1. Pain and Mystery

3.7K 372 309
                                    

Scene starts from Dehradoon..

Scene starts from the lake side ishaan was desperately Searching for  his friend who seems to have droven

Ishaan - Aryaan .....Aryan can you hear me ? Abee oye jawab de de yr ... kahi dub to nahi gaya???

Ishaan annoyed - Dekh .  mai 3 tak ginunga.... aur fir bhi agar tu bahar nahi nikla na .. to.. to mai bhi kud jaunga isi pani mai...

Ishaan counted for numbers - One .... Two..  and ....

That is when a hot dashing boy with icy cold blue eyes come out of the water... while water droplets making him look more hot...... 

Aryan look at him and gave a angry look

Ishaan sighed in releif but then saw his friend glaring at him....

Ishaan - Kia? look kia de ra hai mujhe.... meine socha tu dub gya

Aryan mocked - Agar dub bhi jata to  tu mujhe bacha leta?

Ishaan gulped and look away no he cant as he dont  know how to swim....

Aryan came out of the water... and started stepping out of the lake side

Ishaan - tera bhi na Aru kuch samaj nahi ata  i mean har roz yaha kyu chala ata dubki lene .. pata bhi hai nadi kitni gehri hai.. Agar kahi dub gya to ..

Panditji came with a smile - Jisk upar ho Shiv ka vardaan uska kon kuch karpaya hai..

Aryan and Ishu look at the panditji startled

Panditji smiled and gave him the puja thaal along with the Milk

Aryan sighs - Shiv ka vardaan?  ap ye baat mujhe dekh k har roz kyu bolte ho....

Panditji - Kyuki mujhe esa lagta hi..

Aryan sighs - Apke lagne par he duniya ni chalty na panditji... 

Ishaan annoyed - Hogya tera ? subah subah tujhe ab panditji se bhi behes karni hai?  chup chaap andar jaa aur Puja kark aa.... 

Aryan glared - Abhi to bol ra tha chacha ji bula re hai... ab kia hogya? ab der nahi ho rahi

Ishaan - Ha to bula re hai par ab itna tak aa gya matha ni tekega kia?

Aryan sighs and entered inside the Shiv mandir .. 

Ishaan and panditji stood right there while Aryan did the puja with full devotion

Ishaan murmurs - Iska bhi na kuch samaj ni ata... Ese dikhayega jese shivji ko manta he nahi but puja dekho kese karta h jese isse bara shiv bhakt koi nahi hai

Pandit ji - Jisse pyaar hota hai usi se to shikwa bhi hota hai na beta.... hum sab jante hai... Aryan k mata pita ki maut isi shiv mandir k pass hui thi ... shayed isi baat ki narazgi hai is bacche ko apne Mahadev se ki Usk pariwar ko usee kyu chinlia..

Ishaan sadly sighs he know that pain well..... 

Panditji - But shiv k Ghar mai der hai andher nahi.... aryan ko lagta hai  jis mahadev ne usse uska pariwar ko china hai... kia pata shayed ekdin usi mahadev k kripa se use ek hasta khelta pariwar mil jay

Ishaan sadly - Jo chale jate hai vo wapas lautke nahi ate hai panditji... 

Panditji smile - Zarury nahi ki pariwar humesha khun k rishte se he bane kuch rishte dil se bhi bante hai... kuch hum banate hai to kuch vo (pointing at the idol o shivji) Anewala kal humara kitna bhi Anishchit kyu na ho .. lekin Vo Surakshit ho iski zimmedari Mahadev pe chordeni chahiye.....  

RAKSHAK ~ The Protectors Where stories live. Discover now