Chapter 15

1.3K 107 9
                                    

Next morning she woke up and was shocked to see Anu besides her. He smiled looking at her.

"Good morning Hasi."

"Go..Good morning aap yha kya karr rhe hai or Pushpaji kaha gyii ?" She asked being confused.

"Hum yha apni jaan ke paas aaye hai unse maafi maange ... Humne jo kuch bhi kiya uske liye hume maaf karr dijiye Haseena. " he said with guilt ridden eyes.

"Nhii Anubhav aap maafi mat maangiye hum jaante hai aapke uppar kaam ka pressure hoga isliye aapne gussa kiya nhii toh aap bewajah gussa kabhi nhii karte maafi toh hume maangni chahiye jo hum bina bataye iss tarah se yha aagye Sorry. " She said cutely holding her ears.

"Haseena aap Sorry matt boliye aapki koi galti nhii thi aapne jo kiya sahi kiya." He hugged her tightly she too hugged him back they stayed in that position for few minutes.

"Ab chodiye hume nhii toh koi aajaaega."

"Koi nhii aaega Pushpaji or behna thane gyee or jija shree Aspatal gye bass hum dono hi hai yha."

"Ek minute Pushpaji or Karishma thane gyee ka kya matlab hai kitne baje rhe hai?" She asked separating herself from him.

"Abhi 9:30 ho rhe hai."

"Kya!!! Yaa Allah apne hume uthaya kyuu nhii hume itni derr ho gyii hai hume jald se jald tayaar hokarr jaana hoga thane." She said hurriedly getting up from the bed.

"Jaan humne aaj aapko avkaash diya hai or humne bhi avkaash liya hai aaj hum dono saath me bohot saara samay bitaaenge hum aapko itne time se bilkul bhi samay nhii de paa rhe the naa isliye aaj humara saara samay aapka." He said and kissed her forehead.

"Sachi Anu aaj aapko koi bhi kaam nhii hai ." She asked happily.

"Haa jaan aaj hume koi kaam nhii hai humara saara samay aapka hai Haseena  ab aap jaldi se fresh ho jaaiye uske baad pushpa ji aapke mann pasand pohe bana karr gyii hai naashte me phata phat naashta karr lijiye uske baad hum ghar jaaenge or phir kapde badal karr bahar jaaenge. Theek hai? " Saying this he kissed her forehead and she to pecked his lips and after that both got freshen up had their breakfast and went to their home.

Anubhav got ready and was waiting for Haseena to come but 20 mins passed she still didn't came so he thought of checking on her so he went upstairs.

As soon as he opened the door of the room he was shocked to see the scene in front of him.

"Haseena aap abhi tak ready kyuu nhii hui hume derr ho rhiii hai jaane me."

"Anubhav hum kya keh rhee the ki please hum bahar naa jaaye hum dono ghar parr hi rehte hai naa ek dusre ke paas please humara bilkul bhi mann nhii hai bahar jaane ka."

"Toh aap mene pehle hi bata deti Haseena agar aapka mann nhii hai toh hum nhii jaaenge kahi parr bhi yahi rahenge aapke paas."

"I love you so much" she said and hugged him tightly.

"I love you too Haseena aap hume ek baat bataiye pakka aapka mann nhii hai naa bahar jaane ka esa toh nhii aapko koi pareshaani ho rhii ho or aap humse chupa rhii hai ." He asked being concerned.

She looked up at him and could clearly make out from his expressions how worried he was for her. She didn't replied his question instead she just placed her lips on his and started kissing him soon the kiss turned out to be a mad one as he to participated in the kiss after they broke the kiss Haseena kissed his forehead and said.

"Anu hum bilkul theek hai bass hume bahar jaane ka mann nhii hai aap jaante hai naa vese bhi hume jyaada logo ke beech rehna pasand nhii hai aur aaj itni mushkil se aapke saath samay mila hai toh hum aapke paas rehna hai shanti me bina kisi shor ke sirf aap or hum." She said lovingly and kissed his cheeks.

Our Unexpected Happiness Where stories live. Discover now