Night talk together

1.7K 210 48
                                    

Fir sab thek Kar so jata h lakin Sameer Naina Nahi Dino sath Beth Kar Chand ki aur dakh Raha hota h
Sameer : yar yeh mount Abu hamsha hamara help kyu karta h
Naina : Matlb mujha kuch samaj Nahi Aya
Sameer : Ara Yaad h jab hum pheli bar yeh Aya tha tab mount Abu aur uss nisha ki vajha sa hamari Dost ho gai thi
Naina : ha ma vo sab kasa bhul Sakti Hu hamara trip Ka last day
Flashback
Sameer Naina Ka trip Ka last day hota h aur dono abhi bhi naraz hota h ek dusra sa
Sameer : pandit Tu issa bol da ki yeh chali Jaya yeh sa mujha issa koi baat Nahi Karni
Naina : Preeti bol da issa ki mujha koi shok Nahi h issa baat Karna Ka aur mujha bhenji bulana band Kar da
Sameer : ma bulaunga kya Kar lo gi bhenji
Preeti : bass Kar yar tum dono Kitna ladta ho
Pandit : ha Bhai bass Kar na yar
Naina : mujha issa koi baat Nahi Karni
Aur Naina vha sa chali jati h aur vo sun set point par ja Kar Beth jati h aur ussa apni mummy ki Yaad aa rahi Hoti h
Naina : mummy aapko pata h yeh mujha sab bhenji padaku pata Nahi kya kya bulata h aur mujha bhot kuch Bura Lagta h par ma Kabhi Kisi ko kuch Nahi bolti
Apna aap sa baat karta karta Naina rona Lagti h aur apni mummy ki photo ko Sena sa laga lati h
Tabhi vha nisha aa jati h aur vo ussa rota hua dakh lati h aur sari bata sun lati h
( Guys Nisha class ki second topper h aur vo Naina sa hamsha jalti h ussa Naina bilcull BHI Pasand Nahi h aur vo bhot selfish bhi h )
Nisha : oo miss topper ro rahi h ??
Naina Nisha ko dakh Kar chup ho jati h
Naina : tumsa matlb
Nisha : Acha kya kha rahi thi bhenji vo to tum ho shakal dakhi h koi bhi bhenji bol da ga tumha Naina Jana Lagti h aur Nisha Naina ko dhakka Marti h aur Naina Ka hath sa uski mummy ki photo gir jati h aur tut jati h
Naina ho mere mummy ki photo
Nisha vha sa chali jati h aur Naina vo photo uthna Kar dakhti h aur Rona Lagti h tabhi vha Sameer aata h aur Naina ko rota hua dakhta h aur vo usska pass jata h
Sameer : Naina kya hua tum ro kyu rahi ho
Naina : ( while crying) tumha kya tum sab ek jasa ho tum BHI aur Nisha bhi ussa BHI aa Kar mujha bhenji Bola aur to aur mere Mummy ki photo BHI Tod di mere feeling ki Kisi ko kadar Nahi h sabko bass mujha parishan Karna aata h Mera liya koi Nahi sochta
Sameer yeh sab sun Raha hota
Naina : tumha Nahi pata na ki mujha Kitna bar yeh suna padta h ki bin ma ek bachi h kya karagi ma har bar yeh sunti Hu apna maan Ka uss khali pan ko dur karna Ka liya mana books ko apna dost Bana liya aur ma asi hu aur asi hi rahungi
Sameer : sorry
Naina Sameer ki terf dakhna Lagti h
Sameer ek akho ma BHI asu hota h
Sameer : sorry mujha Nahi pata tha ki mere bata Kisi ko itna dukh pocha Sakti h ma tumhara dard samaj Sakti Hu kyuki mana bhi apna Papa ko khoya h aur uss khali pan ko ma BHI Nahi Mita Sakta h
Naina BHI Sameer ki terf dakhti h
Sameer : Naina kya hum dosti ki ek nayi shurvat karta h
Aur vo Naina ki terf hath bhadata h aur Naina BHI hath bhadati h aur dono dost ban jata h
Naina : Sameer promise Karo ki yeh Vali baat tum Kisi ko Nahi batayungi yeh sirf hum dono Ka beach ki baat h
Sameer : Naina ma promise karta hu ki Kisi ko Nahi batayungi Acha vo photo ma ahemdabad ja Kar thek karva dunga
Naina smile Karti h
Naina : thank you
Sameer : Naina dosti ma no sorry no thank you ok
Naina : ok
Flashback over
Naina : vo din Gaya h aur aaj Ka din h tum mujhsa Kabhi Nahi lada ha bass choti Moto nok jhok aur mazak Ka alava
Sameer hasna Lagta h
Naina : tum has kyu Raha ho
Sameer : ma ISS liya has Raha ho kyuki tumha hamari ek ek baat Yaad h
Naina : ha aur pata h mujha yeh bhi Yaad h ek tum bhot bada budhu ho
Sameer : tumha to ma
Naina bhagna lagti h aur Sameer uska pecha bhagta h tabhi Naina garna Vali Hoti h aur Sameer uska hath pakad Kar ussa bacha Lata h
Sameer : Naina dakh Kar chalo gir jati to
Naina :tum ho na mujha bachna Ka liya Mera sath
Sameer Naina ko apna pass khechta h
Sameer : aaj ek promise aur karta Hu ki Zindagi Bhar iss hath ko Kabhi Nahi chodunga chaiya kuch BHI ho Jaya
Naina bhi smile Karti h aur Sameer bhi
Naina : Subha Hona Vali h chalo sunrise dakhna chalta h
Sameer : ha thek h ruko pandit sa camera la Lu
Fir Sameer pandit Ka pass jata h
Sameer : Pandit camera da da Zara vo ma aur Naina sunrises dakhna ja Raha h
Pandit : ha Subha Hona Vali h Bhai hum sab BHI chalta h
Sameer: thek h utha la sab ko
Fir pandit aur Sameer sabko utha data h
Rohan : kya Bhai itni neend aa rahi h Sona do na
Sameer : Bhai sunrises dakhna ja raha h chal
Komal : sachi ma pheli bar sunrise dakhungi
Preeti : ha bhot maza ayaga
Fir sab sath ma sunrise dakhna Chala jata h
Naina : kya baat h aaj to Puri toli sath ma uth gai
Swati : bhen sunrise Jo dakhna tha
Preeti : ha Kitna Sundar Hoga na
Munna : ma to pheli bar dakh Raha Hu
Fir sab sunset point pa poch jata h aur sunrise Hona vala hota h

Fir sab thek Kar so jata h lakin Sameer Naina Nahi Dino sath Beth Kar Chand ki aur dakh Raha hota h Sameer : yar yeh mount Abu hamsha hamara help kyu karta h Naina : Matlb mujha kuch samaj Nahi Aya Sameer : Ara Yaad h jab hum pheli bar yeh Aya tha...

ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।

Naina : vo dakho sunrise ho Gaya
Fir sabhi pics click karvata h ek sath aur bhot masti karta h aur Sameer Naina pechli baat ko Yaad karka Khush hota h ki dono na ek step aur Aaga badha liya ek Dura ki terf
Precap
Nakki lake ma boating

moh moh ka dhaaga जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें