pyar bhari daat

1.9K 213 60
                                    

Fir Naina tiyar ho Ka Bhar aati h aur Sameer ko uthti h
Naina : Sameer utho
Sameer jasa hi uthta h aur Naina ki terf dakhta h vo usma kho jata h Naina : good morning Sameer kya baat h aaj ek hi awaz ma uth Gaya
Sameer : ha aab itni Acha sa utho gi to fir ek hi awaz ma uthna padaga na
Naina : Acha ab jaldi sa tiyar ho jayo fir tumha office BHI to Jana h mana to collage sa chutti li h
Sameer : Acha thek h par mujha ek promise chaiya aaj sham ko ice cream Khana chalanga ok
Naina : thek h ma ready rahungi ok
Sameer : thek h chalo ma ready ho Kar aata Hu
Naina : hmm
Fir Sameer nahna Chala jata h aur Naina room samatna Lagti h tabhi Preeti aati h
Preeti : good morning bhen
Naina : good morning Preeti
Preeti : sun yar ek na Kam h vo bags h na tera cupboard ma h upper Vali maa na bataya to Tu kya vo Nikal dagi fir aaj packing shuru Kar dungi na
Naina : ha thek h ma abhi Nikal dati Hu
Preeti : thek h
Tabhi pandit awaz lagata h
Pandit : Preeti preeti
Preeti : Naina pandit bula Raha h jab Tu bags Nikal la tab mujha bula Lana
Naina : thek h
Preeti chali jati h aur Naina akala hi
Stool pa Chad Kar  bags nikalna Lagti
h aur aur tab Sameer bathroom sa Bhar aata h Naina stool Ka bilcull kona par Hoti h aur uska par slip ho jata h tabhi Sameer ussa garna sa bachata h aur ussa waist sa pakad Lata h Naina aur Sameer Ka eye lock hota h dono ek dusra ki akho ma kho jata h unn dono Ka eye lock tab tutta h jab Preeti aur pandit tez awaz sun Kar uska kamara ma aata h aur Sameer Naina ko asa sath ma dakhta h Preeti khasna ki acting Karti h aur dono sense ma aata h fir Sameer Naina ko god ma utha Kar neecha Lata h Naina Ka muh sharm sa lal ho jata h kyuki ussna pandit aur preeti Ka samna Naina ko god ma uth liya hota h
Pandit : ( in preeti ears ) dakh la kal ki baat Ka kuch to asar hua hi h
Preeti : chup abhi
Sameer Naina ko datna Lagta h
Sameer : Naina tum kyu chadi upper mujha bula lati gir jati to vo to Acha h time pa Bhar aa Gaya Varna tumha kuch ho jata ho ma kya karta h
Naina : sorry Sameer vo ma upper sa bag Nikal rahi thi to Mera par slip ho Gaya
Yeh datna gussa wala Nahi tha balki pyar wala tha ek dusra par bharosa wala tha aur thoda khta metha bhi
Preeti : Sameer sorry mere Galti h mana issa Bola tha bag nikalna Ka liya
Sameer : Naina Preeti na Bola tha to tum Chad gai stool pa bag uthna mujha bula lati ma Nikal data tumha pata h bags Kitna bhari h khai zada lag jati to
Naina : sorry na please Sameer Aaga na Nahi Hoga promise
Pandit : Bhai shant ho ja aab Bhabhi bilcull thek h
Sameer : thek h maan Gaya bass aab chalo par dakho khai lagi to Nahi h
Naina : Nahi bilcull thek hu ma
Sameer: bags ma Nikal data Hu
Sameer pandit mill Kar bags Nikal data h
Preeti : thank you Acha aab tum dono BHI packing shuru Kar do parso nikalna ha par ussa phela nashta Karna neecha aa Jana
Naina : ha Tu chal ma ayi
Fir pandit aur preeti Bhar Chala jata h
Naina : Sameer tumna sabka samna mujha god ma utha liya kya Soch Raha honga pandit aur preeti
Sameer : Naina tum Na mere wife ho aur mujha farak Nahi padta ki koi kya sochta h mujha tumhari fikar thi iss liya uthiya
Naina started blushing ki Sameer uska liya itna sochta h uski itni care karta h
Naina : Acha chalo sab neecha wait Kar Raha honga
Udhar pandit aur preeti apna room ma hota h
Pandit : dakha mana kha tha na ki Sameer BHI Naina sa hi pyar karta h
Preeti : Acha maan liya aab Khush
Vasa jab Sameer na Naina ko god ma uthiya to dono sath ma Kitna Acha lag Raha tha na
Pandit Preeti ko god ma utha Lata h
Preeti : yeh Kar Kar Raha ho neecha utro na
Pandit : dakh Raha Hu ki hum sath ma kasa Lagta h
Preeti started blushing
Pandit: Preeti tum to Bhabhi sa BHI zada lal ho gai
Preeti : aab bass BHI Karo na chalo sab neecha wait Kar Raha h
Pandit : acha yeh lo Khush
Pandit Preeti ko neecha utar data h aur dono neecha Chala jata h nashta
Ka baad
Sameer : pandit mujha tujha sa kuch
Baat Karni h chal Zara
Pandit : ha Bhai
Fir dono sath ma Bhar jata h
Pandit : ha Bhai bolo
Sameer : Tu Sahi tha Bhai mujha Naina sa par ho Gaya h I love her
Pandit yeh sun Kar bhot Khush hota h ki Sameer ko realisation ho Gaya h ki vo Naina sa pyar karta h aur pandit Sameer ko hug karta h
Pandit : mana kha tha na Bhai
Sameer : pandit mana Soch liya h ki yeh trip uski Zindagi ki sabsa yaad gar trip banayuga aur ussa apna dil ki baat bol dunga
Pandit : ha Bhai ma Aapka sath Hu
Tabhi Rohan aata h
Rohan : ma Bina hi itni badi baat batayi ha rahi thi
Sameer : Tu na chota h abhi to ISS liya samajna ma time Lagta
Rohan : asa mat bolo Bhai
Sameer : mazak Kar Raha tha idhar aatere Bina kuch ho Sakta h mere life ma ha
Rohan: ma aapka liya bhot Khush hu
Aur fir theno ek trio hug karta h
Rohan : munna ko BHI bata Dana vo BHI bhot Khush Hoga
Pandit : ha uska Bina to hamna aaj Tak kuch BHI Nahi kya to yeh ISS bar BHI uska sath zaruri h
Udhar Preeti Naina sa baat Kar rahi Hoti h Naina
Preeti : tuna sweater banai shuru Kar Di
Naina : ha Kar Di aur umed h ki parso tak Puri ho BHI jayagi aur ussa yeh sweater mount Abu ma hi dungi suprise gift ki thera
After 2 days
Jana Ka Din aa Gaya h sabna sari tiyari Kar li h sari packing ho gai h Naina na Sameer Ka liya din Raat ek karka sweater bhi Bana li h Aur to aur Sameer na abhi Naina Ka liya surprise plan Kiya h ki vo Naina Ka yeh trip Yaad gar Bana daga aur usma uska sath uska dost danga
At Sameer Naina room
Sameer: Chala neecha Varna late ho Gaya to train chut jayagi
Naina : ha ho Gaya chalo
Fir sab apna bags utha Kar neecha poch jata h vha phela sa hi munna Swati aur Komal uska wait Kar Raha h
Fir Preeti aur Naina nanaji aur vishakha Ka par chuti h aur Baki Sab BHI unnsa milta h aur fir sab station Ka liya Nikal jata h
At station
Train aa gai Hoti h
Sab train par Chad jata h aur apni seats dhundna Lagta h
Sameer na ek Pura Barth aur samna Vali do seats book karvi Hoti h jissa sab sath Raha aur koi problem na ho
Fir sab apni apni seats par Beth jata h aur 5 minutes baad train start ho jati h aur sab bhot Khush ho jata h ki unki trip shuru ho jati h
Precap
Hum h rahi pyar Ka

moh moh ka dhaaga Where stories live. Discover now