naina aur komal kha h

1.7K 196 53
                                    

Sameer Naina ko college chod Kar office Ka liya nikalta h aur vha poch bhi jata h par aaj uska maan Nahi lag Raha hota kyuki aaj ussa Naina ki bhot Yaad aa rahi Hoti h Sameer apna cabin ma betha hota h aur uska hath ma Naina ki photo Hoti h

Sameer : (in mind) Naina yar aaj zada Yaad aa rahi h tumhari college sa lakar Ghar jayunga na to tumha chodunga hi Nahi Fir Sameer apna kaam ma busy ho jata h aur adha ghanta baad Sameer Ka cabin Ka phone bajta h Sameer : helloRohan : hello Bhai p...

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Sameer : (in mind) Naina yar aaj zada Yaad aa rahi h tumhari college sa lakar Ghar jayunga na to tumha chodunga hi Nahi
Fir Sameer apna kaam ma busy ho jata h aur adha ghanta baad Sameer Ka cabin Ka phone bajta h
Sameer : hello
Rohan : hello Bhai please jaldi sa college aa jayo Naina Bhabhi aur Komal mill Nahi Raha h
Sameer : Rohan kya Matlb mill Nahi rahi dono yehi khai hongi
Rohan : Bhai sari jagha dhund liya college ma Ghar par BHI phone karka puch liya aur munna Ka Ghar bhi phone Kiya vha bhi Nahi h aur Swati Ka Ghar ki chabhi to Swati Ka pass hi h kyuki Ghar par koi Nahi h to dono vha BHI Nahi hongi
Sameer : ruk ma abhi aata Hu
Sameer office sa Jana Lagta h tabhi vo Pandit sa takra jata h
Pandit : Bhai kya hua
Sameer : Pandit Naina aur Komal Nahi mill Raha h
Pandit : Bhai ma aur Preeti bhi sath chalta h
Pandit : preeti ko bulata h aur teno college Ka liya Nikal jata h aur rasta ma Preeti ko sari baat pata chalti h aur vo bhi bhot parishan ho jati h
Teno college poch jata h
Munna bhi collage poch jata h
Charo bhagta hua college ma jata h aur dakhta h ki Swati ro rahi Hoti h aur Rohan bhi bhot parishan ho jata h
Swati jasa hi Preeti ko dakhti h bhag Kar uska gala lag jati h
Swati : Preeti pata Nahi Naina aur Komal kha chalagi
Preeti : shant ho ja Swati
Munna bhag Kar Swati Ka liya Pani Lata h
Munna : yeh la Swati Pani
Munna Swati ko Pani pilata h
Sameer : Swati Rohan kya hua aab batayo
Rohan : Bhai hamara practical tha to Komal aur Naina Bhabhi Ka roll no. Phela tha to vo dono jaldi free ho gai mana aur Swati na unko kha tha ki red rose ma hi ruka par jab hamara practical hua aur hum red rose pocha to Naina Bhabhi aur Komal vha Nahi tha pura Collage ma dakh liya khai Nahi mil rahi Ghar par bhi phone Kar liya vaha bhi Nahi h
Swati : aur mere Ghar to koi bhi Nahi h aur Ghar ki chabhi bhi Mera pass h pata Nahi dono kha chali gai asa Bina bataya 1.30 ghata ho gaya h abhi tak Nahi Mili na koi phone
Sameer : mujha pata h yeh sab kisna Kiya h chalo
Pandit : Sameer kha ja Raha h
Sameer: Kartik Ka Ghar jhaha tak mujha pata h yeh Kam unka alawa aur koi Nahi Kar Sakta h
Rohan : ho Sakta h chalo bhaiya
Sab Ka sab Kartik Ka Ghar jata h aur Sameer bhot gussa ma hota h aur gussa ma Ghar ma entry karta h
Sameer : Kartik sunaina
Kartik aur sunaina apna room sa Bhar aata h
Sunaina : tum
Sameer zor sa chalata h
Sameer : sunaina mujha na koi drama Nahi Karna chup chap bata do ki Naina kha h
Sunaina : Naina vo to collage ma hogi na
Sameer : Naina aur Komal dono Subha sa gayab h zada bholi mat bano jaldi bata do ki kha h dono
Kartik : Kasi baat Kar Raha ho Sameer Hama Nahi pata
Sameer : tumha Nahi pata to aur kisa pata h jaldi batayo
Preeti : sunaina hum koi drama dakhna Nahi Aya h jaldi bata do ki Naina aur Komal kha h Varna mujhsa Bura koi Nahi Hoga
Sunaina : ma sach kha rahi Hu mujha Nahi pata ki Naina aur Komal kha h
Rohan : kya bakwass Kar rahi ho tumhari hi to dushmani h hamara sath jaldi jaldi bata do ki kha h Komal
Sunaina : ma apna Papa ki kasam khati Hu Sameer mujha sachi ma Nahi pata ki Naina aur Komal kha h
Sab shocked ho jata h kyuki sunaina jitni bhi buri thi par apna Papa ki jhuti kasam ussna Kabhi Nahi khai thi
Sameer yeh sun Kar tut jata h
Munna pandit ussa sambhalta h
Munna : Bhai sambhal khud ko
Pandit : munna Sahi kha raha Hama abhi Naina Bhabhi aur Komal ko dhundna h
Tabhi sunaina aur Kartik bolta h
Sunaina : I am sorry Sameer mana Jo bhi tumhara aur Naina Ka sath Kiya par I promise ma tumhari madat karungi Naina aur Komal ko dhundna ma
Kartik : hum sab sath ma milkar dono ko dhundnga
Tabhi vha phone bajta h
Pandit ja Kar phone utha Lata h
Lady : Komal aur Naina ko dhund Raha ho
Pandit : hello kon bol Raha h
Lady : agar chata ho ki Naina aur Komal safe Raha to munna aur Swati ko sagai todni padagi aur Sameer ko Naina ko divorce Dana Hoga unn papers pa sign Karna Hoga Jo ma bhajungi tabhi ma Naina aur Komal ko chodungi
Pandit : yeh kya bakwass h
Lady : yeh bakwass Nahi h agar asa Nahi hua to dono ko apni Jaan sa hath dhona padaga Soch lo
Pandit : dakho tum
Tabhi phone kat jata h
Pandit : hello hello
Kartik: kiska phone h
Pandit :Naina aur Komal ko Kisi na kidnap Kar liya h
Sabko ek bhot bada shock Lagta h specially Sameer aur Rohan ko
Rohan : kisna Kiya h
Pandit: pata nahi phone par koi aurat thi aur vo kha rahi thi agar Naina aur Komal ko bachana h to munna aur Swati ko apni sagai todni padagi aur
Preeti : aur kya
Pandit : aur Sameer Bhai ko Naina Bhabhi ko divorce Dana Hoga vo Jo papers bhajagi usspar sign Karna hoga
Sameer bhot hi shock ma hota h aur ussa kuch samaj Nahi aa Raha hota ki kya kara
Dusri terf Naina aur Komal ek andhara kamra ma band h aur unko samaj nahi aa Raha ki vo kya Kara dono bhot Dari hui h tabhi do admi aata h
Person : yeh la inn papers pa sign Kar
Naina : yeh konsa papers h
Person : zada juban ma Chala chup chap sign Kar
Komal : aap Hama yeh kyu laya h
2person : chup zada dimag chalana ki zarurat Nahi h aur tum agar sign Kar Varna iss ladki ki Jaan la lunga
Vo admi Komal Ka gala pa knife Rakh data h
Yeh dakh Kar Naina komal ki bachana Ka liya sign Kar dati h
Aur dono admi hasta h aur Chala jata h
Komal bhot dar jati h aur Naina ko hug Kar lati h
Komal : Naina sab bhot parishan honga na
Naina : Komal shant ho ja mujha Sameer aur Baki sabpa Pura bahrosa h vo hum dono ko jaldi dhund langa
Komal : hamari hi Galti h uss aadmi Ka pecha Jana hi Nahi Chaya tha
Flashback
Naina aur Komal red rose ma betha hota h tabhi ek admi aa Kar bolta h ki Rohan Bhar gir Gaya h aur ussa bhot chot ayi h
Admi : aap log Rohan Ka dost ho na
Komal : ha kya hua
Admi : vo Bhar gir Gaya h collage Ka gate Ka pass h bhot khon aa Raha h unka sir sa
Naina aur komal yeh sun Kar shocked ho jata h aur Komal Bhar ki terf bhagna Lagti h aur Naina bhi uska phecha bhagti h par jab vo dono vha pochti h tab koi bhi Nahi hota tabhi ek car aati h aur do log zabardasti Naina aur Komal ko car ma khech Lata h aur vha sa Chala jata h
Flashback over
Naina : (in mind) Sameer please jaldi aana mujha bhot dar lag Raha h
Udhar Kartik Ka Ghar
Sameer zameen par betha hota h tabhi ussa assa Lagta h ki Naina kha rahi h ki vo jaldi Aya tabhi pata Nahi Sameer Ka dimag ma kya aata h
Sameer : Pandit ek Kam Kar call re dail Kar kya pata ki Kisi pco sa Kiya ho
Pandit : ho Sakta h
Pandit phone redail karta h aur phone lag bhi jata h
Pandit : hello
Person : hello kon bol Raha h
Pandit : bhaiya aabhi na yeh sa phone Aya tha
Person : bhaiya phone rakha h dukan pa baat Karna Ka pasa da data h aab din ma to bhot log aata h
Pandit : Acha bhaiya sirf itna bata dejiya ki kha Ka phone h yeh
Person : bhaiya yeh to ahemdabad industrial area h
Pandit : Acha bhaiya thank you
Pandit phone rakhta h
Pandit : Sameer tera shak Sahi tha Kisi dukan sa phone Kiya h aur ahemdabad industrial area ma sa phone Kiya h
Itna suspance Diya h thoda aur Sahi
Wait for next part 😊😊😊

moh moh ka dhaaga Where stories live. Discover now