Chapter 24- main tumhare aur uncle ke beech ki duriyo ko mita kar rahungi.

8.3K 619 42
                                    

Manik and nandini broke the hug and looked at eachother.

When their trance was broken by a knock on the door.

Manik opened the door to find a servant.

Man: kya hua?

Ser: woh sir bebe ne ma'am ko apne room me bulaya hai.

Nan: aap jaiye main aati hu.

Saying this the servant went and nandini also went behind him.

She reached bebe's room and knocked on the door.

Bebe: aaja bahu.

She entered and saw bebe sitting on her bed.

Bebe: aa baith.

Nandini sat beside her. Bebe forwarded a box of jewellery to her.

Nan: bebe yeh

Bebe: yeh manik ki ma ki taraf se bahaut shauk se banwaya tha usne apni bahu ke liye main toh bas apni zimmedari nibha rhi hu.

Nandini took the box and opened it to find a diamond necklace. She bends down to take bebe's blessings but she stopped her in between and hugged her.

Bebe: jaanti hai bahu main bahaut khush hu ki tu meri manu ki zindagi me aai. Tune mere manu ki zindagi ko phir se roshan kar dia. Tujhe maloom hai mera manu na ek dum nariyal ki tarah hai bahar se jitna sakth dikhta hai utna hi narm hai andar se. Bahaut chothi umar me uski ma.usse chd ke chli gayi aur mano jaise maine apna khelta hasta manu kho dia lekin jab se tu uski zindagi me aai hai na mujhe mera hasta khush manu wapas mil gaya. Puttar tenu nahi pta tune mujhpe kya ehsaan kia hai mera purana manu lauta kar.

Nandini had tears in her eyes.

Nan: bebe puttar bhi khete ho aap aur ehsaan ki baat bhi krte ho yeh toh galat baat huyi na.

She hugged bebe tightly.

Nan: bebe main wada krti hu main aapke manu ka pura khyal rakhungi usse humesha har pareshani se dur rakhungi aur usse kabhi dukhi nahi hone dungi.

Bebe patted her head.

Bebe: main janti hu puttar. Achha aab yeh bata tu khush hai?

Nandini looked at her in confusion.

Bebe: mera matlab jaise teri shaadi hui manu se tu kya tu khush hai?

Nandini smiled.

Nan: bebe main bahaut khush hu ki mujhe manik jaise pati mile. Main na humesha se sochti thi ki mujhe bhi aisa koi milega jo meri izzat kre mujhe pyaar kre par jaba papa ne meri shaadi tay krdi maddy se maine saari umeedein chod di thi lekin phir manik aaye meri zindagi mein aur meri saari wishes puri ho gayi.

Bebe patted her head.

Nan: bebe main aapse kuch puchu?

Bebe: ha puch na puttar kya baat hai?

Nan: bebe manik aur raj uncle aise kate kate kyu rehte hai maine dekha hai woh ek dusre se achhe se baat bhi nahi karte aisa kyu?

Bebe sighs.

Bebe: yeb sab nyonika ki wajah se hai.

Nan: matlab?

Bebe: raj me manik ki ma ke jaane ke baad dusri shaadi manik ke liye ki thi taki usse maa ka pyaar mile par shaadi ke kuch mahino ke naad pata chla nyonika ko paiso ke alawa kuch chaiye hi nahi tha usne kabhi bhi manik ko pyaar nahi dia aur usne raj ko bhi manik se dur kar diya usse kaam mein itna busy rakha aur dheere dheere raj aur manik me duriya aa gayi.

Yeh Moh Moh Ke Dhage √Where stories live. Discover now