naina Sameer first day

1.9K 165 2
                                    

Sameer : Naina suno humari Shaadi ho gai h par fir BHI hum dost h aur hamara dosti bilcull phela jasi h
Naina : ha Sameer tum bilcull Sahi kha Raha ho hamari ISS sab Ka asar apni dosti pa Nahi padna danga
Sameer : Naina tum apni padai continue Rakh sakhti ho aur college BHI ja sakti ho ma tumha Nahi rokuga
Naina : thank u Sameer
Sameer : Naina dosti ma no sorry no thank u
Naina smile Karti h aur Sameer bhi
Naina : Sameer ma change Kar Ka aati Hu
Sameer : ok
Naina : bathroom kha h ??
Sameer : room ka lift ma
Naina change Karna chali jati h aur Sameer bed par betha hota h par uska Dil bhot buri thera sa tuta hota h vo
Sameer : sunaina aaj tumhari wajha sa Mera Dil tuta ma tumha Kabhi maaf Nahi karunga
Naina yeh sab Bhar sa sun lati h par vo kuch Nahi khti kyuki ussa pata h  ki Jo hua ussma Sameer ki koi Galti Nahi h aur uska Dil tuta h
Naina : ( in mind ) Sameer ko ISS sab sa bahar Lana Hoga
Fir Naina room ma aaj jati h Naina ko dakh Ka Sameer normal behave karta h
Sameer : ma change Kar Ka Aaya
Fir Sameer change karka aata h
Aur dakhta h ki Naina neecha bed laga rahi Hoti h
Sameer : Naina tum yeh kya Kar rahi ho
Naina : vo mana socha ki tum upper
So Jana aur ma neecha so jayungi
Sameer : Naina ma samajta Hu Ka Jo BHI hua jald bazi ma hua par ma tumha neecha Nahi Sona dunga ek Kam karta h hum dono Ka beach ma ek pillow ki diwar Bana data h fir to tum upper so Sakti ho
Naina : thek h
Fir dono ek ek side la Kar sona ki koshish karta h par unn dono ko neend Nahi aa rahi Hota h
Fir kuch dar baad dono ko neend aa jati h
Next day in morning
Naina uth jati h aur tiyar ho Kar neecha aati h
Preeti : Naina Tu Kasi h kal baat Karna Ka time BHI Nahi Mila
Naina : ma thek Hu preeti Tu bata Tu Kasi h
Preeti : Naina sun kal Jo BHI hua ussa Tu Khush h na Matlb ki ISS Shaadi sa
Naina : ha preeti sab thek h Tu chal neecha
Naina aur preeti neecha jata h aur arti karta h vishakha aur nanaji BHI aa Jata h
Arti Karna Ka baad do sabka par chuti h
Vishakha : Naina preeti aaj Tu dono Ka phela din h kuch metha Bana lo
Naina preeti : ji maa
Fir dono kitchen ma jati h aur Khana banati h
Aur breakfast Ka time ho jata h sab neecha aa Jata h
Rohan : good morning
Vishakha : good morning Rohan Ayo betho tumhari bhabhiya Khana Bana rahi h aaj
Rohan : to dakhta h ki dono Kitna Acha Khana banati h
Naina : kitchen sa Bhar aati h
Sameer : good morning Naina
Naina : good morning
Yeh dakh Kar sab Khush hota h ki Naina aur Sameer Ka beach sab normal h
Aur kal Jo hua Sameer ussa Bhar ana ki koshish Kar Raha h
Pandit : Bhabhi preeti kha h
Naina : vo aa rahi h
Fir Preeti BHI aa jati h Khana Bana Kar
Naina aur preeti na mill Kar bhot kuch banaya hota h
Rohan : kya baat h mere dono Bhabhi expert h halwa ,kheer , gulabjamun aur cake itni jaldi aur upper sa nashta ma sandwich aur allu Ka paratha BHI
Preeti : Rohan yeh sab mill Kar banaya h aur jab kuch mill Kar banata h na to Kam jaldi hota h
Naina : isliya to khta h ekta ma Shakti h aur Sara Kam miljhul Kar Karna chaiya
Nanu : Sahi Ka Naina preeti I am proud of u
Vishakha : ha Papa Khana bhot Acha h
Sameer ko yeh sab dakh Kar flashback ma Chala jata h
Sameer : sunaina  Shaadi Ka baad tum Mera liya Khana banayogi na
Sunaina : ha ha banayogi kyu Nahi Acha apni akha band Karo
Sameer apni akha band Kar Lata h
Sunaina : aab kholo
Sunaina uska liya cake bananya hota h
Sunaina : yeh tumhara liya
Sameer khta h par ussa cake Pasand Nahi aata fir BHI vo sunaina ki jhuti tarif karta h aur fir dono bata karta h
Flashback over
Sameer cake khata h ussa cake bhot Pasand aata h
Sameer : Naina aaj to sach ma Khana Acha Bana h
Naina : thanks
Pandit: Sahi ma mujha Nahi pata tha Ka tum itna Acha Khana Bana lati ho
Preeti : thank u

Precap
Taiji Naina ko gussa Karti h

moh moh ka dhaaga Where stories live. Discover now