Mount Abu trip

1.7K 203 51
                                    

Fir sab hotel poch jata h
Sameer : mana phela hi booking karva li h yeh rahi tum sab Ka rooms ki chabi Charo rooms sath sath h to koi problem Nahi hogi
Swati : (in teasing way) thek h fir ek Kam karta h ma aur Naina ek room ma aur Komal aur Preeti ek room ma Baki munna aur Rohan ek room ma aur Sameer aur pandit Ka ek room thek h na
Komal : ha bhot time ho Gaya Preeti sa baat BHI Nahi hui h aur ek hi room ma rahanga to Sahi h asa hi Kar Lata h
Sameer Pandit : bilcull Nahi
Rohan : kyu kya hua bhai koi problem h
Sameer pandit : bhot problem h
Pura group hasna Lagta h aur Naina aur Preeti blush Karna Lagta h
Munna : mazak Kar rahi thi Swati
Swati : ha ma aur Komal ek room ma rahanga tum Karo enjoy apna apna kamra ma
Sameer aur pandit bhi blush Karna Lagta h
Fir sab apna room ma Jana Lagta h tab Naina apna Saman uthna Lagti h aur Sameer uska Saman utha Lata h
Naina : Sameer ma utha lungi
Sameer : yeh to Mera right h tumhara Saman uthna
Fir dono apna room ma aa Jata h aur Naina apna kapda nikalna Lagti h aur tabhi vo Sameer ki sweater bhi nikalti h Jo ussna banayi h
Naina : Sameer tumhara liya ek gift h
Sameer : kya h
Naina Sameer ko blue aur white colour ki sweater dati h

Sameer yeh dakh Kar shocked ho jata h
Sameer : Naina yeh sweater mummy na to Nahi Bani kyuki Mummy to Sardi aana sa phela banati h aur Bhar Vali ma phenta Nahi to fir yeh tumna banai
Naina : ha mujha pata tha ki tum Ghar ki Bani sweater hi phenta ho ISS liya mana yeh Ghar par Bani
Sameer : matlb Jo Raat Raat Bhar tum Jag rahi thi Subha Ka jaldi Ka alarm laga rahi thi to tum yeh sweater Bana rahi thi
Naina Sameer ki terf sirf dakh rahi Hoti h ki vo ussa itna notice karta tha
Naina : ha vo time Kam tha iss liya
Sameer : (in mind) Naina Mera liya itna kuch Karti h mere har chez Ka khayal rakhti h Mera liya sweater bhi Bani vo BHI itna Kam time ma
Naina : Acha ma Naha Kar aati Hu
Fir Naina nahana chali jati h aur Sameer apna Saman Nikal Raha hota h Naina jasa hi Naha Kar Bhar aati h uska Baal gala hota h aur Sameer usma kho jata h
Sameer : aaj bhot Sundar lag rahi ho
Naina : thank you
Sameer : tum har bar bhul jati ho dosti ma no sorry no thank you
Naina : Acha aab Nahi bolungi
Fir Sameer BHI nahana jata h aur Naina apna baal sukha rahi Hoti h
Jab Sameer Bhar aata h to vo Naina ki banai hui sweater phen Kar aata h Naina : yeh sweater tum par bhot Achi lag rahi h
Sameer : pyar sa Bani h na ISS liya
Naina blushes Karna Lagti h
Sameer Naina Ka pass aana Lagta h aur Naina apna par pecha Karti jati h
Aur fir vo diwar sa takra jati h
Sameer : aab to bol do 3 magical words Kitna time logi
Naina blush Kar rahi Hoti h aur vha sa Jana Lagti h aur tabhi Sameer uska haat pakad Ka ussa apni terf khech Lata h aur Naina Sameer Ka upper ja Kar garti h
Sameer: aur Kitna tadpaogi mujha bol do na
Naina : phela tum bolo ga tab
Sameer : Acha ma phela bolunga
Naina : ha ( while blushing)
Tabhi Bhar sa Rohan gate nock karta h
Rohan : Bhai aa jayo na neecha lunch karna
Sameer : yar inko Lana hi Nahi chaiya tha
Naina : ma ja rahi hu
Aur Naina ja Kar Gaye khol dati h aur Baki dosto Ka sath neecha Jana Lagti h aur Sameer ko mud Ka dakh rahi Hoti h
Rohan : aapna bol Diya
Sameer : Bhai bol Diya hota agar Tu beach ma Nahi aata to ma kab Ka bol chuka hota
Rohan : mana kya Kiya
Sameer : abhi batata Hu ki tuna kya Kiya
Aur Sameer Rohan Ka pocha bhagna Lagta h
Rohan : sorry Bhai aap tension mat lo ISS trip par aap ek dusra ko bol doga aur yeh Mera promise h ki ma aapki Puri madat karunga
Sameer : yeh hui na baat chal neecha
Sameer aur Rohan neecha jata h aur fir Sameer Naina Ka sath ja Kar Beth jata h aur ussa wink karta h
Naina yeh dakh Kar blush Kar rahi Hoti h
Pandit : Sameer Bhai aapki sweater bhot Achi h kha sa li
Sameer : li Nahi h Bani h 
Pandit : kisna Bani
Sameer : Naina na Bani h
Pandit : Bhabhi aapna itni jaldi sweater kasa Bana li
Naina : bass asa hi
Preeti : Naina sweater sachi ma bhot Acha Bana h
Naina : thank you
Swati : Naina mujha aur Komal ko BHI sikha Dana Hama Bani Nahi aati
Naina : zarur kyu Nahi
Munna : tujha kiska liya sikhni
Komal : asa hi Nahi sekh Sakta kya
Rohan : rehana da Komal tujha sa Nahi Hoga 😂😂😂
Sameer : yar tum log ladai mat Karna Varna Pura trip kharab ho Jayaga
Pandit : ha Sahi kha Raha h
Tabhi vha ek ladka aata h aur Sameer ko shoulder pa tap karta h Sameer pecha mudta h
Sameer : Ajay tum yaha kya
(Ajay ka zada role Nahi h vo bas Sameer Ka school ma class mate tha to vo Acha dost tha aur uska sath ek do log aur h inka zada role Nahi h sirf mount Abu ma hi dikhnaga ok)
Ajay : mujha laga ki tum mujha bhul Gaya aur kya baat h Baki Sab BHI Aya h
Sab Ajay to hi karta h
Sameer : ha Tu janta to h sabko
Ajay : aur bata kasa chal Raha h sab
Sameer : Shaadi ho gai mere aur pandit ki
Ajay : kya baat Kar Raha h mujha bataya BHI Nahi
Sameer : ha tujha sa contact chut Gaya tha to tera no. Bhi Nahi Mila
Ajay : ma to Mumbai shift ho Gaya tha aab Vali settle Hu Vasa tere Shaadi kissa hui
Sameer : ha yeh mere wife h Naina
Pandit : aur yeh mere wife h preeti
Ajay : tum dono munna ki bhen ho na
Naina preeti : ha aapko to sab Yaad h bhaiya
Ajay : ha kyu Nahi yeh Naina to topper thi school ki aur yeh Preeti gundi aur teseri sunaina vo kha h
Sunaina Ka naam sun Kar sabka muh Ka rang badal jata h
Tabhi Sameer baat ko sambhal Lata h
Ara Tu chod usko Tu bata Tu kiska sath Aya h
Ajay : Bhai mere BHI Shaadi ho gai h aur mere bhen thi na Reena Jo preeti ki class ma padti thi uski BHI Shaadi ho gai h to hum Charo sath ma Aya h
Tabhi vha sa Ajay ki wife Reena aur uska husband BHI aa Jata h
Reena : Ara Sameer Bhai tum yeh aur Baki Sab BHI h
Baki Sab milta h aur sab ek Dura ko introduce karta h
Sameer : Tu abhi kha ja Raha h
Aaja : hum to Nike lake ja Raha tha
Sameer : hamara plan to Dilwara temple Ka Raha tha aaj
Aaja : Acha sun aaj Raat ko hum camp fire pa ja Raha h Tum sab BHI chalo na hamara sath
Rohan : campfire ma to bhot maza aayaga
Komal : ha chalo chalta h
Sameer : thek h hum BHI sath ma chalanga ok
Fir Ajay aur Baki Sab Chala jata h aur Sameer aur Baki Sab breakfast karka Dilwara temple Ka liya Nikal jata h
Precap
Masti at Dilwara temple and campfire

moh moh ka dhaaga जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें