach mein hum sabko dara diya tha.... Agar aapko kuch.... Aapko pata hai kal raat se hum sab yahi hai.... Koi bhi apne ghar nahi jana chahata tha.... Humne zabardasti kal Pushpa ji ko unke ghar bheja aur Cheetah ko duty pe..... Aapko pata nahi par Hume.... Humara matlab hai hum sabko aapki fikr hai Haseena ji..... Kya zarurat thi aapko DSP sir ko bacha ke goli khaane ki.... Lag jaane deti....

KhamoshiyanWhere stories live. Discover now