"Yeh mera asli Maa-Baap nahi hai!!" His cracked voice and glistened eyes made Zubin even more confused and stunned

Ups! Ten obraz nie jest zgodny z naszymi wytycznymi. Aby kontynuować, spróbuj go usunąć lub użyć innego.

"Yeh mera asli Maa-Baap nahi hai!!" His cracked voice and glistened eyes made Zubin even more confused and stunned.

"Yeh tu kya keh raha hai?!"

"Haa, Zubin, par yeh dono ne mujhe apna sagi beta se zyaada pyar diya hai, sab kuch diya, ek Maa, behan, Daadi, chacha-chachi, education, Murthy Industries, aur ek naya naam bhi."

"Naam?!!, matlab, tum Sidharth Murthy nahi ho?!" Zubin's voice got a new variation.

"Bahut purani baat hai, 14 years  purana. Mera ek alag hi family tha, pyaari si Maa, friend jaisa Baaba, ek badi behan. Sab kitne khush tha, achanak humare khushi ko kisi ki nazar lag gaya. Ek din main aur Prerna.....{he smiles at this name}, Prerna, meri bohut achchi friend... shayad friend se zyaada, voh bachpan waala pyaar hota hai na vahi. Hum dono khel rahe the, luka-chuppi. Main ek ped ke peeche chup raha tha tab ek bada sa haath aakar mera muh band kar diya aur un logone mujhe uda kar le gaya, humesha humesha ke liye"

"Phir?"

"Bahut koshish ki bhaagne ki, par wo log mujhe behosh kar diya. Phir jab mera aankh khuli toh, ek store room main, andhere main, main banda hua tha. 

Ek 8 saal ka bacha kitna sah sakta hai, voh sab kuch saha

Ups! Ten obraz nie jest zgodny z naszymi wytycznymi. Aby kontynuować, spróbuj go usunąć lub użyć innego.

Ek 8 saal ka bacha kitna sah sakta hai, voh sab kuch saha. 10-15 din main uss store room mein hi tha, din mein do baar khaana ke tor par uss andhere mein roshni aathe the. Phir dheere dheere voh bhi band hone laga. Achanak ek din zorr se uss darwaaza khula aur ek insaan suddenly aa kar mujhe zorr se ek dhappad maara. Aadha behosh tha main, phir bhi uss aadmi ko maine dekha!"
"Kon tha?! Aur yeh sab kyu kiya usne?"
"Mera Maama, maa ki eklota bhaayi, Naveen Chandra Chatopaadhyay"

 Aadha behosh tha main, phir bhi uss aadmi ko maine dekha!""Kon tha?! Aur yeh sab kyu kiya usne?""Mera Maama, maa ki eklota bhaayi, Naveen Chandra Chatopaadhyay"

Ups! Ten obraz nie jest zgodny z naszymi wytycznymi. Aby kontynuować, spróbuj go usunąć lub użyć innego.


"What? Voh tumhe kyu ithna torture kar rahe the?"
"Maine bhi vahi poocha. Jo insaan har saal mere ghar aate the aur mujhe itne saare gifts laate the, voh mere saath esa kyu kiya!?"
Sid walked towards the chair and sat down,
"Paisa!! Unhe Baaba ki properties chahiye the. Uss ghar ka vaaris main hu, aur agar main nahi raha toh, meri Maa ko mana ke voh sab unke bete ko dila sakta hai. Chotta tha toh uss vakt zyada kuch samaj nahi aaya, jab main vahaa se jaane ki koshish ki toh unhone mera Baaba aur Maa ko maarne ki dhamki di."

Zubin placed his hand on Sid's shoulder.
"Phir ek din un logon ko laga ki main mar chuka hai, toh woh log mujhe lekar kahi jaa rahe the, toh maine raaste main waha se bhaaga. Bhaag ke ek gaadi se meri accident ho gaya."
Sid again looked at the couple photo.
"Uss gaadi Paapa ka tha. Jab mujhe hosh aaya toh main hospital mein tha aur maine inlogon se kuch nahi bataya, kyun ki main darta tha ki kahi mere Baaba aur Maa ko kuch ho na jaaye. Iss liye maine kaha ki main orphan hu."

"So ese tum Nandini ka bhai ban gaya!?""Hmm""So, tumhara real name kya hai?"

Ups! Ten obraz nie jest zgodny z naszymi wytycznymi. Aby kontynuować, spróbuj go usunąć lub użyć innego.


"So ese tum Nandini ka bhai ban gaya!?"
"Hmm"
"So, tumhara real name kya hai?"

...

..

"Anurag ... Anurag Basu"

Sidharth looked at Zubin but his eyes widened with shock!!!!!!

Sidharth looked at Zubin but his eyes widened with shock!!!!!!

Ups! Ten obraz nie jest zgodny z naszymi wytycznymi. Aby kontynuować, spróbuj go usunąć lub użyć innego.

..........................................................................................................................................................................................................................................................................

"My" Soul! "My" Love!Opowieści tętniące życiem. Odkryj je teraz