maafi

1.2K 190 34
                                    

Sunaina : mujha Pani chaiya
Kartik jhat sa pani Lata h aur sunaina ko Pani palata h aur dono ek dusra ko dakh Raha hota h
Baki Sab khasta h aur sunaina aur Kartik Baki sabko dakhta h
Thodi dar ma discharge ho jata h aur sunaina ko Agarwal house laya jata h
Chachaji chachiji aur Rakesh usska welcome karta h but tauji gate pa Nahi hota sunaina ko thoda Bura Lagta h par Naina aur Preeti usska kandha pa hath rakhta h aur ussa tasali data h ki tauji bhi maan jayanga
Sunaina : sorry chachiji sorry chachiji sorry Rakesh chachaji
Chachiji : bhagwan jhut na bulaya beta jab Subha Ka bhula sham ko Ghar aa Jaya na to ussa maf Kiya jata h
Chachaji : Bela Sahi kha rahi h beta
Rakesh : ha sunaina humna tumha maaf Kar Diya
Tabhi tauji aata h
Sunaina : Papa
Tauji ji kuch Nahi bolta
Sunaina : Papa mujha maaf Kar do mana bhot galat Kiya h please Papa
Sab tauji ki terf dakh Raha hota h ki vo kuch Nahi bol Raha
Aur sunaina ki akho ma asu aa jata h
Sunaina : Papa ma manti Hu mana lagat Kiya please mujha maaf Kar dejiya
Tauji sunaina ki terf dakhta h aur ussa gala sa laga Lata h
Tauji : sunaina mana tujha maaf Kiya
Sab bhot Khush hota h
Chachiji : bhagwan jhut na buliya aab sunaina Ka liya bhi koi ladka dhund la aur usska bhi hath pela karva data h
Sameer : chachiji dhundna ki zarurat Nahi h Aapka samna hi h
Tauji : Matlb
Naina : tauji Matlb yeh ki sunaina aur Kartik ek dusra sa Shaadi Karna chata h
Sab : kya
Sameer aur Naina : ha vo Kartik na bataya jab sunaina bahosh thi
Tauji : sunaina mere terf dakho
Sunaina tauji ki terf dakhti h
Tauji : kya tum sach ma Kartik sa Shaadi Karna chati ho
Sunaina : ha
Tauji : to fir thek h jasa Kartik aur sunaina chata h Vasa hi Hoga
Sab bhot Khush hota h
Sameer Naina Ka hath pakadta h aur Naina Sameer ki terf dakhti h Sameer wink karta h aur Naina blush Karti h fir vo apna hath chunni sa dhak dati h taki kasi ko pata na Chala
Thodi dar baad sab apna Ghar Chala jata h
At night
At Sameer Naina room
Naina cupboard ma sa kuch Nikal rahi Hoti h tabhi Sameer aa Kar ussko back hug karta h
Sameer : Naina
Naina : ha bolo
Sameer : mujha na dubara Shaadi Karni h
Naina : tum dusri Shaadi karoga 😱😱vo bhi Mera hota hua
Sameer : Ara Nahi mere budhu Naina mujha tumsa dubara Shaadi Karni h
Naina : oo Acha to fir thek h
Sameer : ek kaam karta h Sunaina aur Kartik ki Shaadi ma na hum dono bhi Naya pal banayanga sabsa chup Kar
Naina : ha yeh sachi h
Sameer : ek chez aur karanga
Naina : kya
Sameer : bata du
Naina : ha batayo na
Sameer Naina Ka baal ek tarf karta h aur usska kaan ma bolta h romance
Naina yeh sun Kar blush Karti h
Sameer : kya baat h Naina tum Na abhi bhi asa blush Karti ho jasa pheli Baar Kar Raha Hu romance ki baat
Naina : kuch bhi Matlb
Sameer : kya kuch bhi dakho tumhara gal kasa lal ho Raha h tamatar ki thera
Naina : Sameer tum Na bhot Ganda ho
Sameer : Acha ma Ganda Hu abhi batata Hu
Sameer Naina ko gudgudi Karna Lagta h aur Naina bhot zada hasti h
Naina :😂😂😂😂😂😂 Sameer 😂😂😂bas Kar please
Sameer : aur bolo ma Ganda Hu
Naina : Acha Baba sorry aab Nahi bolungi pakka
Sameer : hmm yeh thek h
Naina : kya thek h
Sameer : tum Mera pas ho to sab thek h
Sameer Naina ek dusra ko hug karta h
Next day
Tauji na Pandit ji ko Ghar par buliya hota h sagai aur Shaadi Ka mohrat nikalna Ka liya Baki Sab bhi vaha Jata h
Tauji : yeh lejiya kundli aur bataya ki Shaadi Ka liya shubh mohrat
Pandit ji : sagai Ka liya shubh mohrat ek hafta baad Ka h aur Shaadi Ka liya 1mahina baad Ka sabsa shubh mohrat h
Chachiji : ek mahina baad to bhot jaldi h itna sab kasa Hoga koi aur mohorat Nahi h
Pandit ji : Nahi h fir sedha 1.5 Saal baad h
Sab :1.5saal 😱😱😱😱
Chachaji : 1mahina baad Ka mohrat hi thek h
Gang : aap kyu tension la Raha ho hum h na sab sambhal langa
Sameer : Naina Ka kaan ma aur romance bhi Kar langa
Naina blushes
Pandit : Ara hum sab sath ma kaam karanga to ho Jayaga
Rakesh : Bhai Sahib sab bilcull thek kha Raha h ho Jayaga ha kaam
Tauji : thek h to fir tai Raha ki sagai ek hafta baad aur Shaadi 1mahina baad
Sunaina aur Kartik blush karta h
Precap
Shopping aur Sara couples Ka romance
Sorry guys for short update and as well as late post but yar aaj kal na bhot busy hu actually Mera exams h my end ma aur I think sab mere thera last time ma padna vala log hi Hoga Hana 😂😂😂😂 sorry just joking but still I need time to study also to issi liya post thoda late Mila I hope u understand my problem but I promise ki ma try karungi ki jaldi sa jaldi post du aur to aur aana vala post ma BHI bhot sari gang masti aur romance dakhna ko milanga aur kuch cute moments bhi so be ready for that 😊😊😊

moh moh ka dhaaga Where stories live. Discover now