Chapter : 137

533 115 16
                                    

" Aap ye sab kaam bandh kar dijiye
please " She knew that this words would probably increase Sameer's anger and perhaps there would be no talk between them for a few days,But yes, Naina still had a hope that maybe, maybe he agrees?

" Ranisahiba...aapko pta hai aapki ye baat main ek baar maan chuka hu aur maine try bhi kiya tha pure 1 mahine tak , lekin mujse nhi hua aur aap to tab maan bhi gyi thi naa ,phir aaj achanak ye baat kyun ? Iss liye taki aapki friend's ko ye naa lage ki aap ek mafia ki biwi ho ??" It was not that Naina had said this for the first time, Naina had said this before, and then Sameer had accepted her things,But within 1 month, he conceded that Sameer felt that all this was not made for him

" Nhi aap galat samj rahe hai ,aap jaise bhi hai jo bhi hai aapko maine usi tarah se apnaya hai maine kabhi bhi aapko ye nhi kha ki aap khud ko mere liye badaliye ,mujhe iss baat se bhi koi fark nhi padta ki logo ki nazar me aapki kya image hai ,muje koi fark nhi padta ki log aapke bare me kya soch rahe hai " Of course Naina accepted Sameer in the same way as he is and Sameer also knew this But Naina did not want Sameer to think something wrong on this, so she says it with great love while explaining it.

" To phir aaj kyun ye baat khi aapne ?" She knew that this question would definitely be asked to her and Sameer also had to know why She suddenly did this thing today, so he asks with a confused look.

" Aapke liye ,aap ye sab karenge to bhi main aapke sath rahungi humesha aur agar aapne ye sab kaam chhod diya to bhi main aapke sath hi rahungi ,main iss liye keh rahi hu jaise aaj Tina ne sawal uthaya humare pyar pe , ilzaam lagaya ki aap kitne masoom ka khoon karte ho ,kal ko agar humare bache hoge aur unhe jab pta chalega to kya asar hoga unpe aur wo bhi aapke bare me phir kya sochenge?" She explains him very fondly

" Aapne bachho ka bhi soch liya , ranisahiba ??" He asks her jokingly and seeing this, Naina gets a little angry and feels that Sameer does not want to take her point seriously,so she says angrily

" Maine itna kuch kha aur aapko in sab me sirf bacho wali baat highlight karni hai aur ye mazak ki baat to bilkul nhi hai , main jo samjana chahti hu aapko wo samjiye aap ,aapne itni degree hasil ki hai to phir jo kaam aap sabko dara kar karte hai woh hi kaam pyar se nhi ho sakta kya ??"

" Pyar ki bhasha har kisi ko nhi samj aati ranisahiba , aur ab zamana bhi sharifon ka nhi hai aapne dekha tha naa 1 mahine ke wo pal ?? Aur aesa to bilkul bhi nhi haina ranisahiba ki maine koshish hi nhi ki ? Maine ki thi koshish aur aapse behtar ye baat kaun janta hai ?" He was trying his best to get Naina to agree and give up that stubbornness, but Naina had also decided that anything should happen today but she trying her best to get sameer agree

" Toh kya aap ek aur baar nhi kar sakte wo koshish ??" She says with a big hope

" Jab pta hi hai ki uss taraf koi Manzil hi nhi hai to un raston pe Chalke kya karunga main ranisahiba ?" He says her

" Har ek raste par Manzil hoti hi hai agar hum chahe to hum uss manzil ko paa sakte hai " she says him with great affectionately ,But even then Sameer does not listen to her.

" Hum iss bare me baad me baat karenge abhi agar isse aage kuch batein hogi to shayad mera baat karne ka tone change ho jaye aur shayad aap bhi woh Sameer nhi dekhna chahte haina ?" He says her with calmly

" Sorry lekin baat to aaj hi hogi ,bhale hi aapka tone change ho jaye,main apka gussa bhi sehan kar lungi ,muje aapki fikar rehti hai iss liye kehti hu ,main nhi chahti ki aapko kuch bhi ho " Naina had also decided that whatever happens today, even if Sameer is angry, she will still try ber best

" Mere ye kaam karne se muje kya hoga aur iss baat me kya logic hai ranisahiba ki main agar ye kaam bandh kar dunga to muje kuch nhi hoga aur karunga to kuch hoga" he says little bit angrily

Mera Junoon (Part : 2) (Samaina)(Completed)Where stories live. Discover now