✨LOVE & WRATH✨

935 182 30
                                    

Nidhi informs Shivani about the happening few minutes back.

"Kya hua hai usse? Khud hi kaha ki wo Karishma se nafrat karti hai aur ab usse hospital lekar gayi. What's wrong with this lady?", Shivani said with a tinge of jealousy and anger.

"Main kuch samhji nai? Wo kyu Veyom ki wife se nafrat karti hai?", Nidhi asked in confusion.

"Karishma is her ex... Issi ki wajah se Haseena ne apne sab rishta tod diye. Aur aaj ussi ki jaan bacha rahi hai.", Shivani reveals.

"Captain Mallik, nafrat ke liye, insaniyat nai bhool sakti. You should be proud of her.", Nidhi gave logical reasoning.

On other hand, Veyom searches for Karishma but couldn't find her anywhere. Thinking Karishma left earlier, he leaves the venue.

At the hospital,  
After offering comfort to Karishma, Haseena distanced herself, leaning against the wall. She was acutely aware that Karishma was now someone else's wife, and standing too close didn't feel appropriate to Haseena. Haseena and Karishma were trying to come to terms with the situation. Haseena, unable to contain her curiosity, questioned Karishma about her decision not to inform Veyom.

"Ab kya karna hai? Kyu Veyom ko nai inform karna?" Haseena's curiosity grew.

"Because he doesn't deserve this baby," Karishma replied angrily.

"Why?" Haseena inquired further.

"Kyuki main use isse baache ke baare mein pata lagaya toh woh hume divorce nai denge," Karishma revealed the shocking truth.

"Divorce? Kyu?" Haseena stood up straight, stunned by this revelation.

"Kyuki I hate him! Nafrat hai hume us insaan se!" Karishma shouted.

"Relax! You are carrying a baby," Haseena tried to calm her.

"Sirf kehne ke liye woh Madhur sir ka beta hai... He is a jerk, pervert!" Karishma said, looking at her.

"Madhur sir? Your biochemistry sir? Humare college ke?" Haseena was surprised.

"Haan, wahi Madhur sir. Tumare jaane ke baad sab kuch badal gaya. Ammi ko tumse problem thi, humse nahi. Unko yehi lagta tha ki tumne hume bhadkaya hai... Jan bhuj tumne humara faida uthaya. Uske baad unhone yehi baat Amma ko iss tarah se kaha ki woh bhi humare rishte ke khilaf hogayi. Giraffe, tumhe pata hai hume lagta hai Amma hume accept kar legi, magar woh bhi badal gaya," Karishma began to explain from the start.

"Phir aage kya hua?" Haseena asked.

Just then, a nurse entered with a prescription. "Ye medicines lekar aayi... Hume patient ko dena hai." She handed the slip to Haseena.

"I will handle it," Haseena assured her, and the nurse left.

Karishma continued her story, "Amma ko lagne laga ki hum apni zindagi barbaad kar denge. Lakh baar mana karne ke baad bhi humari shaadi Veyom se fix kardi. Aur sab ko yeh kaha ki agar kisi ne bhi tumhe bataya toh tumare khilaf fraud, humara kidnap aur attempt to murder ka case kar denge. Isliye humne kaha Hasu... Hum kya karte, batao? Uss waqt halat itne kharab the ki woh sach mein complain kar dete police mein. Tumara career, tumara passion sab kuch khatam hojata... Hume Mira ya Misri tak ko batane ka mouka nai diya. Wo sach keh rahe the ki unko nai pata," Karishma added.

"Ye log humare family the? Bahut acha hua ki hum ne unn sab ko chhod diya," Haseena remarked in anger.

Karishma sighed, "Bahut acha kiya hua ki tum chali gayi. Kyuki hume kam se kam ye tasali thi ki tum jahan bhi apna kaam rahi ho without any problem. Kisi tarah se shaadi hui, par humne Veyom ko saaf saaf bol diya tha ki humare beech koi pati-patni wala rishta nai hoga kyuki hum kisi aur se pyaar karte hai. Wo maan bhi gaye. 6 mahine pehle humara divorce process shuru ho chuka hai, jo ghar par ab kisi ko pata nai. Lekin..." she couldn't complete.

CRAZY SOULS Where stories live. Discover now