Chapter 3

197 8 18
                                    

Me or Bhuvan ek hi gaadi par the or Bhuvan mere piche baithe the unke hawa me woh udte baal woh cute si smile sab unke jitne hi pyaare the me unko scooty ke side mirror se dekh rahi thi or tabhi Bhuvan ne mujhe side mirror me dekha or mene apni aankhe aage karli raaste ki taraf....

Tumhaare ghar me kon-kon hai??? (Bhuvan asked)

Mumma papa or ek bada bhai... or aapke??? (I replied)

Same copy paste (He replied and laughed)

Tabhi Bhuvan mujhe side mirror se dekh rahe the or soch rahe the ki ye kitni cute hai iske gaal kitne golu molu man kar raha kich lu

Par yaarrr iska bada bhai bhi hai dhyaan se rehna padegaaa (Bhuvan thought )

Tabhi Bhuvan notice karte hai ki me kuch gaa rahi hu toh woh puchte hai ki "konsa gaana gaa rahi hoo???""

-"Agar tum saath ho"

-Hum toh aapke saath hi hai miss Birla ... (he said and laughed)

I smiled looking at his smile while looking at him from the side mirror...

Phirr mera ghar aa gaya of me as usual boli "MAAA ME AAGAI!!!!"

"Tum ese hi ghar me entry leti ho..."(he asked)

"Haaaa "(i replied)

My mother enters and says "phata phat fresh hoke aaja tere pasand ki naan daal banai haii...."
( naan daal is a whole meal jisme daal rajmaa waali hoti hai par alag hoti hai or naan is naan😋)

"Maaa inse milo ye hai Bhuvan ... Bhuvan Bam mere friend hai ... college me aaj first day tha toh unko notes chahiye the or samjhna bhi tha toh me le aai or haaa mene Rohit ke baare me bhataya tha naa ye unke best friend hai. "(I said in one go)

"Namastey aunty "(he said while touching my mother's feet )

"Arrey khush raho.. wese iski koi jarurat nahi thi aap bhi haath dho lo me puras( serve kar ) deti hu "

"Aunty mujhe bhook nahi hai... "(he said )

"Kya bhook nahi humne saath me hi khaaya tha or mujhe toh bhook lagi hai... or ye koi formality waali baat nahi hai Mr Bam... chup chap kha lena....."            (I ordered )

He noded which meant yess

"Good boy "(i said and laughed)

"Maa me change karke aati hu jab tak aap Bhuvan ko serve kardo" i said

"Haaa jaldi aa jaa "(maa replied )

I went in my room i changed into my gharke kapde mene black shorts with oversized tee shirt pehna or baal khule kar diya or me muh dhoke waapas aa gai

"Maaa puras do "i said

"Hmmm!! Aunty bohot tasty bana haii ...."Bhuvan said

"Meri mumma naan daal bohot acha banati hai"

phir hum dono ne khana khaya or mumma ne thodi Bhuvan se baat kari typical Indian Questions about gharwaale and their occupations

"Chale Bhuvan" I interrupted

-Haaa chalo....

-Haa beta ab jaao or padhooo

We reached my room and i asked Bhuvan "Aap bed par baithne me comfortable ho yaaa table parr ??"

He said "kahi bhi chalegaaa"

Then we sat on my table and I opened the window in front of my table it was the spring season as it was the month of March .... There was a pleasant whether and winds were waving slowly....

I started explaining Bhuvan and while i was explaining my hair were blowing as pleasant wind were waving through the window ....

Bhuvan was lost somehere he was busy in looking at my hand movement , my way of speaking and everything he was observing me very carefully....

I asked Bhuvan "samajh toh aa raha hai naa Bhuvan "and he noded in yes

Phir Bhuvan ko samjhaate samjhaate kab 2 hours nikal gaye pata hi nahi chala and i told him ke "ab Aap note karlo me thodi der rest karlu if you dont mind"

"Bindass rest karlo me jitne copy karleta hu notes" he said

"Or kuch doubt ho toh puch lena" i told

"Haa pakka " he replied

Then i went to my bed and slept their i checked my social media sites and after that i slept

Then i woke after 1 hour because of my alarm

I got up from my bed and washed my face and asked Bhuvan "samajh aaya aapko "

He said "haa aagaya or aap itna jaldi kese uth gaye"

-"Arrey meri gandi habit hai ki agar me abhi so gai naa jyaada toh phir poori raat neend nahi aaygi or sleep cycle bigad jaayegi ... Samjhee"

-Haa samjhaa

-Coffee piyoge Me banane jaa rahi huu??

-Haa pilungaa me bhi aa jauu??

-Aa jaoo ...

Hum kitchen me gaye i made coffee for both of us or phir humne coffee kitchen me hi platform par baith ke peeli and we had a nice chat or mujhe Bhuvan ki smile uske baat karne kaa tareeka uska har movement acha lagne laga ...

phir Bhuvan ne time dekha and he said arrey saat (seven ) bhaj gai mujhe jaana hoga kya me tumhaari notebooks le jaau kal karke le aaunga college me de dungaa

Haa thik hai le jaao ....

Woh nikal ne lage or jitne me use yaad aaya ki uske paas scooty nahi hai toh usne mujhe pucha ki "Mehak tum mujhe chod dogii ghar tak"

-Haa ek minute change karke aati huu

Me change karke aayi or
Bhuvan said "Mehak me gaadi chalu kya ??? "

"theek haii ye lo chabbi" (i said while handing him over my scooty's keys)

To be continued....

Just A Lovely Tale... The Myth...Where stories live. Discover now