Chapter 29

1.3K 129 10
                                    

Same day at evening Anubhav's sleep broke due to the knock on the door. He opened his eyes and smiled seeing the sight in front of him. He carefully took out his hand that was below Haseena and the holding Hasti he stood up and placed her on the bed gently. He went and opened the door to find Cheetah there.

"Kya hua Cheetah."

"Sorry sir aapko disturb kiya parr panditji aane vaale naam karan ka muhurat nikaalne isliye maa aapko neeche bula rhii hai."

"Theek hai aap jaaiye hum Hasti or Haseena ko lekrr aate hai. "

"Jii sir."

After Cheetah went Anubhav to went inside after closing the door. He sath besides Haseena and gently caressed her hair.

"Haseena uth jaaiye. "

"Anu sone de naa thodi derr bohot dard ho rha hai."

"Kha dard ho rha hai aapne hume bataya kyu nhii."

"Hum kya bataye aap khud samajh jaaiye naa please sone de naa hume."

"Acha...." Anubhav was about to say further when Hasti started crying and Haseena immediately woke up and sat with jerk .Both Haseena and Anubhav kept their palm on her stomach.

"Dhyaan se Haseena bhul gyii Dr. ne kuch din dhyaan rakhne ko kha hai naa aap ese kese careless ho sakti hai."

"Sorry Anu vo Hasti royi toh hum ekdum se ghabra gye." She said picking Hasti in her lap." Isse bhook lagi hai hum isse feed karr dete hai."

"Ji vese Cheetah aaya tha maa ne bola hai kuch derr me Panditji aane vaale hai naamkaran ka muhurat nikaalne ke liye toh hum soch rhee hai ki maa se baat karr lete hai or Hasti ke naam karan vaale din hi shadi ka bhi muhurat nikalvaaye."

"Haa yeh idea sahi rahega parr pehle shadi ka taaki hum Hasti ke naam karan me shadi shuda jode ki tarah baith sake."

"Ji bilkul."

"Ho gya chale neeche."

"Ji chaliye laaiye Hasti ko hum lete hai."He said and Haseena gave Hasti to him. And both went downstairs.

"Aagye tum dono bada time laga diya."Maa said teasing them.

"Arre nhii maa vo darsal Hasti ko feed karana tha or phir usko sulane ki bhi koshish ki parr soo hi nhii rhii."

"Matlab abhi Hasti Jagi hui hai." Santu asked excitingly.

"Jii Haan Santosh Sharma parantu aap kripya karke iss prakaar se chilaaye matt vo darr jaaegi."

"Haa sorry. Maddam sir mujhe dijiye naa Hasti ko please. "

"Acha acha theek hai baithiye hum dete hai."

Haseena gave Hasti to Santu and herself sat besides her.

"Karishma, bhai Pushpaji kha hai?"

"Haseena vo Amma ko mallika ko batana tha ki shaam ko khane me kya banana hai safai kese karni hai isliye voh thidi derr baad aaegi. "

"Arre vo toh vo call parr bhubata sakti thi naa."

"Amma bhabhi hum bole the unko ki call parr bata dena parr aap toh jaanti hai naakesi hai vo ekbaar jo thaan liphir kisi ke baap ki nhii sunni or humari toh bilkul nhii sunni or phir gussa karte toh phir kehti. Humaare lalla ke toh bhaag hi phut gyee." She said this in sarcastic way.

"Chi chi chi chi chiii.....kitni overacting karti hai aap . Humne kitni baar kha hai aapse ki acting nhiii aati koi baat nhii humse seekh lijiye lekin nhii aapko kha kisi ki sunni hoti hi hai ab aap kare naa esi acting tih kamm se kamm humari toh matt hi kariyega."Pushpaji said doing her over acting making everyone laugh.

Our Unexpected Happiness حيث تعيش القصص. اكتشف الآن