Karan- I understand sir!

Sid- But! Hum sab different culture se aaye hain so we must accept each other the way we are!

Karan whispers to the team- Sid ne toh abhi se hi patana shuru kar diya!!!

Koel- Sahi mein! I hope zyada extra na lage!

Mataji- Hayyeee iss daal mein elaychi nahi hai!!

Alina- Aunty ji, Dal mein elaychi kon dalta hai?

Mataji- Arrey yahi toh problem hai aaj ki pidhi ki!!! Teri mummy ne nahi khilacha tujhe??

Nikhil- Koel ne bhi nahi khilaya mujhe! 

Mataji- Koel, teri maa?

Nikhil- Haan, toh?

Mataji- Oyeee, batameez! Apni maa ko naam se bulata hai?

Nikhil- Aapko toh nahi bulata na? Bachpan se dost, bhai, behen, teacher, maa, papa, dadi, dada, class mate sab Koel hi rahi hai. Kiss kiss naam se boloon usse???

Everyone gets emotional!

Faizi- Arrey bacche! Ab toh sab hain na? Aur teri baby ke saath bonding huyi? *he tries to change the topic*

Nikhil- Arrey iska naam baby kisne rakha? devil rakhna chahiye tha!

Baby- Haaannn? mujhse zyada sweet koi ladki dekhi hai kya?

Nikhil- iss table par sab tujhse better hain!!

Baby- Arrey, mene aisa kya kiya?

Nikhil- Pehle toh marching karte huye bags unpack karti hai, schedule banaya jismein 5 baje uthna hai even on a sunday!!! Aur khud toh karegi hi mujhe bhi karwaygi!! Travelling ki wajah se thak gaye the toh 2 ghante soye, umien bhi sone se pehle bolti hai "OVER AND OUT!!". Arrey itna josh kiss market se khareed ke lai hai?? Arrey woh toh kuch nahi hai, ladkiyan barbie dolls lekar ghoomtein hain aur yeh madam ne boxing gloves, spider man, ghadiyan aur sab rakha hai! Agar koel ki baat karoon toh bolti hai mumma's boy aur agar koel se jaakar alina ki baat karoon toh koel bolti hai phattu! Arrey agar yeh badi huyi aur iske saath kisi ko rehna pada toh bechare ki toh halat kharaab ho jayegi! agar mujhe kuch bolna ko toh mein usse congratualations nahi RIP in advance boloonga! 

Everyone controls their laughter...

Koel- Aur maar tanne mujhe! Ab jhel isko!!

Baby- Oh hello! tum hi ho ek no. ke lazy aur scared cat ho! Raat ko door lock karke sona hai? woh bhi tab jab itne saare amry officers ghar par hain! Arey bed dekhte hi donkey ke tarah let gaya! no discipline!!

Monami- Accha toh yeh discipline gentic disease hai?? Ohh, I feel very sorry for you Tanya!

Karan glares at her*

Dr. Mahajan- Tumhein bada pata hai Shergill family ke bare mein?

*Everyone again gulps*

Tanya- Arrey woh meine hi aaj iske saath bethkar gappe laday the toh isiliye!

Dr. Mahajan- Oh, okay thik hai!

Monami mumbles- Bach gaye!!

DINNER GETS OVER**

Karan- Okay, everyone can get back to their rooms! Tomorrow breakfast at 9: 30am so everyone should be up by 8am. Clear??

Everyone- Yess!

Mr. Dubey- Tum log 8 baje uthoge wese!  

Karan- Ji Nahi! Saare SAF and SPL Agents 5am uthenge!

Teri Meri Gallan Hongi Mashhur (SS/TS)Where stories live. Discover now