Mount Abu romance

1.7K 201 50
                                    

Sab Dilwara temple Ka liya Nikal jata h
At Dilwara temple
Komal : kafi change ho gai h na jagha
Rohan : madam hum school Ka sath  Aya tha to aab jagha change to ho hi gai hogi na
Pandit : Komal changes to hum sab ma BHI aa Gaya h
Preeti : Sahi baat h jab hum yeh Aya tha tab yeh BHI Nahi socha tha ki dubara moka Mila ga
Swati : sabko kuch Yaad Aya ki kasa humna Sameer Naina ki ladai thek Karna Ka liya bhana baniya tha
Munna : ha aur plan flop ho Gaya tha
Sameer : kya Matlb
Naina : ha mujha bhi Nahi pata
Rohan : Bhai vo humna tujhsa jhut Bola tha ki Naina tujhsa sorry bolna chati h aur tujha bula rahi h
Preeti : ha aur mana naina sa BHI jhut Bola tha ki Sameer tujha sorry bolna chata h
Pandit : lakin plan flop ho Gaya aur
Komal : aur tum dono ki ladai ho gai
Naina aur Sameer sab ko dakh Raha hota ho aur fir zor zor sa hasna Lagta h
Naina : tabhi ma Soch rahi thi ki Sameer mujha sorry bolna Ka liya kasa bula Sakta h
Sameer : ma BHI yeh Soch Raha tha ki Naina mujha sorry kyu bolna lagi
Sab zor zor sa hasna Lagta h
Munna : Vasa Jo BHI ho tum dono ki ladai to bhot mazadar thi
Swati : ha tum dono to asa ladta tha jasa ki ek Dura ko kha jayoga
Preeti : par mount Abu trip Ka baad pata Nahi kya hua tha dono ko bhot Acha dost ban Gaya tha aur ladai to bhot dur ki baat h
Pandit : ha hum itna planing ki thi tab BHI kuch Nahi hua tha aur akhri din khud hi dost ban Gaya tha
Naina aur Sameer ek dusra Ko dakh Raha hota h
Preeti : yeh khada rahoga ya fir Aaga BHI chaloga
Naina Komal Preeti aur Swati Charo Aaga Jana Lagti h aur Naina Sameer ko dakh Kar smile pass Karti h
Yeh sab Komal Swati aur Preeti notice karta h
Preeti : Naina kha khoi hui h
Naina Preeti ki terf dakhti h
Naina : khai Nahi
Swati : jhut mat bol Hama sab dikh Raha h ki tera aur Sameer Ka beach  kya chal Raha h
Naina : kuch BHI to Nahi h tum BHI na kuch BHI
Aur Naina blush Kar rahi Hoti h
Komal : Naina tere shakal pa saf saf dikh Raha h ki tu sharam sa lal ho rahi h jaldi bata
Preeti : jaldi bata Varna ma Sameer sa khud ja Kar puch lungi
Naina : Acha ruk batati Hu vo Sameer chata h ki ma ussa iss trip Ka khatam Hona sa phela vo 3 magical words bol du
Preeti : oo to baat yeh tak poch chuki h
Komal : kya baat h Naina chupi rustam nikali Tu to
Naina blush Kar rahi Hoti h
Aur tabhi vha Baki Sab aa jata h pandit : bata chal rahi h photos Nahi click Karni
Preeti : ha ha Karni h na chalo vha chalta h
Sab vha Jana Lagta h tabhi Sameer Naina Ka hath pakad Lata h aur ussa dusri terf la jata h
Naina : Sameer tum mujha yeh kyu la Kar Aya ho
Sameer : tum mere wife ho to ma tumhara sath time spend Karna chata Hu to yeh galat h
Naina yeh sun Kar blush Karna Lagti h
Sameer : Naina tum agar asa hi sharmati rahi na to ma tumha vo 3 magical words bol dunga
Naina : to bol do na
Sameer : ma phela tumhara muh sa suna chata Hu ISS liya hi to wait Kar Raha Hu
Naina : itna Asan Nahi hota Mr Maheshwari 100 bar Dil dhadakta h yeh bolna sa phela
Sameer : Sameer Naina ko apna pass kech Lata h
Sameer in Naina ears
Sameer: ma tumha force Nahi karung jab tak tum khud Nahi bologi
Naina Sameer ki terf dakhna Lagti h
Sameer : Chala Varna fir sab Hama dhundna aa jayanga
Naina : ha
Sameer Naina ki terf hath badhta h aur Naina BHI uska hath pakad lati h
Aur vo dono Baki sabka pass Chala jata h
Preeti : kha tha tum dono chalo tum dono BHI sath ma photo click karva lo
Fir Naina aur Sameer bhi photo click karvata h
Pandit : bhot mast Jodi h Bhai Bhabhi ki
Swati : sachi dono sath ma Kitna Acha Lagta h sath ma
Munna : bilcull Sahi kha
Fir sab vha ghumta h aur sham ko hotel Chala jata h
Sameer : thoda rest karlo fir Raat ko camp fire pa bhi Jana h
Sab : ha thek h
Fir Sab apna room ma Chala jata h
At preeti pandit room
Preeti pandit ko Subha Vali baat batai h
Pandit : mujha Bhai na bata Diya tha ki vo Bhabhi sa pyar karta h
Preeti : Kitna Ganda ho tum bataya BHI Nahi mujha
Pandit : suprise Dana tha tumha par ek baat to Achi h aab dono ko pata h ki dono Ka Dil ma kya h bas bolna reha Gaya h
Preeti : ha tum thek kha Raha ho
Pandit : vo to bol danga tum mere sath romantic bata kab karogi
Preeti : Acha kya romantic bata Karni h aapko
Pandit : abhi batata Hu pandit Preeti ko pakad Kar khechta h aur dono bed par gir jata h aur ek usra ma kho jata h aur ek Dura Ka sath kuch time spend karta h
At night
Dinner Ka baad sab camp fire Ka liya jata h Ajay uski family aur kuch logo Ka sath aur vha bata Kara h Sara group sath ma bethata h
Komal : yar mujha na school trip Yaad aa hamna BHI camp fire Ka maza liya tha h
Rohan : ha kuch to hua tha
Sameer : mujha Yaad h vo chudal vala kuch drama hua tha
Naina zor zor sa khasna Lagti h aur Preeti bhi idhar udhar dakhna Lagti h
Sameer : kya hua Naina thek ho
Naina : ha vo bass asa hi
Tabhi Swati hasna Lagti h
Komal : aab tujha kya hua
Swati : Naina Preeti bata du sabko
Preeti Swati ko chup rehna Ka ishara Karti h
Pandit : Swati kya chupa rahi h bata da
Naina : kuch BHI to Nahi Swati to kuch BHI bolti h
Munna : Naina Tu chup Kar Swati Tu bata
Swati : Yaad h vo kamya Jo Naina ko padako padako bol Kar chadati thi ussko darana Ka liya inn hum teno na chudal vala drama Kiya tha aur ussa daraya tha
Naina aur Preeti apna muh chupa lati h Sameer Naina ki terf aur pandit Preeti ki terf dakh raha hota h Sameer : Naina tum to badi Taz nikali mujha bataya BHI Nahi
Pandit : aur Nahi to kya Bhai yeh teno na mil Kar itna bada drama Kiya kya baat h
Komal : mujha Kisi na bataya BHI Nahi
Rohan : kyuki tum Na muhfat ho Sara plan kamya ko bata dati ISS liya
Sab hasna Lagta h aur purani yaada taza karta h
Ajay : Suno sab dumb charades khal Raha h
Reena: girls Vs boys
Sameer : fir to boys hi jeetanga
Naina : asa kasa girls jeetangi
Sameer : dakhnga
Naina : dakh Lana
Precap
dumb Charades

moh moh ka dhaaga Where stories live. Discover now