Chapter 5

3K 121 4
                                    

"Main kar sakti hu"

Prerna's chirpy voice made Rajesh and Veena smile. 

"Pari, tum abhi tak soyi nahi?"

"Pehle aap mujhe accounts do, main karthi hu hisab- kitab, aur baaba aapko so jana chahiye"

Rajesh made Prerna to sit near him and caressed her head, "Dekha Veena, Hamari bachi kitni badi ho gayi"

"Aur nahi toh kya? ab shaadi ke baare main sochna shuru kardo"

"Maa!!, ab isme shaadi ki baat kaise aa gayi, aap mujhe voh file dedo, aur kal subah hi account details aapko mil jayegi, ok, ab aap log so jaayiye, Good night"

She took the file from the bed and stood up

"Baaba, aapne davayi khaaya?"

"jee beta, aur tum raat bhar jaagna mat, so jaana"

She smiled and exited the room.

Veena made the bed and they both laid down.

"Veena, aaj pooja ke baad, Moloy ne kuch kaha"

"Kya kaha?"

"Voh darasal, jab Pari chotti thi, tab hum dono ne iss baare main socha tha, par, uske baat Anurag ke saath jo haathse ke baad..."

"Aap saaf saaf bataona baat kya hai?"

"Anurag aur hamari Pari ek saath kaisi lagegi?"

"Anurag bohut hi achaa hai, par Mohini ji!!?"

"Maine uss bare main bhi socha, par Moloy bohut hi ummeed se mujse aaj phir ye baat kaha"

"Hmmm"

"MMhh, jo bhi ho un dono ki padaayi ke baad hi sochenge, aap so jaayiye bohut dhak gayi hogi na"

"mmm aap bhi"

Veena switched off the bed lamp

......................................

......................................

Sunrise is always a bliss to watch, new hopes, new life, new adventures, new turns, new twists

From the balcony of Basu Baadi, the new fresh sun rays falls on to the most handsome face. He closed his eyes with pure bliss. Anurag is standing with a subtle smile when his mother entered with his bed tea. She placed her one hand over his shoulder. He turned with a smile,

"Maa, aap ithni subah!!"

"Mujhe jaldi udne ki aadat hai, aur jab main kuch der pehle yaha aayi toh maine dekha ki tum balcony main ho. So, maine socha ki tumhara pasandidaar chai bhi saath lekar aati hu. Lo, chai peelo"

"Thanks Maa" He took the tea and sipped it. He just closed his eyes and opened with a cute smile made Mohini's heart flutter. 

"kaisa laga? tumhe acha laga? Matlab, bachpan main adrakwaali chai tumhe bohut pasand tha."

Anurag hugged her sideways and made her sit on the nearby swing. He placed the tea on the round teapoy and sat infront of her on the floor.

He looked up at her and placed his head on her lap. Mohini's eyes glistened and gently caressed his hair.

"Maa, aap ko mere saamne hesitate hone ki koyi  zaroorat nahi hai. Bhale hi mujhe apna past yaad na ho, par aap aur baaba ne jo pyaar mujhe de raha hai, mujhe poora yakeen ho gaya hai ki main aap hi ka beta hu."

A lone tear dropped on his cheeks from her eyes made him look at her. He gently wiped those tears and placed a warm kiss on her forehead.

A pair of eyes were watching this from Anurag's room. "Ab main poori tarah aaraam kar sakte hai, Meri iss hasti khelthi Mohini aur Mera beta, ab mera parivaar poora ho gaya."

He wiped his eyes with a smile.

"Aur main Baaba??!!!"

Nivedita entered with a teasing smile. Moloy side hugged her, "Tum toh meri sherni beti ho na, itne saal tak tum hi ne toh yeh khar, tumhari Maa, aur businesssab sambhali hai, Baaba is so proud of you" He kissed her forehead.

"Toh ek group hug ho jaaye, family waala", Anurag asked with a smile. Anurag and Mohini also joined them for a hug.

"Arree main bhi", Anupam also made his entry and joined them. The room echoed with their laughter.

{Picture shows the scene, but with casual clothes}

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

{Picture shows the scene, but with casual clothes}

..............................................

...........................................

"Humhe, treatment ki thareekhe badalni hai, I mean, do saal se Nandini ki haalat main sudhaar nahi aayi, so I think we should try something else"

"Kya kar sakte hai?"

"Uncle, mujhe lagta hai jab tak Nandini yaha rahegi tab tak Manik ki yaadein usse nahi chodne waala. Hum sab usko Manik ki yaad dilathe rahegi. So, we should shift her to some other place, away from Mumbai."

"Yeh bhi try karlete hai, par kaha?"

"Cabir beta, ek jagah hai, jaha voh bilkul surakshit aur khush rahenge, Manglore"

"Ohh yes, uski Amms ke khar, hai na?"

"Yes Dev beta, Uski Amms ke khar yani ki mera Amma ke khar. Nandini ki bachpan sab vahi the. Aur, Amma toh kabse zidd kar rahi thi, yaha aane ki, maine mana kar rahi thi. Nandini pe jaan chidakti hai unki. Mera dil keh raha hai ki vaha jaa kar hamari Nandu bilkul theek ho jayenge. Amma ke saath matlab music ke sath. Main aaj hi Shanno ji se baath karke jaane ke intezaam kartha hu"

" Don't worry uncle, booking main kartha hu, aap bas packing shuru kar do"

................................................................................................................................................................***********************************************************************************************


"My" Soul! "My" Love!Where stories live. Discover now