Chapter 2

160 3 0
                                    

After the concert Zoya and Areej meet junaid backstage

"Junaiddd bhaiiiii" areej squealed happily

"Junaid bhai pata hai kia Zoya kehri thi use apko dekhna hai, apki awaz sun ni hai, apki ankhon mein apne liye pyaaar dekhna hai or unme doob jana hai" Areej said dramatically

"Areej.." Zoya tried to stop her

"Really!?" Junaid asked Areej

"Haaan or nai to kia pata hai hr wqt mjhse apki baatein krti rehti hai Junaid aisa hai Junaid wesa hai use ye psnd hai ye nai psnd hai "

"Aww" Junaid said trying to tease Zoya

"Areej bs b kr jao agr aise kuch kehna hota mein khud keh deti acting krne ki zrurt nai hai tumhe" Zoya said to Areej acting like she is annoyed

"Acha toh phir aap khud kehdijye wait kis baat ka hai" Junaid said teasing her while drinking water

"Haan dekho kuch toh kehdo bechara kb se betaab hai tmare mu se apni tareef sun ne k liye" Areej spoke up

"Kb se" Junaid said moving closer to Zoya

"Acha agr aap mere mu se apni tareef sun na chahte hain toh .. apki awaz bhttt khubsurat hai or mein apki awaz k zehen mein rehti hu" Zoya said blushing

"Pata hai kayi larkian meri tareef krti hai per ye jo apne kaha hai hamesha yaad rahega"

------------ next day ---------

Zoya is watching junaids concert on TV when her dad comes and sits beside her

Zoya: baba mein channel change krdu ?

Dad: kyu bhaii itna acha toh gaaa raha hai

Khalida begum walks in

"Band karo is manhoos ki awaz is ki waja se meri ibadat mein khalal parta hai Akhtar sahab tv dekhte hwe toh apki tbiat bilkul thik hai"

"Agyi musibat hamari jaan per" zoya's dad murmured

"Akhtar sahab her shoq palne ki koi umr hoti hai"

"Khalida begum shoq umr ki qaid se azad hote hain"

"Mera na sahi kam se kam jawan olaad ka toh khyal kr lijiye"

"Jawan olaad ki waja se e bardasht kr raha hu tumhein bhi or tmhare karobaar ko bhi" zoya's dad said being a bit angry

"Khalk e khuda ki khidmat or istakhare ko aap karobaar kehte hain aisa kehte hain isliye toh tabiat khrab hoti rehti hai apki"

"Meri hoti hai apki toh nai na "

"Haan or phir raat ko khans khans k meri ibadaton mein khalal dalte hain"

------------

Moiz goes to the opening of a new boutique in karachi which is owned by his gf Sanam who is a fashion designer

Moiz walks in with a rose bouquet in his hand

"Aaj mere boutique ki opening hai or tm itniiii late aye ho jao mein tm se baat nai krti"

"Sorry na jaan wo abu ne company ka hisaab kitaab poochne bitha dia tha mein kia karta itni mushkil se jaan chura k aya hu or bohot bohot mubarak hoo is boutique k khulne ki " he said giving her the bouquet

"Acha chalo maaf kia .. ye batao uncle ko pata toh nai chala k tmne mje is boutique k liye karza dia hai "

"Nai wo mene idr udr kr lia tha or ye kia kehri ho tm karza! Jo mera hai wo tmara hai akhir meri hone wali biwi jo ho"

You've reached the end of published parts.

⏰ Last updated: Feb 10, 2016 ⏰

Add this story to your Library to get notified about new parts!

Khuda Dekh Raha HaiWhere stories live. Discover now