Sumanji and Rajeshji place a picture of Karan on the table. Then they take out an aarti ki thali, diya, tilak powder and a ghanti. Soon Bala and Chitra understand what they are doing and join Sumanji and Rajeshji. The rest of the guests look at the four recruits curiously. 

They light up the diya, put it on the thali, and then started to rotate the thali in front of Karan's picture. Faizi wa passing by there when he saw this commotion, he quickly took out his phone and started to record this.

All the four together- 

🎶Karan sir ko jisne puja
uska hi udhaar hua

ant kal ko bhavsagar me uska stunt par hua
Karan sir ki puja karo dhyan charno me unke dharo

Karan sir ko jisne puja
uska hi udhar hua

ant kal ko bhavsagar me uska task par hua
Karan sir ki puja karo dhyan charno me unke dharo 🎵

The guests looked shocked whereas Faizi was trying his best to not laugh out. 

The four continue with the pooja- 

🎶service revolver vala he academy mein strict bade
din dukhiyo ka data, academy ka incharge(x2)

sab pe kar ta he ye torture khoob zyada,
sab ko deta he ye punishment
in pavan charno me arpan, aakar jo ikbar hua, antkal ko bhavsagar me uska training par hua 🎵

The four- Bolo Karan sir ki, Jaiii!!!! 

Mataji- Yeh kya kar rahe ho?? HAAAIII BHAGWAANNN!! Pooja yeh thodi na thi, woh toh hai

🎶Shiv sankar ko jisne puja

uska hi udhaar huaant kal ko bhavsagar me uska beda par hua
Bhole sankar ki puja karo dhyan charno me uske dharo
shiv sankar ko jisne pujauska hi udhar huaant kal ko bhavsagar me uska beda par hua
bhole sankar ki puja karo dhyan charno me uske dharohar har

mahadev shiv sambhu (x4)

damru vala he jag me dayalu badadin dukhiyo ka data, 

jagat ka pita(x2)
sab pe kar ta he ye bhola sankar daya,
sab ko deta he ye aasra
in pavan charno me arpan,
aakar jo ikbar hua, antkal ko bhavsagar me uska beda par hua🎵

Premji- Matashri, hume yeh pata hai, lekin yahan par kisi bhi bhagwan se prarthana karne ka koi fayda nahi hai. Yahan agar kisi ki pooja karni hai, toh woh Karan sir hi hain! Inki pooja karte karte hi toh hum race mein yahan tak pohonche! 

Bala- Ek dum sahi kaha prem bhaji ne. Arrey hum sirf Karan sir ki nahi, aur bhi kuch academy ke devtaon ki pooja karte hain! 

Dr. Mahajan- Kon?

Chitra takes out some things and says-
the electric shock bands- shock devta,
the flags- flag devta,
the keys- chabi devta,
the dumbells- gym devta,
the training shoes- lapse devta,
the rope- rope devta,
the protein powder- protein devta, etc.

The guests became extremely horrified.

Kavya- Arrey yeh log toh academy mein reh reh kar 200% pagal ho gaye hain!!!

Mr. Dubey- Na mene lago tho ki yeh sirf meri hi chori ke karname the, lekin iss academy mein ako samajh ago ki yahan sab pagla jato! 

Bhabhi- Jisse pehle yahan rehkar humare bhi dimaag chalna band ho jayee usse pehle bhagoo!!

The all ran away. 

Sumanji- Arrey, yeh toh humare devtaon ka upman karke chale gaye!!

Premji- Koi baat nahi, unhein iska dand (punishment) avashiya milega!! *dhoomtanananana* *thunder and lightening*

Teri Meri Gallan Hongi Mashhur (SS/TS)Wo Geschichten leben. Entdecke jetzt