Chapter 07

1.2K 125 77
                                    

Anirudh stood numb seeing in her state he closed his eyes in jerk. Bondita continued "Aur.....aur.....aur agar is....isse isse bhi man na bhare to ye bhi kar lijiye" she said while opening her blouse button.

Anirudh's ears perk up on hearing such words of Bondita. Before her hands reached towards her blouse he held her hand and put her hand down. "Ye kya......kya karne jaa rahi tum!" He asked fearfully. "Vahi jo ek dushman ko apne dushman ke sath karna chahiye.....aap to karte nahi isliye apka kaam aur asaan kar rahi thi! Man se to dushmani nibha Li ab tan se bhi nibha lijiye" She taunted having tears on her eyes.

"Bondita are you got mad? How can you think about me like this? How could I do with you?" He asked angrily. "Why? Why would you not do this to me? Am I not enemy to you? Am I not detective to you?" She asked loosing her strength.

"Meri dushmani kabhi kisi aurat ki ijjat se nahi rahi hai Bondita! Aur na hi maine apni dushmani me kabhi bujurg, baccho aur aurat ko shamil kiya hai...... anirudh Roy Chowdhury ke dushmani ke kuch mayne hai Bondita, aur tum vo ache se janti ho! Phir kyo kar rahi thi ye sab? Tum soch bhi kaise sakti ho ki me kabhi tumhari ijjat ke sath......" He stopped while saying further and gulped down in nervousness.

"Ruk kyo gaye boliye barrister Babu! Agar aapke dushmani ke kaide kanoon hai to kya vo apki Bondita par laagu nahi hote? Kya apki Bondita baaki aurton me nahi aati? Kya apki dushmani aurton me bhed karti hai barrister anirudh Roy Chowdhury?" She asked with moist eyes.

Anirudh gulped down and said "han, nahi aati tum baki aurton me, anirudh Roy Chowdhury ki dushmani aurton me bhed nahi karti balki aurton ko door rakhti hai. Tumhe insab se alag nahi kiya kyoki tum in sab se alag ho. Tumhe tumhare birristra babu ne sabse alag banaya hai, sabse alag pehchaan di hai. Sabse alag chamak hai tumhari Bondita!" He split out the truth from his own mouth. "Tum baaki aurton se alag ho Bondita.....tumhe kabhi kisi se compare nahi kiya jaa sakta..... barrister Babu Bondita khaas thi, hai, aur hamesha rahegi, chahe kabhi anirudh aur Bondita ek ho ya na ho.....par tumhari pehchan kabhi khone nahi dega anirudh" anirudh told. Bondita just listen.

He continued "aur ye jo sab tumne kiya na abhi 'he is talking about her behaviour when she jerked her pallu in front of him confidently' maine kabhi socha nahi tha ki tum itni kamjor ho sakti ho, tum khud ka bhi balidaan de sakti ho" he said in disappointed way to her. She just listen and smiled from inside.

She thought in her mind "How can you think that Bondita that your Birristra Babu can play with your respect, your dignity". "Ab to mujhe aur yakin ho gaya hai ki......apki dushmani mujhse nahi hai, balki aap to pyaar karte hai apni Bondita se. Kuch to aisa hai jo aapko rok raha hai apni Bondita ke karib aane se! Aur ab maine thaan liya hai ki ab to me kahi nahi jaungi....me yahi rahungi apke sath, apke paas....aur ab alag kamre me nahi aap hi ke room me rahungi apke sath" she declared to him and left.

Anirudh in mind "isne meri baaton ka galat mtlb le liya kya! Maine kya bola aur Bondita kya samajh gayi...ye samjhti kyo nahi hai ki me pya.... pyaar.... pyaar nahi karta isse!" He told to himself.

After sometime she came with her luggage. Anirudh watched her with her luggage and said "iska mtlb tum jaa rahi ho! Apne krishnagar?" He asked. She nodded "aahh aahaa Bondita kahi nahi jaa rahi vo apke sath rahegi isi kamre.....aur mujhe meri marji ke bina koi nahi nikal sakta na apke kamre se aur naahi apke dil se, bhale hi ham dono ek nahi hai par bahot jald ek ho jayenge man se bhi aur tan se bhi" she determined and placing her stuffs into his room.

Anirudh got confused. "Ye sidhi sadhi Bondita ko ho kya Gaya hai....itna sab kuch hone ke baad laga ki ye yaha se chali jayegi, par nahi Bondita to jaane ka naam hi nahi le rahi hai" he said to himself. "Apne kuch kaha!" She asked while turning towards him. He nodded then left. She chuckled at him. "Sirf do din do din me agar Bondita ne apse kehlva nahi diya na ki apko pyaar nahi behad pyaar hai to Mera naam bhi Bondita anirudh Roy Chowdhury nahi!" This time she is determined more than before.

You mend my heart ❤️ (Completed ☑️ ) Where stories live. Discover now