Bhot pyar karta hai tumko sanam

1.6K 192 23
                                    

Tabhi Sameer neecha aa Jata h aur vo apna Baal thek karta h
Naina :( in mind) Sameer Kitna Acha Lagta h jab Pana Baal thek karta h
Sameer : chalo breakfast Kar fir chalana h
Naina apna thought sa Bhar aati h
Naina : ha kya
Sameer : dhayan kha tha ma kha Raha Hu breakfast karka chal Varna late ho jayanga
Naina : ha karta h breakfast
Fir vo breakfast karta h aur Sameer apni bike nikalta h
Sameer : Chala
Naina : ha
Fir Naina Sameer Ka phecha Beth jati h aur vo Sameer ko side mirror sa  dakhti h
Sameer : Beth gai
Naina : ha
Fir vo bike chalata h aur Naina Sameer ko side mirror sa dakhti h
Fir Naina Ka collage aa Jata h Sameer break Lagta h aur Naina Ka balance Nahi hota aur vo Sameer pa gir jati h
Naina : Sameer vo
Sameer : koi baat Nahi par tumhara dhayan kha h
Naina : khai Nahi
Sameer : Acha thek h college aa Gaya ma tumha duphar ko milta Hu
Naina : ok
Sameer : bye
Naina : bye
Fir Sameer Nikal jata h aur Naina collage ma chali jati h vha vo Baki sabsa milti h
Naina : Swati chal na mujha kuch Kam h
Swati : kya hua bata na
Naina : chal na
Swati : thek h aati h
Swati aur Naina dono Bhar garden ma jata h
Swati : bol aab kya hua
Naina : sun yar ek baat bata Kisi Ka bara ma bar bar sochna naam sunta Hu smile Karna ussa baat karna Acha lagna aur akha band Karna par uski shakal dikhna Ka matlab pyar hota h
Swati : Tu yeh sab kyu puch rahi h
Naina : Swati sun Tu mere Achi dost h aur mere bhen jasi aab sun mujha na Sameer sa bata Karna Acha Lagta h aur jab BHI uska bara ma sochti Hu to ek badi si smile aa jati h Mera face pa
Akha band Karti Hu to uska khayal aata h aur uska sari harkata mujha itni Achi lagti h ki pucho mat pata Nahi yar mujha kya ho Gaya h
Swati : Naina tujha abhi bhi samaj Nahi Aya pagal
Naina : kya
Swati : Tu Sameer sa pyar Karti h
Naina : asa thodi hota h pyar
Swati : to fir Tu hi bata ki kasa hota h
Naina : vo yeh
Swati : Nahi pata na ma bol rahi hu tujha ussa pyar ho Gaya h yar
Naina : kya sachi ma
Swati : sun abhi akha band Kar aur apna Dil sa puch ki vo kya chata h
Naina apni akha band Karti h aur usska samna Sara flash back aata h
Naina apni aakha kholti h aur uski akho ma asu aajata h
Swati : aab kya hua
Naina : ma to ussa pyar Kar bethi par kya vo mujhsa pyar karaga vo to sunaina sa pyar karta tha na mujhsa Nahi
Swati : Naina time sab kuch badal data h aur Tu dakhna vo BHI tujhsa pyar ho Jayaga
Naina : Nahi Hoga Swati vo abhi bhi sunaina sa pyar karta h ma sirf uski dost Hu aur kuch Nahi
Swati : Tu ussa time da sab thek ho Jayaga
Naina apna asu pochti h
Naina: Swati Tu Kisi ko kuch Nahi batayagi aab Sameer Chaya mujhsa pyar Kara ya na Kara vo ISS dost ki Nahi khoyaga ma uski dost hi rahungi aur ussa Kabhi Nahi batayogi
Swati : Tu yeh kya kha rahi h
Naina : Swati tujha mere kasam Tu kuch Nahi bolagi
Swati : thek h Naina
Fir Naina Swati ko hug Kar lati h
Par unn dono ko yeh Nahi pata hota ki Komal aur Rohan na yeh sab sun liya h
Komal : Rohan Naina Ka Dil tut Gaya yar ussa pyar hua fir BHI vo
Rohan : Komal mere Naina Bhabhi Sameer Bhai sa Sacha pyar Karti h tabhi to vo uski sirf dost Bana rehana liya tiyar h
Komal : Rohan Naina to Sameer sa pyar Karti h par kya Sameer Naina sa
Rohan : mujha BHI Nahi pata Komal par aab Huma hi kuch Karna Hoga inn dono ko milana Ka liya
Komal : ha tum Sahi kha Raha ho par yeh Kam hum akala Nahi Sara dost sath karanga Huma sabko ISS bara ma batana Hoga
Rohan : thek h ek Kam karta h tum munna aur Swati sa baat Karna aur ma pandit aur preeti sa Fir hum sab kuch sochanga ki kya Karna h
Komal : thek h aab Inn Dino ko ham milviyanga
Rohan : ha
Precap
Dosti sa pyar tak

moh moh ka dhaaga Where stories live. Discover now